EPI 16/17
Mere na chahte huye bhi, yeh ladki baar baar meri zindagi mein, kisi na kisi raaste aa hi jaati hai. Pehle yeh tabeez, to kabhi yeh choori..(Maan)
Mujhse takrana tumhara shouq hai, ya tum jaan boojh kar mujhse takrati ho?(Maan)
Ek line to tum theek se bol nahin paati ho, apni zindagi tum jeeti kaise ho?(Maan)
Aap ko jaan kar, main sirf itna hi samajh paayi hoon. aap jaise insaan se na hi kisi ne pyaar kiya hoga, aur na hi kar paayega(Geet)
EPI 26/27
Tumhare papaji ne mujhe tumhare liye driver nahin rakha hua(Maan)
Har aurat ko nasamjh samjhne ki galti hi, har aadmi ki haar hoti hai(Geet)
Main itna bhi kamzor nahin ke apne se kamzor pe haath uthaaoon(Maan)
Yeh ladki na jaane kiyun hamesha mere saamne hi musibat mein padti hai(Maan)
1.1k