PART 6
As they got the blessings of elders soon they settled down to have breakfast
Kausalya was not happy that guddan was pregnant
They were chitchatting while having breakfast
Bhusan : hume toh pata hi nahi chala ki humari beti kab itni badi hogayi ki woh khud maa baane wali hai
Dadi : har pita k liye k liye aisa hi hota hai samdhi ji , kal ko agar lalla ki beti hogayi toh woh uss bache ko apne aap se bhi zyaada pyaar karega
Kishore : waise baat toh saahi bola hai dadi ne woh bacha ladka ho ya ladki , hum saab ko woh bacha apne ungli par nacha ke rakega
itna pyaar karenge hum uss bache ko
Durga : great business tycoon AJ ko control karega woh bacha
Akshat blushed hearing this
Akshat : aisa kuch nahi hoga , jaise humne aap teeno ko bada kiya hai waise ki uss bache ko bhi parvarish denge hum
Kishore and vardaan : aur apko lagta hai hum apko utne strict hone denge papa , bilkul bhi nahi hume adaat pad chuki hai aapki daant ki toh hum ab uss bache ko aapke gusse se bachayenge dekh lena
It was a happy environment until kausalya interrupted their conversation
Kausalya : aap sab ko itna khush dekar hume bhi badi khusi hui , lekin aap sab ko yaad toh haina ki woh bacha aapka sautela bhai / behan hoga uss bache k itna pyaar , aap sabka dil bohot h bada hai , aap logon apne sautle bhai / behan ko itna pyaar karne wale hain
jaise meri chutki karti hai apne di se
aur hume toh ab bhi yakeen nahi ho raha hai ki guddan damadji k bache k maa banne wali hain kyunki damadji k umar mein toh baap banna mushkil hain na
On hearing kaushalya's words happiness drained from everyone's face
Akshat noticed that guddan got affected by kaushalya's harsh words
Gudaan immediately left the table without saying anything to anybody
Akshat called out guddan
Akshat : kausalya ji aapko nahi lagta ki apko iss tarah ke kadvi bateen ek pregnant aurat ko nahi bolna chaiye tha
Kausalya : aare humne jhoot toh nahi bola hai na damadji
sach toh yah hai na ki woh bacha sautela hai
Akshat : bas agar aaj ke baad apne guddan se iss tarah se pesh aayi toh humse bura koi nahi hoga
koi zarurat nahi hai aapko iss ghar mein aane ki , waise aapne saabit toh kar diya hai ki maa aur sauteli maa ka farak kya hai
apni beti k khusi hazam hai ho rahi hain aapse
aur haan ek aur baat yahaan rahne waale sabko bata rahe hai hum
Guddan aur hum pati patni hai , jo pati-patni hone ka har farz aur rishta nibhate hain
toh issliye aaj ke baat humaare aur humare patni k personal life k baat karna , uske k baare mein soch kar awkward feel karna band kar dijiye
those words were directed to saru and lakshmi he told those words and left the table in search of guddan
Edited by Sudha1603 - 6 years ago