virat- sar ke peeche aankhe nahi hai na mere
mohit- jai ho sai vahini ki, jai ho, jai ho sai vahini ki
karishma- baby tumaraha kuch kho gaya hai kya, yeh pair ke bal lete ke kya doondh rahe ho 🤣
didi- yeh virat ko kya hua hai, besharmi ki bhi hadd hoti hai, sabke samne sai ko kiss kar raha hai 🤣
virat- ae, matke chal rahe hain
sunny- matke chal rahe hain, kahan kidhar kyun
virat- dekhna
sunny- nahi, nahi chal rahe 🤣
sai- aisa kaun karta hai
virat-- main main karta hoon
waah waah kya bola 🤣
virat- main kya keh raha hoon
sunny- bhaija
virat- bhajia
sunny- ae virat bhajiya kha na
virat-tu kyun meri dimaag ki bhajiya kar raha hai, main apni dil ki baat bolne aaya hoon aur tu bhajiya leke aagaya 🤣
sunny- khaa kar toh dekhna, maaza aajayega
virat- tu jaata hai ki nahi
sunny- kha naa
virat- jaa na
sunny- nahi, aaj apun nahi jayega jab tak tu yeh bhajiya nahi khayega,yeh tera beda paar karayega, chup chap khale warna main rang potdega tereko!!!
🤣🤣
Epic dialogues 🤣🤣