Originally posted by: captainplus
Don't care or know about others
I only talk about myself
I am a fan & I refuse to accept this & nor am I happy over new article
I agree with u
Meri ek baat smajh ni aati ki jb guddan aj se alag hogi kya tb hi vo successful actress banegi . Uske saath rah kr nahi ban sakti kya. Mughe makers ka ye concept samjh nahi aata. Jb hero heroine alag hote hai tb hi vo successful ho jate hai.
Or hum sb jante hai ki ye kahani akshan ki hai to kuch vi ho at last unko hi ek saath karenge. To phir itni misunderstanding kyo. ( misunderstanding se koi problem nahi hai pr akshan k beech to trust ki kami hai hr baar aj guddan pr trust ni karta lekin phir v at last akshan saath ho jaye hai.)
Pata nahi pr kyo har serial ki kahani same hi hai jaha villian hamesa khus rahte hai or evil win hote hai. & main leads hamesa rote rahte hai or vo evil se haar jate hai.
Pata ni pr kyo makers ko lagta hai ki aaj v sbko vohi purani Stories pasand hai. Hum guddan fans ko agar yahi purani story dekhni hoti to hum vohi purane shows dekhte like KKB,KB, KZK & ..... Hume ye show isliye pasand tha kyoki yiska concept sbse alag tha pr makers ne ise v bekaar kr diya. Isliye mene vo dekhna chod diya.......
Mujhe iss type ki kahani dekhni hai baki main leads ka separation unka rona dhona Or unki nafrat. Kisi se v shadi Kitni baar v shadi...... Or phir last me leads ka ek saath hona. Matlab kuch v itni sb hone k baad vich end me rahna ek dusre k saath hi hai phir trust kyo ni karte Or serial the end (serial ki happy ending karne k liye bas leads ko milte hai varna jb tk serial chalega tb tk good person rote rahenge Or suffer karenge Or evil hamesa happy rahenge.)
Ye show makers kya dikhana chahte hai ki evil always win or jo acche hote hai vo hamesha suffer karte hai. Like seriously.......
Edited by 123ni - 5 years ago