Maan use dehta hi rahta haiš
Maan apna dessert start bhi nahin kar paaya tha tabhi geet boli
Geet- sir aagr aapko meetha pasand nahin hai to main kha leti hoon 'pata nahin aaj kal meetha khane ka bada man karta hai
Maan'š”aur khao meetha
Geet'šsir please doctor ko bulwaiya na
Maan- haan ji aapki khidmat karne hi yahan aaya hoon
Geet- šcries in pain'š
Maan' aansoo dekh kar š²rushes to call the doctor
Docotors checks geet and calls maan
Doctor maan se-š„³ badhai ho badhai aap to papa banne waale haiš„³ ab geet ka poora poora khyaal rakhna
Us din jab geet ne mujhe kheencha tha..2 baje...bed mein..tab..
Par Main to us din bus do min ko hi leta tha.. phir waapas hosh mein bhi aa gaya tha.
Aaj kal pata hi nahin chalta hai ki main kya kar raha hoon kabhi usko stareā¤ļø karta rahta hoon..kabhi uski julfon𤪠ko hatata hoon'
Maan'main baat ko jyada nahin ghumata hoon, jo kuch pooch raha hoon uska ek dum straight forward answer chahiye.
12