Koi jaane , koi na jaane
ye parwane hote hai deewane Dekho ye do parwane hai dono hi deewane jab se mili hai ankhen hosh hai dono ke ghum kaisa ye pyaar hai allah allah kaisa khumar hai allah allah kaisa ye pyaar hai allah allah
Duniya ko humne bhulaya
jo tumko hai paya
pyar ka nazuk dhaga humein
kahan le aya
Lekin suno to duniya main ye ke afsane hai
kehte hai duniya wale ke hum deewane (2)
dil ki baatein dil hi jaane , kab samjhi hai ye baatein duniya
to phir mashhoor hai jo humko manzoor hai woh
jab se mili hai ankhen hosh hai dono ke gum
kaisa ye pyaar hai allah allah
Dekho to ye lagta hai ke ansam hai manzil
socho to dil kehta hai hai ke ayegi mushkil
Dekhna sochna kaisa jo dil hi de dala
jogi ne to pehnli hai prem ki ye mala
dil ki baatein ye dil hi jaane kab samjhi hai ye baatein duniya
to phir mashoor hai jo humko manzoor hai woh jabse mili hai ankhen hosh hai dono ke gum
kaisa ye pyaar hai allah allah
Sunle zameen sunle asmaan , dono ke pyaar ki ye dastaan
dono main hai kaisi deewangi
sunle zameen sunle asmaan dono ke pyaar ki ye dastaan
maan main umang leke tann main tarang leke
chod chale duniya ki galliya
inko junoon hai phir bhi sakun hai
jab se mili hai ankhen hosh hai dono ke ghum
kaisa iqraar hai allah allah
kaisa ye pyaar hai allah allah
270