Hey Guys
After long time today i make my mood to write funny pic fic.
Credit goes to Mahek, and then Mr. Zicky darling😉😆.
Dr. Shishank: Interns hum ney suna hai ke Dr. Armaan ki fight kisi Zicky takle sey hai. Aur hum chahtey hain ke aap mein se koi ek lucky intern woh fight daikhney jaaieyga.
Interns: Wow Armaan ki fight kissi takle sey, aur hum mein sey koi ek hi lucky hosakta hai. Kuch kurna padeyga.
Interns: Chalo chit uthatey hain, daikhtey hain kaun lucky person hai?
Rahul: Toh kiska naam nikla? Ridhima ka?
Oh toh Ridhima aap ja rahi hai fight daikhne?
Ridhima: Haan mujhey hi jaana padeyga, kyon ke 20 minutes tuk pagalon ki tarah "Armaaaaan, Armaaaaan" chikhne ki main ney recording ki hai na.
Ridhima flew away from Mumbai to Kasauli to watch the fight.
In Kasauli Coach: Daikho Armaan beta humari izzat tumharey haath mein hai. Ache sey maar kha kur aana.
Armaan: Haan haan fikar nahin karey, main achey sey hi maar kha kur aaounga. Bohut experienced hoon.
Zicky Takla: Aaa gaya maar khaney?
Armaan: Bohut khush nahin ho, directors sey double money li hai maar khaney ki.
Fight starts, Armaan got first punch.
Zicky takla dancing in happiness: Aaha main hi jeetounga.
Armaan: Abey oo takle, zyada khush na ho,itna maarounga ke tera upar ka haath upar aur neeche ka haath neeche kur dounga. Phir poori life ke liey dance hi kurta raheyga.
Ridhima: Pshh pshhh Armaan, bhool gaiey kya tumhey maar khana hai, maarna nahin. Arey yaar itni mehnat se main ney "Armaaaan Armaaaan" cheekh cheekh kur recording ki hai. Paise wasool nahin kurna kya?
Ridhima: Armaan ab uth bhi jao, swing kyon kur rahey ho?
Armaan got up again.
Zicky takla punched him back again.
Armaan on the floor, takla won the fight.
To be continue, in short note😉
Muniza
9