This is an TS on Valentine's Day Theme. Written on Wattpad on Valentines. Hope you guys enjoy it🤞.
Virat married Sai to fulfill his responsibilities because Her father sacrificed his life while saving him. There's no Virat and Pakhi drama ever happened. Pakhi is happily married to his cousin Samrat. Virat said to Sai that she can leave him once she becomes a doctor. After marriage When SaiRat came to Chavan Nivas, no one accepted them except youngsters and Virat's mother. But slowly Sai won everyone's heart in the family. Now today it's exactly been 3 months to their marriage & our Virat has started to fall in love with his baiko❤.
On 14th February, Virat was all excited to spend this day with his toofan mil. Sai was helping Pakhi (for a change Pakhi is positive here) preparing breakfast. Here, Virat was thinking of some idea to get his baiko's attention. Virat yells from the room.
Virat(yelling): Sai!? Sai tumhe meri file kaha rakhi??
In kitchen
Pakhi(smiling and teasing Sai): Lo Sai tumhara bulawa aa gaya hai.
Sai(rolling eyes and also blushing slightly): Aisa kuch nahi hai Pakhi bhabhi.
Pakhi who was cutting vegetables for salad pushes Sai out of the kitchen.
Pakhi: Aab jao varna devar ji yaha aa jayenge.
Sai nods her head and leaves from there.
SaiRat's Room
Sai: Kya hai Virat Sir? Aap aase shout kyu kar rahe hai. Agar ghar wale sunege toh kya khahenge.
Virat(thinking): Ise sari duniya ki fikar hai bus meri nahi. Bappa kaisi biwi di hai.
Sai sees Virat lost and snaps her fingers.
Sai: Kaha!?? Aaj kal aap kaha koh jathe hai Virat Sir??
Virat: Kuch nahi….tumne meri brown file kaha rakhi. I need it now.
Sai: Aap phele bhar sab ke saath breakfast kar li jiye. Baad main kaam karna. Varna kaam ke chakkar mein aap breakfast skip kar denge kal ki tarah.
Virat nods and SaiRat comes to the dining room. Virat sits with everyone and DIL'S are serving breakfast. After breakfast everyone goes to their respective rooms.
Pakhi: Sai aab tum apni studies karo. Bakhi kitchen ka kaam Karishma aur mein sambhal lenge.
Sai nods and goes to the room. She starts studying. Virat was thinking of ways to gain her attention. He was pretending to read a file. After a few minutes, Sai's phone pings. She opens to see Aniket's message.
Sai: Virat Sir!??
Virat(excitedly): Haan bolo Sai.
Sai: Kya aap please, Study Room main shift ho jayenge.
Virat(irritatingly): Kyu? Main kyu apne room main se shift hu. Main apne room se kahi nahi jane wala.
Sai(rolling eyes): Virat Sir!!! Main aapko room se nikal nahi rahe hu. Bus study room main shift hone ko bola kyuki mera friend aa raha hai aur hum group study karne wale hai. Isliye bol rahe hu ki aap study room maine chale jaye takhi na apko distrub ho aur na humhe.
Virat: Aa tumhara friend, friend da hai yaa friend di. I mean male friend hai yaa female?
Sai(irritated): Virat Sir!! Kya hogaya hai aapko? Maine kal raat ko hi toh bola tha ki kal Aniket aa raha hai group study karne. Aur aaj aap bhul bhi gaye.
Virat(folding hands): Haan mujhe yaad hai. Liken main aaj tak tumhara iss so called friend "Aniket" se nahi mila. (highlighting Aniket)
Sai: Haan toh aaj mil lena. Aniket na meri best friend hai. Aur mujhe patha jaise hi aap Aniket ko janege aap ko bhi vo bahuth aacha lagega.
Virat(muttering): Mujhe thodi na uske saath romance karna hai. Jiske saath time spend karna hai vo toh kisi aur ke saath hi time spend karne ka plan bana rahe hai. Aur vo bhi mere samne(irritatingly).
Sai: Kya mantra pada aapne?
Virat: Kya? Maine kya tumhe jothshi dekhta hu?
Sai: Nahi. Aab aap please study room Maine shift hone ki kripa karenge (dramatically).
Virat(picking Sai's book): Haan haan ja raha hu.
Sai: Virat Sir!!?
Virat: Kya hua? Nahi shift ho? Aacha hua tumne bol diya. Aab main nahi ja raha. (Sitting on bed & relaxing)
Sai(hitting her hand on head): Virat Sir aap apni file nahi meri book le ja rahe hai.
Virat seeing her book in his hand.
Virat: Ho galti se aa gayi.
Giving back her book and took a file from her and sat on bed.
Sai: Virat Sir!? Aap phir se yahan baith gaye. Maine kaha naa study room jaye.
Virat: Okk ja raha hu.
Saying Virat left the room not understanding whom to curse his fate or his baiko or her friend Aniket. Virat was busy analyzing whose fault it was & suddenly got bumped into Aniket.
Virat(eyeing Aniket): Toh Tum ho vo khet. I mean "Aniket".
Aniket(nervously): Yes Sir.
Virat: Tum yaha sirf padh ne aaya karo. Matargasti karne nahi.
Aniket: Sir, aapki biwi ke samne padaye ke alawa aur koyi baath hi nahi kar sakhtha.
Virat(muttering): Hoo toh Sai ne ise bhi nahi choda.
Just then Virat gets a call and he leaves from there. Aniket understand Virat's frustration as he knows Sai is dumb in love matters. Aniket goes to SaiRat's room.
In study room:
Virat On phone call with Sunny
Sunny(teasing): Toh bhai batha aaj kya kya plan kiya Sai ke liye.
Virat(irritating): Madam aapni book world se bahar aaye toh kuch plan karu na. Abhi aaj ke din bhi use padhna hai aur vo bhi aap ne uss best friend ke saath. (Emphasizing on best friend)
Sunny: Toh kya hua. tu kyu jal raha hai. Tujhe toh khush hona chaheye ki teri aur Sai ki soch milthi hai. Tu bhi kaha inn Valentine maine mantha tha.
Virat: Haan phele nahi mantha tha par aab mantha hu. Main bus aa chahatha hu ki Sai aur maine thoda sa time saath maine spend kare thaki hum dono ek dusare ko jaan sakhe. Aur aaj toh maine Sai se aa khene vala tha ki humhe iss risthe ko ek aur chance dena chaheye but madam ko duniya ki fikar hai, aapni studies ki bhi fikar hai bus meri hi nahi hai.(sounding sad)
Sunny: Toh iska aa mathlab ki The Virat Chavan ne har maan li? Mujhe tih lagtha tha ki mera friend strong aur confident hai. Par tum toh...
Virat: Sunny abhi mujhe tease karna chod aur koyi rastha soch. Varna Sai doctor bhi ban jayegi par meri baath kabhi puri nahi hogi.
Sunny: Haan ab abhi maine hi soch tha hu.
Both are thinking suddenly Virat gets an idea.
Virat: Mil Gaya
Sunny: toh jaldi batha kya karega.
Virat: Dekhtha ja ab maine kya kartha hu.
Saying this Virat cuts the call.
꧁_꧂
That's all for this update. In the next update you will get to know about the plan/idea.
How's the update? Was it the worst? good? in the middle?
Thankyou,
With much love♥︎.
74