Yeh Rishta Kya Kehlata Hai August 5, 2025 Episode Discussion Thread
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 06 Aug 2025 EDT
SATYAMEV JAYATE 5.8
SHIFTING BACK 6.8
The Ultimate PotterHead Challenge
Kumkum bhagya to go off air ?
Anupamaa 05 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 24
Sonam Kapoor receiving the national award
AI is crossing all Rekhas ft Jaya,Amitabh
Anupamaa 06 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Ekta unhappy with actor's performance!!!!!
Karan and Nandini Kids
What if (Fun Post)
AI reimagines Titanic with Bollywood stars
Rate episode 66: "Ekk Insaan Do Maut"
She Ijj Bekkkkk?
As soon as Geet entered the cabin he locked the door and pulled geet into a hug...Geet hugged him back...rubbing his back trying to comfort him...
Geet - Kya hua hain Maan...aap achanak se itna gussa kyun hogaye...sab theek hain...
Maan - Kuch mat pooch Geet...plz...mujhe aise hi rehne do...
Geet - Theek hain Maan...Main kuch nahi poochoongi ...App aaraam se baith jayiye...she took him to the couch and made him sit...she tuned to get some water...but maan pulled her...and said mat jao Geet...
Geet - Kya hogaya hain Maan aapko...Main kahi nahi jaa rahi hoon...bas paani lene jaa rahi hoon...
Maan left her hand...Geet fetched the water and gave it to Maan..He had some ...and kept the glass aside...Geet sat beside him...
Geet - Maan...ab toh batayiye...kya hua hain...aapko aise dekhke mujhe darr lag raha hain...
Maan - Meera...
Geet - Meera...Meera di ne kya kiya...usne kuch kaha kya aapse...
Maan - No usne kuch nahi kaha...lekin woh aise kaise soch sakti hain...
Geet- Maan plz theek se batayiye...
Maan then narrated the whole incident...
Maan - Main meera ko jitna samajhne ki koshsish karta hoon.. utna hi naakaamyab hota hoon...mujhe kuch samajh mein nahi aarah hain ki main kya karoon...
Geet sighed hearing Maan...Lekin unhone sirf aapko khush karne ke liye hi lunch laya hain maan...lekin main jaanti hoon...woh kabhi bhi aap sab ke beech mein dooriyan lana chahegi...
Maan - Geet...Plz...
Geet - Kya baat hain Maan aap itni si baat ko itna pareshaan hogaye...
Maan - Woh itni si baat nahi hain Geet...Mujhe bilkul bhi acha nahi lagta agar koi mere aur mere bahi behen ke beech dooriyan paida kare...
Geet - Lekin Maan ...meera di aisi nahi hain...maine kaha na woh kehna kuch aur chahti hain aur hota kuch aur hain...Main jaanti hoon unhe...bachpan se dekha hain...woh meri di hain Maan...
Maan - Lekin tumhari soch mein aur uski soch mein kitna farkh hain Geet...woh aise kaise kar sakti hain...yeh toh common sence wali baat haina...
Geet - Maan meri baat...
Maan interrupted her Main tumhe kuch bataoonga...woh sab sunnne ke baad kehna yeh baat...and told her about his child hood...
Maan - Geet mere bachpan mein hum bohut khush the...Dadaji, Dadi, Mom Dad aur hum...sab bohut khush the...Dadaji mujhe har subah walking pe lejaye karthe the...dekhne walon ko woh ek simple sa morning walk lagta tha...lekin mere liye woh ek learning process hain...unhone mujhe woh sikhaya jo koi school ya collage mein nahi sikhate...He taught me importance of values, traditions, decipline...love...our culture...everything..aur main unhe aaj tak follow karta hoon... And then Suddenly Dadaji had a heart attack and it took his life...Dadi was shattered...but we tried our best to look after her..hum mein se koi ek hamesha dadiji ke saath hota tha...Dadi poori tarah dadaji ki jaane ke gham mein se ubhari hi nahi...ek aur haadsa hogaya...Mom aur Dad ka accident hogaya aur woh dono bhi hume chodke chale gaye...Dadi toh poori tarah toot chuki thi...aur...Maan told her how he faced all the situations...how he took the decision at the age of 15 in order to protect his siblings...he told her how his dadaji always told him that he is eldest on and has to look after the family...It was his dadaji's words which gave him strength...to take the decision...After listening Geet became emotional and quiet...she surely understood...Maan's fears now...
Maan - Tum samjhogi nahi geet...Maine kya kya face kiya hain...15 saal ki umar mein mujhe mere bhai aur behen ka maa aur papa banna pada...RB ko tho theek se nahana nahi aata tha, khana khana nahi aata tha...mamma usse kuch bhi karne nahi deti thi...sab se chota jo tha...Maan smiled remembering his childhood days...
Usse sambhalna mere liye bohut mushkil tha...Woh raat ko neend mein jag ke mama ke liye rota tha...kabhi kabhi anu se jhagda karke kehta tha ki main mama se complain karunga...aur seedha kitchen mein jaata tha...lekin mama waha nahi hogi...aur woh ro padta tha...aur usse sambhalna ke liye kya kya karna padta tha...woh phir bhi jaldi hi sabhal jaat tha...aur Anu... usske saath koi nahi tha...hum ladke hain aur ladkiyon ki baatein hame samajh mein nahi aati thi...jab woh badi hui...he choked with emotions...toh...toh... kya karna hain kuch batane wala koi nahi tha...Dadi kisi kaam se bahar gayi thi...hum sab kitna dargaye the...uski halat dekh kar...woh sab main tumhe nahi samjha sakta Geet...Geet cried with Maan...She understood what Maan was saying about...being a girl she better understood...tab Rohan ki Mama aayi thi..unhone hi Anu ko apne ghar pe rakha kuch dinon ke liye...tab mujhe pe kya guzri main hi jaanta hoon geet...tab mujhe pehli baar laga shayad main galat tha...
Geet - Nahi Maan aap kabhi galat honahi sakte...Aapne jo kiya sahi kiya...Veer, Anu aur RB ko aapse zyaada pyaar karne wala koi nahi hain...
Maan continued - aur jaise jaise anu badh rahi thi mujhe laga ki Anu ko koi tho chahiye...apni baatein share karne wala...aur ghar mein hum sab ladke the...issiliye jab Veer ne kaha ki woh naina se pyaar karta hain...toh main socha...agar naina sach mein achi hain toh main usse nahi rokunga... maine pata karwaya naina ke bare mein...aur usse milkar baat ki...maine usse ek hi baat poocha...ki kya woh mere bahi aur behen ko apna bhai aur behen manegi...usne jawab haa mein diya...aur usne yeh sabit bhi kardiya...main kaisa chahtha waise hi hua...naina anuki aur Rb ki achi dost bani...mujhe aur kuch nahi chahiye tha...aur Dadi ne meri shaadi ki baath chesi...naina ko dekhne ke baad mujhe mein ek darr baith gaya tha...ki veer ko naina milgayi...jo bohut achi hain...usne kabhi bhi hum ko alag nahi socha...lekin yeh baat mere bare mein sach ho...yeh ko koi garuntee nahi thi...issi liye jab Dadi shaadi ki baat karti tab main kuch bahana kardeta tha...lekin jab tumhari baari aayi toh main kuch nahi karsaka...he smiled remembering those days...
Geet thought this is the right time to divert his thoughts...so she asked...
Geet - Maan aapne kaha tha ki aapne mujhe pehle bhi kahi dekha hain...mere garpe me milne se pehle...kaha dekha...
Maan looked at her and pulled her into his lap...She gasped...Maan aap yeh kya karr rahe hain...yeh office hain...chodiye mujhe...koi aajayega...
Maan - Yeh mera office hain...aur koi nahi aayega...bahar dekha na mujhe...uske baad koi himmat nahi karega...
Geet - Haa maine dekha aapka.DD vala roop...
Maan - Dhak Dhak...he smiled naughtily...
Geet - Naa...Dusht Danav wala roop...She said showing her tounge...
Maan smiled at her naughtyness...Geet again asked him settling comfortably in his lap...Maan boliye na...
Maan - Acha bata ta hoon...
Maan - Maine Dadi aur tumhari Dadi ki baatein sun li thi...aur maine rohan se jaaka kaha ki kuch karna hain...har baar ki tarah iss baar bhi karna hain...lekin rohan ne kaha...ki hum iss baar jaake ladki ko dekhe...aur parkhe...jaise Naina ko jaana...mujhe bhi idea acha laga...kitni baar Dadi ko mana karta bina ladki dekhe hi...toh Dadi ko bahana banakar..main aur rohan Amritsar aaye...aur waha ek hotel mein rukhe...agar guest house mein rikte toh Dadi ko pata chal jaata hain.isiliye hotel mein ruke...
Aur doosre din Handa house pohunche...hum chup chupe ke andar dekh rahe the...ki koi dikhta hain ya nahi...tab maine tumhe Garden mein dekha...in white suit...aur tum kehl rahi thi...apna pappy ke saath...aur Meera ko bhi dekha...woh swing par baithke kuch padh rahi thi...Main confuse hogaya.ki tumdono mein Geet kaun hain...Main rohan wapas chale gaye...
Aur ussi sham ko main aur roham ek restaurant mein baithe the aur baatein karr rahe the ki kya karna hain aur mujhe kuch sunayi diya...tumhari awaz...
*****************************************************
Here is the next part...hope you will like this one too...i am waiting for ur comments...đł...
hello friends... am not able do pm regularly... so please my all friend follow this thread... i post the link here... so you get link easily of
Concept This is story about two strangers which tied in sacred bond and one partner fall in love with another at first sight. Two individuals...
Dillagi Dil ki Lagi Jab Dil kho jata hai kisi aise mein Jo apna na hoke pe apna sa lagge. Jiski ek jhalak ke leye yeh nighein tarpati rahe Or...
As mentioned in the notes in the other FF threads that I had created the other ID at a time when I wanted to be anonymous and avoid raising...
Prologue Zindagi ke kuch faisle hum lete hai or kuch yeh zindagi humse karvati hai.. kabhi hass ke to kabhi is dil pe pathar rakh kar!! but is...
1.2k