Bezubaan sa yeh jahaan hai
Khushi k pal kahaan dhundhoo
Benishaa sa waqt bhi yaha hai
Jaane kitne labon pe gile hai
Zindagi se kahi faaslein hai
Jo beji thi duaa woh jaake aasmaan
Se yoon thakraa gayi k aagayi
Laut k sadaa
Saanson ne kaha rukh mor liya koi raaha nazar mein naa aave
Dhadkan ne kaha dil chor diya kahaan chore inn jissmon se saaye
Yahi baar baar soch tha hun tanhaa mein yahaan
Mere saath saath chal raha hai yaadon ka dua
Jo beji thi dua woh jaake aasmaan
Se yoon thakraa gayi k aagaye laut k sadaa
988