Rudra- Ridhima kaun? Are wo itna ghumti rehti hai na ki main confuse ho jata hoo ki tumhari ek girl friend bhi hai jiske naam Ridhima hai. Waise uska naam kitna funny hai na. Omkara main tumhare bacche ki ridhi-maa banane maa. 😉 🤣
Rudra ke sath rehkar hamara sense of humour bhi Coma mei chala gaya hai 🤣