poem no : 43
its for sati ff by muskanp
''new emotions''
hasratyien aaj phir
sar chad rahi hai !
bhikhar gaye the
jo sapne !
unnhe phir se aaj ,
aaankhein bun rahi hai !
tu chali mere saath ,
toh
mujh pe bhi hai noor aaya !
ke tujhe dekh kar
saath mere ,
duniya yeh jal rahi hai !
sirf duniya kya
woh khuda ,
jisne hai hame banaya ,
ab saath hame dekh kar
usse bhi
khud pe hai fackr(proud) aaya
yeh teri payal ki
cham cham ,
kya yeh khanak ghungruoo main ,
hamessha se thi !
yah aaj tune
chu liya inhe ,
is liye yeh bhi bahak gaye hai !
chamak teri mukhde(face) ki dekh kar
dekh
suraj taare bhi chip gaye hai
itni hasi hai tu
ke tujhe ik baar dekhne ko
saaye bhi ruk gaye hai
Edited by 9n9i9s9h9u9 - 12 years ago
617