maan ab kaise in dono angles par apna haq kar sakta hai jab usne kitna ganda ganda bola tha in sab ka baare mai
usne geet par zara bhi trust nhi kiya
usse itna tod diya ki ab wo puri tarh se badal chuki hai
bhale hi maan ke bachi ho
lekin rudra ne apne 6 saal diye hai indo ko wo kaise inhe apne aap se dur kar de
464