Hum maan geet dono ko hi behad pasand karte hai. par lagta hai maan vi dev ke raste par chlne laga hai.jis time geet ko sabse zayda zarurat maan ki thi, maan ne hath churake chal diya,jabki kuch hi der pahle maan khud geet se kaha "daro mat geet mai hamesa tumhare sath hun" jo dil me hai mujhe kah do.
Jab geet ne kaha to hath chura ke chal diye..... kya ye hai MSK ka pyaar???? Yun to zindagi var har atit ke saye se bachane ki baate kiya maan ne par jab time aaya sath dene ka,to hath chura ke vaag nikle. HO VI KYUN NA HAI TO DEV KA HI BHAI MAAN. bechari geet maan ko bolti vi to kaise, hamesa itna naraz rahta hai maan,geet ki to bolti hi band rahti hai maanke aage.
Hain thora pahle geet ko batana tha,na bata pa rahi thi to chitthi hi lik deti.par wo to kam umr ki ladki hai maan to kafi samajdaar hai,to fir geet ki baatn me ya geet ki aankhon me chupa dard ko kyun nahi samajh paya-(geet ne kaha mujhe kuch haq nahi ki mai aapke baare me kuch mahsus karu,meri zindagi ke boj tale aap dab jaoo,kaun kise bacha raha hai-etc.jab maan apne liye geet ke aankho me pyaar dekh sakta hai to geet ka dard maan ko kyun nahi dikhta ???)maan ka pyaar jo khud chahta hai wohi samajhta hai.barosa ya biswas ki baat bole to maan ne to geet se apna ateet(samira) nahi bataya.
maan ko khud samajhna chahiye geet ka dard(WO PYAR HI KYA JO DARD NA SANJHE)agar maan geet ko pyaar se puche ki uska pichla ateet ka dard kya hai,to geet inkaar kar hi nahi sakti,par maan sahab kare hi kyun-unka Ego jo hai.pyaar me ego ko chorna parta hai par ye MSK ko kaun bataye.yun to aansu dekh nahi sakte geet ki par- kal to roti hui geet ko kaise dekhte gaye ?& hath churake chal diye--
MAAN se ye Ummid nahi thi---------
ek baar maan koshis karke dekhe to sahi geet sab sahi-sahi batayegi--
maan ko jab pata chalega tab dekhte hai janab kya karte hai apne pyaare bro & uske parivaar ke sath!!!!!!!!
Lgta hai bechari geet ke kismat me pahle dev ka dhokha aur ab maan ka ego,narazgi aur hath churana hi likha hai!!!!!!!!!!!!
Bechari Geet-----đđđđ
11