pls read n reply if u like,i write poetries n generally dont share them but for a change,why not,i wrote these just after II
ABHIJEET SAWANT
ye hain hamare pehle II Abhijeet
madhur geeton ko hum tak pahunchane ki shuru ki inhone apni reet
mohabtein lutaaeen logon ne inpur voton ki barsaat se
mar jawaan mit jawaan ladkiyaan inki ek muskurahat pe
Farah ne kaha lambi race ka ghoda,Anu ne shayriyon ki line lagai
Sonu ne to pehle round mein hi inpur top5 mein jaane ki mohar lagai
Kajol ko inki style bhai,
Shilpa ko inki smile raas aai
Karan ne confess kiya,unhone Karan ko wrong prove kiya
unki 'Aapka Abhijeet Sawant 'ne achhe-achhon ko competition diya
kanon se dilon mein ye utre
phir bhi zameen se inke pair na uchhle
Himesh Reshamiya ke liye gana gaya
toh bollywood mein bhi success paya
aise hain pehle II Abhijeet
seedha dil ko pahunchte hain inke geet
aasha hai sada aise hi gaenge aur muskuraenge
aise hi unke geet sada sabko bhaaenge
AMIT SANA
hain toh ye II runner up waise
par kissi bhi baat mein peechhe nahi aise
Chal Diye hain ye aisi ek raah par
dengekhushiyan jahaa anek nigah par
gaa sakte hain ye geet har tarah ke
pehle hi round mein khol diye judges ke dilon ke taale
Farah & Kajol ne standing ovation di,Sonu ne kaha unke gaanon ko takkar di
Anu ne kaha,unhe laga badi aasani se unki aawaz ne har mumkin harkat li
Kajol ne kaha'I havnt heard anything so sweet for long time
Anu ne kaha I forgot all my rhyme
gaane k saath-2 dance bhi kiya zabardast
woh kisna hai ne kar diya har sune wale ko mast
inke kadam bollywood mein pade hain
to inke gaane sunne ko inke fan intezaar kar rahe hain
har ek inki performance yaad kiye inke naye gaanon ka main pal-2 intezaar kar reha hoon
hain bhi to down to earth,inke jaisa banne ka prayaas kar reha hoon.