Posted:
yaar ...pehli baar ravi ne acha gaya aur woh voted out hogaya ... aur sandeep ... patanahin kaisay in hai abhi tak har show main mistakes karta hai ... lekin amey ke kya scene hai yaar use kyun votes nahin miltay anyways.. yaar ravi ka yeh song plz koi upload kardo .........