Virat: Mujhe mirchi lagi
Sai: To mai kya karu
Bigg Boss 19: Daily Discussion Thread - 24th Sep '25
Katrina and Vicky officially announce her pregnancy!!!
TRAUMA KAHA 🤧24. 9
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 24, 2025 EDT
🏏Pakistan vs Sri Lanka, Super Four,15th Match (A2 v B1) Abu Dhabi🏏
🏏T20 Asia Cup 2025: IND vs BD, Match 16, A1 vs B2 - Super 4 @Dubai🏏
Sonam Kapoor Announces Bollywood Comeback
Shah Rukh Khan, Rani & Vikrant at the National Film awards- page 3
Abhira is most pathetic character in gen4
OSO was based on Divya Bharti death?
All the activism/feminism is reserved for kachara FL?
Pranit killed it today
Back to square one: Tosu is forgiven 🤣🤣🤣
Farhana constantly goes on family
Suggest Name For Vicky Katrina Baby
Happy 200 MANNAT❤ ....MHKPK🥳
Movies of Sonam Kapoor's which I enjoyed
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 25, 2025 EDT
Hawt Geetmaan Moments 🔥🔥💋💋
Virat: Mujhe mirchi lagi
Sai: To mai kya karu
Originally posted by: MuguetDScorpion
Virat: Meine bhi kahan permission li thi tumse shaadi kar ne ke liye.
Sai: Isi liye toh aapko meri jaisi jungli biwi mili hai. 😆
Sai: Gabbaaar !!!
Virat: Kitne aadmi the. 🤣
Sai: Aap kyun bewakoofon ki tarah ro rahe hain.
Virat: Tum toh samajhdar ho na toh tum kyun ro rahi ho ? 😆
Sai about Virat to the dean: Yeh meri saas ki bete hain. 🤣🤣
Amazing set of dialogues
Saas ki bete 🤣🤣
Kitne aadmi the was toooooo good, loved that ❤
That bewakoofon ki tarah ro rahe hain was so sweet
Isiliye toh jungli biwi mili hai 🤣 And Virat's dialogue had a depth too in it, he was acknowledging their wedding and telling her too ❤
Exactly, i was like, yeh kaisi ladki hai 🤣🤣
Amazing set of dialogues
Saas ki bete 🤣🤣
Kitne aadmi the was toooooo good, loved that ❤
That bewakoofon ki tarah ro rahe hain was so sweet
Isiliye toh jungli biwi mili hai 🤣 And Virat's dialogue had a depth too in it, he was acknowledging their wedding and telling her too ❤
Thanks for this topic. Re reading the dialogues makes me happy.
Virat to Sai : Sai mein dum toh hai bas sambhalti kam hai.
Virat's dialogue to Jagggu Gunda : Hilta reh tu 🤣
Virat: Abhi bhi hil raha hoon ?
Sai: Thoda thoda. 🤣
Virat loves Hilna word a lot. 🤣
virat- sar ke peeche aankhe nahi hai na mere
mohit- jai ho sai vahini ki, jai ho, jai ho sai vahini ki
karishma- baby tumaraha kuch kho gaya hai kya, yeh pair ke bal lete ke kya doondh rahe ho 🤣
didi- yeh virat ko kya hua hai, besharmi ki bhi hadd hoti hai, sabke samne sai ko kiss kar raha hai 🤣
virat- ae, matke chal rahe hain
sunny- matke chal rahe hain, kahan kidhar kyun
virat- dekhna
sunny- nahi, nahi chal rahe 🤣
sai- aisa kaun karta hai
virat-- main main karta hoon
waah waah kya bola 🤣
virat- main kya keh raha hoon
sunny- bhaija
virat- bhajia
sunny- ae virat bhajiya kha na
virat-tu kyun meri dimaag ki bhajiya kar raha hai, main apni dil ki baat bolne aaya hoon aur tu bhajiya leke aagaya 🤣
sunny- khaa kar toh dekhna, maaza aajayega
virat- tu jaata hai ki nahi
sunny- kha naa
virat- jaa na
sunny- nahi, aaj apun nahi jayega jab tak tu yeh bhajiya nahi khayega,yeh tera beda paar karayega, chup chap khale warna main rang potdega tereko!!!
🤣🤣
I will be honest - Didi owns the distinction of my favorite and funniest dialogue. It has become too iconic for our show and I have seen other non-fans even quote her so 🤣
But my favorite of SaiRat are:
Sai during the Ladakh fight: "Meri jagah aur koi ladki hoti, toh apni kismat par roti. Lekin main nahin. Maine humaare samjohte waali shaadi, aur aapka commitment, dono ko svikar kiya. Na hi apne swabhimaan ko marne diye, na hi aapse koi aise umeed rakhi, jo ek pati ke taur par, aap mujhe deh nahi sakte."
You just rarely see such dialogue from a female lead towards her husband in ITV I love it too much and how Ayesha delivered the lines 👏
Virat after he finds Sai in the admissions episode: "Tumhe doondh toh main har keemat par leta, par Sai, jab tak tum mujhe na milti nah, tab tak, tumhaare na milne ka darr, tumhaare saath kuch galat hojaane ka darr, woh mujhe chain se rehne nahi deta. Ghuta rehta main andaar."
They had barely been married for a while and already he was saying such things. There was no hope for this man from day 1 ☺️........if this was his haalat after such a short time of being her husband, imagine what he will feel during the seperation track after he knows he loves her 😭

thisssssss is going to be sooooo trueee now!!! woh ghut ghut ke jiye gaaaa
1. Virat - Sayi, main tumse pyaar karta hoon and I love you
2. Virat - Sayi aur main pati patni hai. Hamare rishte ki izzat karo. Accept karo
3. Virat - Tumhari sachai ka pata nahi. Lekin mera sach ye hai ke tum mere bare bhai ki patni ho aur meri dost
4. Virat - kya yeh aapka akhri faisla gai?
Ninad - Haa
Virat - Agar Sayi is ghara mein nahi rahegi toh main bhi yeh ghar chod dunga
Ninad - Tum mere ek laute bete ho
Virat - Aur Sayi aapki lauti bahu
5. Virat - Agar gharwale chahe bhi tab bhi main Sayi ko kahin jane nahi doonga
6. Mohit - Sayi vahini, aap kaha jayegi. Ghadchiroli main bhi aap ka koi nahi hai
7. Mohit - Aap chali kyu nahi jati. Kabse yehi kehti ja rahi hai mujhe aai ke ghar Jane do
mohit- dada main humesha aapko apna idol manta tha, lekin aaj jo aapne sai vahini ke saath kiya hai uske baad toh.... (and you know the rest)
When Mohit spoke up for the first time!!
and ofcourse-
mohit- vahini, aapko kisine nahi ruka apne aai baba ke ghar jaane se... aapko jaana hai toh jaye na 🤣