Intresting part..
Maan adi sa bolta hai ki ab wo apne family ka liya kuch karna chahta hai aur adi usma koi help nahi karega kyun ki life ma aisa situation ma wo strong rehna chahta sab samna karka ko khuad kuch karna chahta apne family ki responsibility puri karna chahta and adi agree ho gaya and geet dono ki convo sunti hai usna maan ko angel ka liya change hota dekha hai.. Papa beti apne dunia ma khush hai.. Geet maan sa apne dil ki baat bola kaisa wo regret kar rahi hai apne galti ka liya and maan na kya sab kia angel ka lia aur maan vi usa yaad dilata hai ki usna mana kia tha aisa na bolo wo sab sun rahi thi.. Maaneet angel name final karta hai maan usa apne past bolti hai kaisa wo apne sis ka name angel rakhna chahta tha and geet khush hai is baat pa..
Waiting for next part..
Thanks for pm..
1.2k