Armaan is sitting at the dining table all quiet and doesn't speak anything..
Everyone is having their lunch
Ridhima is understanding Armaan's condition infact she also feels bad for him..
Ridhima to herself: Armaan mujhey maaf kerdo lekin iss silsilay mein mein tumhari koi madad nahi ker sakti…ye nani ka faisla hai aur ager mein ney iss faisley ko follow na kia..to pata nahi kia hoga…sab iss baat per maney to mein ney bhi hai bol diya…sach to yeh hai ke mein bhi tumhe bohat miss keroge…ek hafta….huh…
Armaan, ek dum pata nahi bohat serious ho gaya tha….lekin ye baat Ridhima se door rehne ke nahi thi…baat kuch aur thi…
Armaan finished his lunch quickly, infact he was the first one to leave the table..Ridhima kafi pareshan ho gaye…After 5 minutes Ridhima also left the table and when in search of Armaan…but Armaan was nowhere to be seen…She even checked his car and it was not there…Ab to Ridhima ko yakeen ho gaya tha ke kuch na kuch problem to zaroor hai…
It was 4 pm…evening…
Everyone was just so busy with the preperations…Yahan se wahan wahan se yeah…hulchul machi hui thi her jaga…Ridhima pareshan ho gaye the ke akhir armaan gaya to gaya kahan…so tried to call him…
Ridhima dialed his number but his phone was switched off…ek ghanta beet gaya….do ghantey…3…ab to had ho gaye thi…ridhima was very angry…
R:ane to do armaan ko…ajj mein uski khichai keroge…yahaan mein itni pareshan ho rahi hun aur wooh pata nahi kahan gayab ho gaya hai….ek phone bhi nahi ker sakta…bewakoof kahin kaa…