Originally posted by: kavya1994
Jab-jab dil ke saath gayi, zyada maine thokar hi khayi
Analysis wali theory apnayi toh bottom 4 se top 4pe thi aayi.
Phir se upar jaane ki chahat hain,
Par yeh dil ke khwaaish bani rukawat hain
Kya karu, kya na karu kuch samajh na aaya,
Dil toota jo agar toh soch lungi,kam se kam maine 10points toh hain kamaya.
😆
Yeh dekh kar mera bhi poetry karne ka mann kar raha hai😂😂
54