guys here is kehna ha kya thread link ,, please read the stories and vote 😉 there is my OS in senior grp ..not telling which one 🤣 so do vote 😆😆
Kehna Hi Kya Celebration/Competition Thread IMP NOTE PG 17 PLS CHECK
PART 7
All the way back home she kept planning that how will she convince bau g for not letting maan and hers marriage happen ..she decided to tell him about the game raja maan played .. one thing she wasn't able to understand was .. why he is hell bent on marrying her , there is no more debt ,and he is the king ..why would he marry a commoner .. it was just too confusing for her ...
But all her planning went in vain when she entered her mansion ... the big haveli was being decorated by flowers and people were running here and there doing multiple tasks ..
"bau g !! maa !! " she called them ...
" arrey bitiya tu aa gayi ... dekh ab itni der tak bahar jana band kar de '
" haan ??" .. that was the first time they asked her not to go out .. else she was always a free bird
"aisay kaisay ?? aur ye sab kya ho rha ha ??"
" teri shaadi ki tyaari ho rahi ha bitiya .. ab dekh aik raja se shaadi ho gi to us k liye tyaari bhi vesi hi honi chaiye na ??"
" aap ko kis ne btaya ??" .. she wondered when did all this happen , he was with her then ??
" bitiya maan g boht achay raja hain ..jab unhain pata chala k teri sagai toot gayi ha to wo khud chalay aay .. wo tujh se shaadi karna chahtay hain "
Flashback ..
Maan came to mohinder's place and asked about geet .. who was nowhere to be seen .. he was hyper hyper for not finding any clue where she went...
" rani geet ghar nahi hain , aur aap main se koi nahi jaanata k wo kahan hain"
" raja g yeh hmaaray ghar ka muamla ha .. hum nahi chahtay k...
" rani geet se judi har baa tab hmaari baat ho gi ."
mohinder wondered why is he calling her rani geet and interfering in their matter .. that was not what raja usually do
" aap kehna kya chahtay hain? "
" yehi k hum rani geet se shaadi karna chahtay hain .. aur kal wo hmaari rani hon gi "
That came as a shock for both.. they never expected this to happen
"par aap to raja hain .. aur geet .."
" aap ne karz maaf kar k hum par boht bada ehsaan kiya tha .. bus ussi ka badla samajh li jiye "
" par ... "
" par war kuch nahi mohinder g ..balkay sasur g !!.. tyaari kijiye .. kal Amerkot k raja ki shaadi ha , aur aap ki beti hi us ki rani bnay gi "
" aap hum par boht bada ehsaan kar rhay hain raja maan"
" nahi , jo ehsaan aap ne kiya hum us ka badla utaar rhay hain .. raja kisi ka ehsaan nahi rakhtay "
He never let them feel like he was manipulating the whole situation , and he had the chance coz geet wasn't there ..
" ab hum chaltay hain ..aakhir hmain bhi apni shaadi ki tyaarian karni hain .. tab tak aap hmaari rani ka khayal rakhiye "
Saying so he went off
...
" mujhe ye shaadi ..." ...
" kya bitiya , main jaanta hun tub hi hmaari tarah boht khush ha ,aakhir hmaari geet ab Rani geet ban jay gi "
" par maa wo to khel .."
maan g ne bola ha k un ki rani ka khayal rakha jay .. is liye .. rani g aram kariye "
She knew , she cant do anything now ..seeing the happiness on her parent's face .. she cant remove it ..and it was clear that rana g won this round .. she went to her room , and waited for next day with wide eyes ... it was to bring a storm in her life .. or may be its just she called it a storm ...
...
"shahi lehenga , mohinder g k ghar bhej diya ??' ..
" g hukum .."
" aur gehnay ??"
" wo bhi bhej diye hukum .."
" shaadi ki poori tyaari ho chuki ha na ??"
" g hukum .."
" yaad rhay !! agar kisi chez ki kami hui to raja maan tum sab k sir kalam kar de ga "
The servant gulped , nodded his head and went off ...
maanwore his shervani ,and looked at his reflection in mirror .
"hum aa rhay hain .. aap ko apna bnanay ... jab bhi hum aap ka naam lete hain to sara gussa aik dum gayab ho jata ha ..hmari rani geet , aap bhi tyaar hon gi .. hum dekhna chahtay hain , aap hmari rani ban kar kitni khubsurat lag rahi hain .. "
...
She was sitting in front of mirror decked up like a doll .. ,.. kilos of jewellary , a heavy lehenga .. royal makeup ..made her look kinda artificial .. she liked being simple .. but she has to wear it all...
" raja maan ko khud agar ye sab pehnna paday na , phir pata lagay ga .. hmain itna sab bhej diya .. " .. once again her talking to herself session started ..
" pehlay hmaaray na hotay hue bau g ko mana liya .. ab ye sab pehnnay ko bhej diya ... har cheez ka gin gin k badla lun gi main , yaad rakhiye ga ... "
" aray rani geet, hmain barbaad karne k mansubay baad main bnaiye ga , jaldi ki jiye humain der ho gayi ha " ... he was standing right behind her and she didn't realize ..
" aap yahan ?? shaadi se pehlay ??"
" haan !! hum raja hain , hmaray liye kuch mushkil nahi "
" aap yahan kun aay ??" ..she asked in a fake anger , as apparently she disliked his presence. ..
" hum puchnay aay hain k yeh sab kam to nahi .. aap ko kuch aur chahiye ??"
" haan do teen kilo aur bhej dena tha ... aap ko kon sa pehnnay hain ..yeh sab mujhe hi to pehnna ha " ..she said in sarcastic tone ...
" kya ?? "
" aap ko nahi dikh raha ... hum to kharay bhi nahi ho saktay , itna bhaari lehenga aur upper se ye sab .. "
" sirf kuch ghenton gi baat ha rani geet .. phir hum khud ye sab utar dain gay " .. he grinned naughtily ..
" aap naaa !! .. she searched for words , but was unable to find few ..
" kya rani g!!"
" hum aap se boht nafrat kartay hain .." ..
" hum jaantay hain ... kuch naya btaiye "
" kuch nahi .." .. she fumed in anger ... just then , her mother came ..
" maan g !! sab aap dono ka intezar kar rhay hain "
" hum abhi aatay hain sasu ma "
Geet wondered why her mom didn't ask him out and let him stay there ..
"sochiye mat !! hum ne aap ki maa ko kaha k ye shahi rasam ha , raja apni rani se shaadi se pehlay mil kar baat karta ha "
" aap ne jhoot bola ?"
" haan !! "
" hum kuch der main neechay hi aanay walay the , is jhoot ki zarurat nahi thi "
" hum aap k sath aana chahtay the .. issi liye ye sab kiya... ab chaliye der ho rahi ha "
He kept his hand possessively on her waist and headed down ...
HERE IS MY RAGA os IF ANYONE INTERESTED IN READING 😆😉
teaser portion is extended to next part
147