Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 1st Aug 2025 EDT
MERI MUMMA GEETU 31.7
Kumkum Bhagya New Season | Episode Discussions Thread #5
🏏India tour of England 2025: 5th Test: Eng vs India- Oval, Day 2🏏
GEETU & KICHDI 1.8
New Time Slot
Anupamaa 31 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Katrina Kaif Pregnancy Rumours
71st National Film Awards (Celebrating 2023)
Anupamaa 01 Aug 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
My Box Office Predictions for Son of Sardar 2
Aamir Junaid Ki Nayi Scheme
Jodi name for Mihir-Tulsi
AR Murugadoss Blames Language Barrier For Sikandar Failure
📚Banter: Fiesty & Lizzie's Literary Lounge - Aug '25 Book Buddies
Congratulations SRK National Award
16 years of Love Aaj Kal
Pageturner Bhidus💫Reading Challenge August 2025
Bookaholic Yaars 👩🏻🤝👩🏽 || BT Reading Challenge, August 2025
10 years of Drishyam
Abb next day subah-
S ki neend khul jaati hai,bahar kisi ke baat karne ki awaaz se
S uthke thoda sa darwaza kholta hai apna
To dekhta hai ki RK aur k saath mein khade hain
RK-sorry kashsih kal raat
k-kitni baar sorry kahenge sir ,kaha naa maaf kar dia maine aapko,waise bhi aap mujse bade hain,aapka mujhse aise baar baar maafi maangna shobha nahi deta
RK-to kya tum mere saath Goa ghumne chalogi?
k-ghumne? Par aap to keh tahe the hum koi business meeting…
RK-arre wo postpone ho gai hai islie maine socha main bhi bore honga uar tumne bhi kabhi Goa nahi dekha to kyun naa Goa ki sair ho jae
K smiles
k-thik hai sir jaisa aap chahein
now k & RK leave to see Goa
abb RK & k r roamin arnd the beaches
ye dekh rahe hain wo dekh rahe hain
k to nazare dekh rahi hai,aur RK ka maksad kuch aur hai
k ko nazaron mein mashgul karke RK to mauka dhund raha hai k ko chune ka,usska hath thaamne ka ya usse badkar kuch karne ka
par kuch kare to kaise kare,k se gar RK apna haath thoida sa bhi chuta hai aur ye dikhane ki koshish karta hai ki ye sab accidental hai tab bhi k apna haath jhat se peeche kar leti hai
jisse RK ko koi mauka hi nahi milta
RK-ye beach,ye samundar ye reth kitni khubsurat hai naa,kitni romantic
K-hmm
Suddenly k ke zehen mein uss din ki tasveerein aane lagti hain jab sujal aur wo pehli baar akele mein bahar ghumne aae the,beach par hi
Wo kaise ghume the
Kaise saath chale the
Kaise hawayen unn dono ko chuu rahi thi
Kaise unn dono ke haath ek dusre ko chuu rahe the
Kaise ke bijli si paida kar rahe the
Kaise wo uss din khush the
Kaise hasse the
Kaise ek dusre mein khoye the
K ye sab hi soch rahi hai ki naajaane kaise kashsih ke hothon par ek anjaani si muskurahat aa jaati hai
RK- kya hua kashsih? kis soch mien pad gai?
She comes out of her thought
k-emm..nahi kuch nahi..wo..nothing
k-emm..nahi kuch nahi..wo..nothing
RK-fine to chalo,aao main tumhe Goa ka special nariyal paani pilata hun
Nariyal pani ke zikr se hi k ko wo lamha yaad aa jaata hai jab sujal aur wo saath mein uss din nariyal pani pii rahe the beach par
Then she thinks how could she even think abt s,usnke bare mein kaise soch sakti hai wo jisne uske saath dhoka kia,uske jazbaaton ka mazak udaya
k-nahi main nariyal paani nahi peeti mujhe nariyal pani bilkul bhi pasand nahi
RK-arre kashsih tum yahan ka nariyal pani try to karo, I am sure u'l like it . chalo to
k-thik hai aap pijiega,main nahi
RK & k go to the nariyal pani wala ke paas
RK-bhaiya do nariyal pani [nariyal pani wale ko bhi style maar raha hai faltu ki]
k-do nahi ek,miane kaha naa main nahi piungi
RK-fine ek
RK takes a nariyal pani,strts sippin it
K khadi hai hands crossed
RK-wah kya nariyal pani hai maza aa gaya. Try karo naa kashsih
k-no thanxs
RK-arre lo naa kashsih have it. Taste it,thoda sa
He is comin aage aage
K is not comfortable with this,wo thoda peeche jaa rahi hai
k-mujhe nahi chahie naa,plz
RK-lo naa mere lie plz
Holds k on her arm with his hand aur paas aa raha hai
k-plz sir I don't want to have it
she is stepping back
tabhi ek bada sa nariyal aake zooooooooorrrrrrrrr se RK ko lagta hai
aaila..........kahi yeh nariyel sujal ne to nahi mara...........kya chipku hai yeh RK.........kashish ke pice dhum lagake bhagta rehta hai..........ab aage kya hoga...........kaise zabardasi karta hai yeh Rk kashish ke sath.........aisa hai to use beach pe saline ke sathjana chahiye tha........ab aage kya hoga.......i am sad no more sujal in this part
tabhi ek bada sa nariyal aake zooooooooorrrrrrrrr se RK ko lagta hai
RK is knocked out,peeche jaake gir padta hai
K is fultoo surprised bewildered yet amused.hassi bhi aa rahi hai
Tabhi s naajane kahan se saamne aa jaata hai
s-oh sorry Mr Kapoor aaie uthiye naa
s gives him his hand aur pakadke RK ko uthata hai
s-wo actually mujhe nariyal pani kafi pasand hai,main nariyal pani peeke soch hi raha tha ki ye nariyal kahan pheko,to zor se aise hi phek dia,wo galti se jaake aapko laga,I am so sorry .u knw mere saath aksar aisa ho hota hai
s baat to kar raha hai RK se par nigahein to kashsih par hi hain
k achche se samaj rahi hai uski baton ka matlab
she is tryin her level best to avoid him
to avoid his gaze
RK gets up
RK-oh its ok, it happens u c. Mr Garewal it happens to everyone
S is still lookin at k only
K to yahan wahan dekhne ki koshish kar rahi hai
RK-waise aapki girl frnd kahan hai aap to ussi ke saath aae the naa,kabhi milaie unse
S ? [nazre to k par hi hain] wo to yahin hain
RK-yahin? Par aapke saath to kahin
s-haan mere saath nahi,wo actually thodi khafaa hain humse. Bala ka gussa bhi to bala hai naa
ek bhi baar k se nazre nahi hatai hain
k glowers at him
s-bass main unse ye kehna chahta hun ki wo mera saath chahe naa chahe mere saath rahe naa rahe main uske saath zarur rahunga .jab bhi mujhe bulaengi mujhe saamne paengi,har pareshaani se bachaunga. Ek baar bande ko maaf karke to dekhein majnu aur ranjhe se badi chahat ki misaal kayam karke dikhaunga
says all this jst & jst lookin at his kashish,with a sea full of passion & intensity filled & overflowin from his eyes
Siggi by Sandhya (@sevenstreaks) (P.S this was my pitching picture to the production houses - which Sandy had done for me a couple of years...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
COVER BY AISHWARYA (Mystic_Muse) SUMMARY Suzanne Miller , an Indian Origin Canadian Citizen adopted by the Miller family, who goes on a quest to...
Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...
193