Originally posted by: -dear10-
😆 kal kishan ji ne kya lecture diya yaar aaj mujhe bachcho se kuch bolne main bhi darr lag raha hai 😆 haye or wo log jab bhishma ki tareef karte hai aankhon main surya ka ujala mathe par chandra ma ka teeka chehre pe tez haye 😳😳😳nahistar plus par bas mahabharat dekhti hoon