The oberoi mansion had been decorated splendidly for today's celebration. A combination of pale yellow, sky blue and light green drapes hung around the corners, winded around the stair case as it was their favourite colours. Sun coloured tulips, deep blue orchids and pale lime green carnations were arranged in glass vases that stood of beige stands placed about the large halls, after all it was their favourite flowers. Dadi and priyanka looked around the house to make sure everything was perfect and instructing the men who were working.
Dadi: priyu beta mere teeno pote kaha hai, janam din toh unka hai wo hai kaha
Priyanka: main ne bhi unhe nahi dekha hai subha se.
Oberoi Family was celebrating Shivaay's 27, Omkara's 26 and Rudra's 21 birthday today, but none of them were to be seen.
Dadi: Tu ne cake order kar liya hai ne.
Priyanka: dadi jiss shop se hum cake humesha order karte hai woh bakery close ho chuki hai.
Rudra: kya, mera favourite chocolate cake iss bar nahi mila ga.
Dadi: ek baat bata kaha tha tu aur tere do bade bhai kaha hai.
Omkara: kapde decide kar rahe the.
Priyanka: bhaiya Lekin aap aur shivaay bhai iss sab mein time mein nahi lete, aur app log subhe se nahi dikh rahe.
Omkara: kyun ke yeh (hitting Rudra on the head) kuch decide nahi kar pa raha tha.
Rudra: O app aur bhaiya ko kya app dono ki fixed girl friends hai mujhe har week badalni padti hai.
Omkara: tujhe har week girl friend change karne ko kiss ne kaha.
Rudra: O mein bore ho jata hoon, waise let's talk about the cake.
Omkara: uss mein kya hai we will order chocolate cake from somewhere else.
Rudra: ek baat ka doubt tha.
Omkara: bata kya
Rudra: bhaiya ko chocolate cake bilkul pasand nahi, phir humare birthday par woh order kyun karte hai.
Shivaay: kyun ke woh tera favourite hai.
Rudra: So iss saal hum app ka favourite vanilla cake order karte hai.
Shivaay: Vanilla cake white colour ka hote hai.
Rudra: Haan.
Shivaay: Tujhe yaad nahi Omkara ko white se kitni nafrat hai.
Omkara: vanilla cake mein taste aur colour dono nahi hota, empty canvas ki tarha lagta hai.
Rudra: toh app uss par painting kar lena O.
Shivaay: what about strawberry wo toh tera favourite (looking at Om) but Rudra ko (looking at Rudra) strawberries se chid hai.
Omkara: chocolate cake Shivaay ko pasand nahi
Shivaay: Rudra strawberries se bane hue kissi dish ko haath nahi lagata
Rudra: O ko Vanilla cake boring lagta hai, so hum ab kya karien
Omkara: kaash agar yeh teeno flavours ek cake mein hote.
Shivaay: not bad long hair Oberoi, kamal ka idea diya hai.
Rudra: O aap ne bhaiya ko Kaun sa idea diya.
Omkara: phele mujhe toh pata chal Jane de phir tujhe batunga .
Rudkara: bhaiya/shivaay ko follow karte hai.
They went behind Shivaay and saw him entering the Kitchen.
Rudra: Bhaiya cake bana rahe hai kya
Omkara: chal dekhte hai.
They both go into the kitchen and see Shivaay looking at some ingredients that were kept on the counter.
Omkara (looking at the ingredients): lagta hai tera guess correct tha.
Rudra: bhaiya aap kaun sa cake bana rahe ho.
Shivaay: wohi jo Om ne kaha
Omkara: main ne
Shivaay: haan tu ne kaha teeno flavours.
Rudra: matlab three cakes.
Omkara: hum saath mil kar kaam karte hai jald pura hoga.
Rudra: mein chocolate cake banunga.
Omkara: I will work on the strawberry.
Shivaay: I will make the vanilla batter ready.
Shivaay verbally guided his younger brothers through the process and the three batters were ready in no time.
Rudra: ab isse bake kar le
Shivaay: patience, ab mix karna baki hai.
Rudra: sab kuch mix ho toh gaya hai.
Shivaay: ek dusre ke saath mix karna baki hai.
Rudra looked on confusingly while Om looked on meaningful finally seeming to understand his brother's words.
Shivaay poured a bit of the white batter into the baking dish.
Omkara: white too boring (adds strawberry)
Rudra: chocolate kyun peeche rahe (add dark chocolate cake batter).
The batter was emptied into the circular baking pans though a bit of the three batters were left in the bowls and Shivaay poured it into a small baking dish narrow as a bread loaf but much shorter.
After a while the cake was ready and it looked delicious beautiful brown black, off white and baby pink swirls.
Omkara: looks delicious, but taste ka kuch nahi kahe sakte.
Rudra: hum isse taste karte hai (pointing towards the smaller cake they made with the left over batter).
Shivaay removed it from the baking pan and cut a slice feeding it to Om.
Rudra: not fair bhaiya apne O ko khiliya mujhe nahi
Shivaay: acha tu bhi le
Shivaay: Kaisa hai
Rudkara: Mmm
Shivaay: kuch bologe bhi
Omkara: Shivaay chup kar aur humein isse enjoy karne de.
Rudra: Yeh duniya ka saab se tasty cake hai. I thought khane liyak nahi hoga.
Omkara: pheli baar vanilla itna tasty lag raha hai.
Rudra: pheli baar strawberry ka taste acha lag raha hai.
Shivaay: (tasting the cake) woh iss liye kyun ke chocolate strawberry ke sweetness ko cut kar raha hai.
The three placed the three circular cakes one above the other.
Rudra: ab bhi ek confusion hai
Omkara: ab tujhe Kaun sa confusion hai.
Rudra: Shivaay bhaiya ne itna risk kyun liya
Shivaay: cake bana ne mein risk kisa hota hai.
Rudra: Aap ne different cake banaya, agar taste acha nahi hua aap cake ke har layer mein different flavour dal sakte.
Shivaay cut a slice and kept it in the plate infront of Rudra.
Shivaay: alag kar raha, iss slice mein se strawberry, chocolate and vanilla ko ek dusre se alag kar.
Rudra: kyun
Shivaay: kar toh
Rudra worked on the task and when Shivaay saw he had ended.
Shivaay: ek baat bata agar jaise tu ne kaha different layers mein different flavours hote toh usse separate karna assan hota.
Rudra: obviously bhai aur iss ki tarhe nahi banta (pointing the cake he had shredded in order to separate).
Shivaay: ab bata humara rishta in mein se Kaun hai.
Rudra: rishta aur cake kaha se judh gaya
Omkara: kya hum teen toote bina ek dusre se alag ho sakte hai, nahi ne waise hi agar iss cake ko alag kiya jae toh yeh bikhar jayega.
Shivaay: yeh dekh (pointing towards the separated cake) ab bhi yeh puri tarhe se alag nahi hua hai jaise hum kabhi alag nahi ho sakta.
Rudra: I love you both
Obbro hug
Omkara: Rudra moment nikal gaya phele emotional tha ab
Shivkara: awkward hai
Rudra: yeh moment humesha nikal kaise jata hai.
Waiting for your reviews.