Originally posted by: angelina285
nai nai seriously..main toh sirf majak kar rahi thi..
tu toh saahi mein jaan hain...🤗🤗
tere bina toh maan maaniyaan dikhne ka mann hi nai karta..
aur nahi koi crime karne ka..na hi guru ko black vest mein dekhne ka..aur nahi bina shirt ke..😳😊
tu toh meri fav hai..aur baki sab ki bhi..nigii ki toh twini hai..🤗
humari savi..nissar ko toh bilkul nai lee jaane denge😆
hahaaaaaaa lagalo maska aur lagaloo....😆hai rabba yeh nissar ke wajase muje kya kya sunna padta hai...😆