yeh mere 4 th ff ha on rn main chahate hu aap log mere is ff ko suport kare .
rajveer singh shekhawat: ek village main raheta ha ..raj ke baba chahata ha ke raj unke dukan ko samale par raj ko dunkan main koi interest nahin ha raj chahata ha ke woh mumbai jaye aur ek bohot bara business man bane
lala jee-raj ke baba ha .ghar main sirf unheka raj chalta ha
sujuta -raj ke ma bohot pyaar karte ha raj se
ab ate ha dusre parivaar
chatterjee
mr alok nath chatterjee- in ke sirf ek beti ha jisse yeh bohot pyaar karte ha.par yeh apne sanskar ko Bhi bohot mann dete ha .
niyate chatter jee- yeh ha alok jee ke patni .bohot sushil ha pati ke khilaf jane ke koi heemat nahin ha
naina chatterjee-alok aur niyate ke beti .naina ko sab se zada pyaar alok jee karte ha par naina unse bohot darrte bhi ha .naina shahrukh khan ke bohot bare fan ha aur uska dream ha ke woh mumbai jake ek heroine bane isliye naina sara din filme dekhne main aur make up main lagate ha.ghar ka koi kam usse nahin aata .
ma-nain a bare uthte paro ma sakal hoye gacche
n-hmm
ma-ki hmm ab uth jaa
n-ki ma har subha subha uthta dete ho
ma-beta tu ab bare ho gaye ha abhi se mere saath kuch kam karna sik nahin toh jab sasural jaege tab kya hoga
n-off ma
ma-aacha aacha ebare uthte por tor baba meeting khatam karke aate honge
n-ma kaise meeting
ma-woh eletion ke
n-oh ma jaldi se khana do
ma-thik ha dete hu
ma kitchen main jate ha
baba-are naiyan uth gaye
n-ha baba baba aap kaha gae the
baba-eletion sar pe ha na toh party office main tha
n-oh
ma-are aap aa gae main chai late hu
baba-aacha sono kal ke aamra sobai victoria memorial dekhte jabo
n-wow baba
baba-ha
ma-aamra aka jabo
baba-na na aamader saathe singh jee rao jabe
ma-oh thik aache
n-ma main abhi aate hu
n goes to her neibhour house
n-namaste aunty
mrs bimala singh -are n beta aa
n-aunty minu kaha ha
aunty-mini dekh n aaye ha
minu-are n aa room main aa
n-minu tune suna kal hum sab victoria memorial dekhne jaa rahe ha
minu-ha bohot maza aayega
n-minu-sun aaj na maine dekha ke shahrukh aur main dance kar rahe ha barish main
minu-ha roz tu ek he sapna dekhte ha kya
n-kya karu ab sapne main he toh main ukke pass hote hu
minu-hai n
ab aate ha dusre parivaar
sujata-oh raj ab uth jaa subha ke 10 baj gaye ha
raj-oh ma kya hai
ma-tere babuji dukan main tera intezar kar rahe honge
raj-ma kitne bar bola ha mainne ke mujhe dukan main baitha nahin jayega
voice-kya bol rahe ho tum
ma-kuch nahin
lala jee- nahin mainne raj ko kahete huye suna ke usse dunkan main baithna nahin ha
ma-nahin jee woh toh bas
lalajee-bas sujata jis dukan ke baje se aaj yeh itna bara huya ha jis dukan ne aaj tak uska pet bara ha aaj woh us dukan main baith na nahin chahata
ma-nahin jee baccha ha bhul ho gaye
lalaje-hmm main tumhe 5 min ke ander dukan main dekhna chahata hu
lalajee goes
raj-offf ma bubujee picchle janam main kahin hitler toh nahin the
ma-kya
raj-kuch nahin main nahake aata hu
raj goes to bathroom
raj nahakee aata ha
ma-le ab jaldi se khana kha ke dukan main jaa
raj kha ke dukan main jata ha
lalajee-aa gaye
raj-jee
lalajee- ab kya mahurat nikalu aapke baithne ka
raj-jee nahin
lalaje-toh baithteye aur dukan samal liye
tabhi ek admi aata ha
man-lalajee
lalajee-ha mishra jee
man-lalajee saman aa gaya ha station main
lalajee-aacha main raj ko bejta hu
lalajee-raj jaa ke saman lee aa station se
raj-jee babujee
raj-off jaan baje
sahil-are raj kya huya
raj-kya hoga roz babujee ka gussa dekh dekh ke jee raha hu pata nahin hitler ko bhi humare ghar main hee ana tha
sahil-are raj babu je ha
raj-mujej pata ha sahil roz roz itna rob dekhate ha ke kabhi kabhi lagta ha ghar se bhaag jayu
sahil-are nahin yaar waise jaa kaha raha ha
raj-station saman lene
ok plz comments
272