@ Geets, Shifa and Shreya: Hello
@ Shreya: Well, first they were inspired by Chupke Chupke. Now, they are inspired by
Khoobsoorat and
Bawarchi. Someone on the team is a Hrishikesh Mukherejee fan.
So, we have Geet singing for Nandini
Sun, sun, sun, Nano, tere liye ek rishta aaya hai,
Arre sun, sun, sun, Nano, tere liye ek rishta aaya hai,
Sun, sun, sun, ladke mein kya gun,
Sun, sun, Nano, sun.
Ache ghar ka ladka hai, par Bro, Bro karta hai
[Bro, bro, bro, zara mujhe maaf maaf karna]
Mooh par safed chasma hai aur use hilata hai
Use hilata hai jab kuch kehna chahta hai
Chashma hilata hai jab nakli shaadi karta hai,
Nakli shaadi karta hai
jab juwe main woh harke aata hai Taash bhi roz kahan bas kabhi kabhi hi hoti hai,
Biwi ke kehne
par hi to rummy hoti hai,
Roz kaha hota hai ki nakli shaadi karta hai,
Aadhe din to bechare ke paschatap main katate hain.
Sun, sun, sun, ladke mein kya gun,
Sun, sun, Nano, sun.
Sun, sun, sun, Nano, tere liye ek rishta aaya hai,
Arre sun, sun, sun, Nano, tere liye ek rishta aaya hai,
PS: The italicsed words are the original lyrics of the song. All credits to the lyricist and music composer.
Edited by hegdemedha - 14 years ago
711