Hey guys again here with choti si story
Arylie love me or love me not
A small story will continue it further I you guys want pls let me now
Aryan was pointing gun at Aditya meanwhile Imlie enter saw aryan holding gun towards aditya. aditya was shocked too seeing Aryan pointing guns towards him Imlie screamed babusaheb and Aryan triggered and shoot Imlie stopped a man fell down from aditya back yes it was atank who got shoot Imlie relieved herself and ran towards aditya
Aditya hugged her aryan was seeing all this he had tears in his eyes police came in they took atank out as he was alive bcuz aryan shoot him at his shoulder aryan throw the gun looking down at ground and left the place thinking she didn't even looked at him for once maybe she love Aditya Kumar Tripathi so much that nothing matters to her than AKT so okay fir thik agar voh ab AKT ke vapas jana chaye to jaye mein ab usse kuch nhi bolunga. Na hi rokunga usse Jo karna voh kare
Aditya Imlie
Aditya : hume maaf kardo Imlie humme pata hai humne tumhe bohat baatein sunayi pr hamara bharosa karu is baar tumhe koi shikayat ka mauka nhi denge
Imlie : aap hume fir galat samaj rahe hai hum bas yaha aye kyoki ye hamara gaon hai ha hume apki parva hai pr sirf parva hai
Aditya : ye kya bol rahi ho Imlie dekho hum malini ko divorce de denge
Imlie : aditya sir apko shaadi ek khel lagti he kya aaj usse kal kisi aur se nhi ap kamse kam ek rishta toh thik se nibha lijiye dekhiye hum ab vapas nhi Ane wale hum age bad chuke hai aur ab hum piche mod kr nhi dekhna chahate
Aditya : ha humne pata hai ab tumhe hum pasand kyon ayenge tumhe toh bade ghar mein rehne ki adat hogayi hogi na
Imlie : isiliye liye hum vapas modna nhi chahate aur ha ap sahi keh rahe hai shayad humne uss ghar ki aadat hogayi kyonki vaha muzhe samaan milta hai meri baatein Sunni jati hai Mera bharosa kiya jata hai
Aditya : toh tumara yahi faisla hai
Imlie : ha Aditya sir hum bas insaaniyat nibha rahe hai iss baar toh ap hume ye bol diye hai pr agli bar se hamari insaaniyat ko Prem samajne ki bhul mat karna said this and come out she looked out for aryan he was no where
Meethi and Nani came ( Imlie already rescue them )
Meethi : beta tum theek ho
Imlie : Ha maa hum theek hai maa Apne khi humara boss ko dekha
Meethi : Ha beta voh un police walo se baat kar rahe the pr badmein pata nhi kaha gaye
Imlie : koi baat nhi mein dekh lungi Amma
Meethi : Imlie betiyaan pr tumhara boss he dil ke bade saaf voh sab chodkar humare yaha sabko bachane agaye shayad unhe thodi chot bhi lagi hai
A small girl came with aryan watch in her hand
Imlie stopped that girl
Imlie : beta ye apko kaha mili
Girl : didi voh bhaiya ji gadi mein Gaye unke gadi se gir gayi
Imlie : kya voh labhi gaadi thi
Girl : haa didi kya ap unhe jante ho
Imlie : ha voh hamare sir hai
Girl : toh kya ap ye watch unhe de dengi aur unhe thank you bhi khena and girl told Imlie to bend down and she kissed her cheek aur ye bhi dena hamari taraf se
Imlie got so red this time she was blushing blushing for whom that akkadbagga jo usse chod ke chala gaya milne.
Imlie : us fast forward ko toh mein chodungi nhi voh hume yaha chodkar kese ja sakta hai
Meethi : beta kuch kaam hoga isliye gaye honge aur vese. Bhi tere sarre dost toh yaha. Hai voh innhe bhi toh leke nhi Gaye tum inke sath chali Jana pehele ghar chalo aur thodi der baad nikal jana vapas Jane ko
Aryan came back home he already informed arpi di and told that he is okay everything is good everybody is safe and atank too got arrested
When aryan came back arpi didi and kaki were looking for Imlie
Arpi di to Aryan : Imlie kaha hai aru voh thik hai na
Aryan : voh thik hai di
Di : toh voh tere sath kyu nhi ayi
Aryan in sad tone : kyonki vaha usse imp Kam the
Imlie came back with team
in Rathore mansion
Arpi di and kaki hugged her they were relieved seeing her aryan was standing there too but he ignored her
They had there food but still aryan didn't utter a word
Imlie in mind : yeh muzhe itna sada hua look kyu de Raha hai meine kuch kiya hai kya
At night after dinner imlie room when she ended her call with Tripathi's ensuring them that she is fine she was searching for something in her purse there she found aryan watch
Imlie :. Iss akkadbagga ki ghadi kya kare jake deke aye kya or raat hogayi hai abhi jao choddo subha jaungi pr abhi nhi gayi toh muzhe neend bhi toh nahi ayegi muzhe usse baat bhi toh karni abhi deke ati hoon
In aryan room he just took a bath and was drying his hairs was in his night suit she knocked
Aryan : ajao di
Imlie : hum hai
Aryan : tum jao yaha se
Imlie : ye kyaa baat hui tum humse yese kyon baat kar rahe ho hame bhi tumhare kamre mein aneka shook nhi hai kam tha isliye aye the
Aryan : open the door : kya kaam tha
Imlie stare at him and enter in room
Aryan : Imlie
Imlie : yeh gadhi PD mein gir gayi thi ek bacchi ko mili usne muzhe dedi aur tumhe deneko bola aur usne tumhe thank you bhi kaha hai
Aryan : hmm aur kuch
Imlie remembered what girls said her to give him
Aryan : kya soch Rahi ho kuch aur bhi tha kya
Imlie : nhi aur kuch nhi tha and Turn her back towards him
Aryan : Imlie Ruk ko .
Imlie : instantly turned back because she know ki shayad ab ye Bs ke baare mein bolega aur ye isse bata payegi ki voh Bs se aage bad chuki hai but
Aryan : mud jao
Imlie : kyon
Aryan : meine kaha mudo
When she turned he saw something at her back a cut but does that did not hurt why didn't she put anything on it he look at cut on her back shoulder he slightly touched her bare back
Aryan : kya tumhe ye chot mehsus nhi hori
Imlie : are hum gaav mein pade bade hai choti si chot se hume kuch nhi hota
Aryan : tum ruko mein ointment deta hu
Imlie : nhi hume nhi chahiye
Aryan bring oit ment and gave it to Imlie
Imlie : hume nhi chahiye
Aryan gaye a look at her
Imlie nhi tum jitna bhi ghoor lo ham nhi lene wale jalan hoti hai usse
Aryan : hold her hand turned her nhi hogi jalan mein laga deta hu chalega
Imlie : looked aryan in the mirror and nodded slowly
He slowly moved his fingers towards her back slightly pulled off her shoulder He was bleeding a gentle air while applying ointment on her back shoulder she was looking him from mirror this close was leading her beat faster she was all lost looking at him through mirror and she imagined she kissing aryan on cheek
He too felt something while applying ointment this close was killing them there heart was asking for hug but there Sheild were stoping them
Aryan : done
Imlie : thank you and ran back to her room
Aryan : yeh kya kar raha tha mein yeh ladki Mera dimaag kharab kar ke hi manegi nhi aryan tu ab isse liye kuch nhi sochega nhi usse kuch karne keliye kahunga us jo karna hai karre
Imlie in room : ye kya tha mein yese nhi soch sakti uss insaan ke bare mein yeh mein kya soch nhi hu mein aur voh akkadbagga nhi ye kbhi nhi ho sakta ek kam. Karti ankhein band karke kuch aur sochti hu she again saw that imaginary scene where she was kissing aryan she immediately opened her eyes no ways ye nhi ho sakta kya sach mein muzhe voh pasand hai she got lost in memories of her with aryan and she started smiling
Vese sach bolu toh ye ABP hai bohat accha sab ki fikr hai pr ye yese ajeeb bartav kyon kar raha hai muzhse kal baat karungi
Next day at breakfast table
He again ignored her she had so many questions. But he kept ignoring her for almost more than 15 days in this 15 days Imlie had realised that she feels foor him and is falling for him
One day after office aditya went to Imlie
And said
Imlie hum jante hai ki hum bar bar galti kar rahe hai pr kya ab hum dost bhi nhi reh sakte
Imlie was shocked listening him : but she replied nhi hum apse dosti bhi nhi rakni hum sab chiz se aage bad rahe hai aur dosti karni bhi hogi toh ese achanak se toh dost nhi ban sakte
Aditya: bas hum samj gaye koi baat nhi tum dosti nhi manti mein toh man sakta hu and waved at her
Aryan looked at them again but he didn't heard the conversation he went back in his cabin
Imlie saw him going back again she went back at aryan
Imlie : hume apse baat karni
Aryan : kal abhi office khatam hogaya. hai
Imlie : hume pata hai tum humse naraj ho
Aryan: ye tumse kisne khaha mein kyon naraj. Rahunga aur hu bhi toh usse tumhe kya
Imlie : voh Aditya Sir ab hum nhi Gaye unke pass bath karne vvo ahe the
Aryan : toh ye tum muzhe kyu bata rahi ho tum bhi jao apne ex husband ke pass aur ha I m sorry agar meine tumhe roka shayad mein bohat galat tha jo tumhe rok raha tha
Imlie : tum yese kyu bat kar rahe ho sun toh lo hum kehna kya. Chahte he
Aryan : muzhe pata hai tum kya kehna chahti ho ki tumhare babusaheb bohat acche hai bhale hai toh sunn lo muzhe usse koi farak nhi padta tumhe jo karna hai karo mein kuch nhi bolne wala
Imlie hold him from his collar in Anger but end up kissing him aryan to loose his promises and kissed her back
Imlie : ab tum mere ankhon mein dekho aur kaho ki tumhe farak nhi padta
Aryan looked in her eyes and realise what just happened here was reality not a dream he turned back and directly went outside