Maan is talking with daadi ma
Geet dekhti hai ki Maan kitchen mai khuch bana raha hai Geet weakness ki wajah se faint hone lagti hai jiski wajah se Maan ghabra jaata hai aur wo Dr ko bulane ki baat kehta hai but Geet usse aiesa karne se mana kar deti hai
Loved the way jis tarah Maan Geet ko pamper karta hai uss ki care karta hai aur jis tarah ki Geet ki health Hai uss ki wajah se uss se safe distant bana ke rakhna chahta Hai taki usse koi takleef na ho yaar I'm totally fida on him
Loved Daadi ma and Maan's bonding Daadi ma ko Geet se baat karne par feel hota hai saayad Geet pregnant hai isliye wo Maan ko tease karti Hai but Maan ki sincerity dekh kar wo khush hai
Loved the song aur jis tarahaapne usska nichodh nikala hai wo tou aur bhi sone pe suhaga
Mujhe lagta hai ki iss Maan se mai jitna bhi pyar karu na wo kam hai
Beautifully written
Loved it
👏 ❤️
116