PART- 14
Recap: Raj asks naina about other cadets and naina calls aalekh to come back meanwhile raj sees that naina is injured. He asks how did that happen and naina makes an excuse. Raj leaves after dressing her wound, and he finds out about somebody breaking into his room. He sees blood on bathroom window and he suspects naina. Major Niar insults cadets and all cadets are angry on him but naina supports him saying that he was right. Raj and naina have heated conversation where raj tells naina to be careful as he is watching her every step and naina answers him by saying good luck in whatever he is trying to do.
NOW:
Naina gave raj a tight answer but inside she was totally nervous as she knew that it would be hard or nearly impossible for her to search for anything because of him. She was pacing around her room frustrated when somebody knocked @ her room.
Naina(angrily)- Ab ye kaun aa gaya? Musibat khatam hone ka naam hi nahi leti. And she opened the door and found aditya standing in front of her.
Aditya- Mein galat waqt pe aaya kya? Kaafi gusse mein lag rahi hai aap?
Naina- Nahi to, I am sorry wo main tum par nahi kisi aur pe… Khair jane do, tum andar aao na….
Aditya came in the room.
Naina- kuch kaam tha kya adi?
Adi- haan actually, main aaj lunch pe jo hua uske bare mein baat karne aaya tha.
Naina- agar tum ye kehne aaye ho ki maine jo kuch bhi un logo se kaha galat kaha then You are wrong.
Adi- nahi, mujhe maloom hai ki jo tumne kaha bilkul sahi kaha aur main ye bhi janta hoon tumne ye kyon kaha. Lekin wo log is baat ko samjhenge to na….
Naina- I know lekin us waqt mujh se apne aap par kaboo hi nahi raha, and I know that now they all hate me.
Adi- They don't hate you. It's just they are angry with you.
Naina- dekho adi, waise bhi meri apni tensions kam nahi ab mein in logo ko kaise samjaoon.
Adi- look naina, I don't know how can I help in your other problems but I can definitely help with this one.
Naina- wo kaise?
Aditya- wo tum mujh pe chod do, kal subah breakfast tak sab theek ho jayega.
Naina- lekin tum karoge kya?
Adi- do you trust me or not?
Naina- of course yaar, I trust you.
Adi- then forget about this problem, and think about your other ones. And then aditya smiled @ her and left from there. Seeing his determination, a slight smile came on to naina's face.
------------------------------------------------------------ ------------------------
In the games' room:
Huda, aalekh, riya and pooja were playing carom but there was so much anger on everybody's mind. They all were thinking about what naina said to them. Aditya entered there and went to them.
Adi- are aap log khel rahe ho aur mujhe bulaya tak nahi?
Huda- tujhe bulane aaya tha main lekin tu kamre mein nahi tha.
Adi- oh ok.
Aalekh- waise tu kahan pe gayab ho gaya tha?
Adi- wo main, naina ke kamre mein gaya tha.
Everybody suddenly looked @ him.
Pooja- haan, tu to jayega na. Tere bare mein usne thodi na kuch kaha tha.
Adi- bilkul sahi kaha aapne pooja, main bhi yahi janne ke liye gaya tha ki usne mere bare mein kuch kaha kyon nahi.
Riya- natak kyon karta hai, tu wahan usse baat karne gaya tha na.
Adi- are riya, tum to kaafi intelligent ho, saari baatein pata chal jati hai tumhe.
Aalekh- ghooma phira ke kyon bol raha hai, jo bolna hai saaf saaf bol na.
Adi- Kya karoon sidhi baat aap logo ke dimaag mein jati kahan hai?
Huda- kya matlab?
Adi- mera matlab, main naina se ye kehne gaya tha ki wo aap logo se aise baat kaise kar sakti hai, aakhir wo aap ki dost hai koi teacher nahi. To kya hua ki usne bilkul sahi kaha ki aap logo mein se koi bhi serious nahi hai, koi dil se sipahi nahi banna chahta. Lekin dost agar galat raaste par chale to uska saath dena to dosti hai na ki usko sahi raasta dikhana. Maine kitna samjaya lekin wo hai ki manti hi nahi.
Pooja- oy tu aisa kar ke hamari aur beizzati kar raha hai.
(Aditya- kya pooja, mein to aap logo ka saath de raha hoon.
Maine to naina se kaha to kya hua agar aalekh yahan rehte hue bhi apne parents ko kuch ban kar dikhane ka mauka kho de…………………….
To kya hua agar huda acha sipahi na ban paye aur apni mummji ke sapna na poora kare……………………….
To kya hua agar riya apne aap ko parents ke saamne ek acha insaan sabit karne ka aakhri mauka bhi kho de…………..
Aur tum pooja, tumne to apne parents ko ek khawab dikhaya tha na ki aap apne ghar mein wo pehli ladki hogi jo soldier ban kar dikhayegi. Aur haan apne sare cousin se kya kaha tha ki unke parivaar unki ek lauti behan is desh ki best soldier ban kar dikhayegi. Rohit ke milne ke baad un vaado ko tod bhi degi to kiska dil tootega parivaar walon ka hi na………..
Main to kehta hoon aakhir usme galat kya hai, galat to sirf naina hai right?)
After saying all that, aditya turned to leave when huda said.
Huda- oy adi, I am sorry tu bilkul theek kah raha hai. Main to apne mummji ke sapne ke bare mein bilkul bhool gaya tha.
Aalekh and riya also realized that it was their only chance to prove themselves, and pooja thought about all the promises that she made to her parents and her cousin brothers.
They all realized their mistakes and said sorry to aditya.
Aditya- aap logo ko sorry mujh se nahi balki naina se kehna chahiye. Gussa aap log unse hue the mujh se nahi.
Pooja- oy use bhi keh denge. Aakhir ab to us muchchad ko bata doongi ki ladkiyan kaise soldier banti hai.
Riya- and I am right there with you.
Huda- mein to saath doonga hi tum sab ka.
Aditya- aur main bhi. What about you aalekh?
Aalekh- apun to hamesha se tum logo ke saath hi hai na.
They all hugged each other happily and became friends once again.
------------------------------------------------------------ -----------------------
It was a new day and naina was having breakfast in the mess alone. Actually she has a plate full of breakfast in front of her but she wasn't eating anything, and she was in deep thoughts. Suriji was observing this and he also noticed that none of her friends were there.
Suriji was thinking that when abhi & raj came for coffee.
Abhi & raj also observed the same thing as they came in. They went to counter where suriji was and told him to get two cups of coffee. Suriji told orderly to make coffee and all three of them were standing there.
Abhi- suriji, inhe kya hua hai, aur baaki kahan hai?
Suriji- sir, wahin to kab se mein soch raha hoon. Pichle 20 minutes se aise hi ye plate le kar baithi hui hai. aur baaki aaj subah se dikhayi nahi diye.
Raj- lagta hai kuch gadbad hai.
Abhi- raj, ja kar pooch na kya hua hai.
Raj- no, why don't you go and ask?
Abhi- come on raj, you are much better in talking than me.
Suriji- haan sir, aap hi poochiye.
Raj didn't want to but suriji and abhi insisted so he said yes.
He was about to go but aditya came in the mess and went straight to talk to naina.
Aditya- naina?
Naina- are adi, kya hua.
Adi- are tum ne aaj hamare bina breakfast kar liya?
Naina- sirf liya hai, khaaya nahi. Aur waise bhi firk kya padta hai.
Adi- bahut firk padta hai, acha hua tumne kuch nahi khaaya chalo mere saath.
Naina- lekin kahan?
Adi- sawal mat pooch, aur chal mere saath.
Then he took the plate and went on the counter.
Adi- good morning sir.
Raj & abhi- good morning.
Adi- good morning suriji.
Suriji- good morning puttar, subah se kahan tha aur baaki cadets kahan par hai?
Adi- wo kuch busy hai aap ye lijiye and he gave him back naina's plate which was full.
Suriji- lekin aaj tum sab ko naasta nahi karna kuch hua hai kya?
Adi- kuch nahi suriji, bas kisi ko bhookh nahi hai. I am in hurry main aap se baad mein baat karoonga, bye.
And saying this he stormed out from mess with naina.
Suriji, raj & abhi left there wondering what is going on.
------------------------------------------------------------ ------------------------
In the corridor,
Naina- where are we going?
Adi- to my room.
Naina- but why?
Adi- phir sawal? Just shut up and let's go.
They went to his room and as soon as they entered naina saw other four standing in front of her with cake saying sorry.
Seeing all this, a smile came on naina's face. She went and hugged everybody.
Huda- oy naina, sorry yaar khamkha tujh se gussa ho gaye the.
Naina- it's ok. I am sorry too. Mujhe tum logo se aise baat nahi karni chahiye thi.
Aalekh- nahi tune bilkul theek kaha tha, and we are going to become good soldiers just like you.
Naina- aalekh, koi sun lega. Ye baat tum logo ke alava koi nahi janta so keep quite.
Riya- don't worry yaar, yahan pe koi nahi hai.
Pooja- are tum log yun hi baatein karte rahoge, mujhe to bahut bhookh lagi hai.
Naina- then let's go to mess and have breakfast.
Adi- are ruko pehle ye cake khatam kar dete hai.
Huda- sirf cake kyon saara naasta yahin karte hai.
Naina- matlab?
Riya- wo kya hai na, mess ka naasta acha hai, lekin kabhi bahar ka bhi kha lena chahiye so we ordered a nice breakfast for us.
Naina- lekin room mein khana order karna mana hai na.
Huda- oy hum ne ache soldier banne ki baat ki hai. Rules follow karne ki nahi.
Everybody laughed @ his comment and had breakfast.
------------------------------------------------------------ ------------------------
On the other side, raj and abhi was wondering about what happened in the mess.
Abhi- yaar raj, hamari samaj mein kuch nahi aaya. Pehle naina itni upset akele baithi hui thi, phir aditya aaya aur naina ko lekar chala gaya aur suriji ne bataya ki baki sare cadets aaj aaye hi nahi.
Raj- kuch gadbad hai.
Abhi- to hum ko kya karna chahiye.
Raj- chal kar dekhna chahiye aur kya?
Abhi- then let's go.
Raj- lekin wo log honge kahan pe?
Abhi- ye bhi ek sawal hai.
Raj- lagta hai us sawal ka jawab hum ko mil gaya.
Abhi- kya matlab?
Raj pointed @ direction from where all six of them were coming really happily.
Abhi- well good morning cadets.
Cadets- good morning sir.
Abhi- aap log itne khush kyon hai, koi naya panga kar ke aaye ho kya!
Riya- kya matlab sir?
Raj- wo aaj subah aap logo me se do log hi mess main the na to kisi ne naasta kiya aur na hi hum ko subah se koi buri khabar sun ne ko mili nahi so just asking ye kisi aane wale toofan ka sanket to nahi hai na.
Pooja- sir hum hamesha thodi na sab ke connection bigadenge, kabhi kabhi din itna acha hota hai ki sari lines bilkul smoothly kaam karti hai.
Raj and abhi didn't understand a word pooja said but they just smiled as it was better for that moment.
While they were talking an orderly came to tell raj that he got a phone call from the army base.
Raj excused himself and abhi continued his conversation with cadets.
------------------------------------------------------------ ------------------------
Raj picked up phone.
Raj- hello, this is captain rajveer singh shekhawat speaking
Person- hello, captain, this is colonel sahay here.
Raj- sir, aap?
Colonel sahay- yes captain, I need to talk to you about something important so I am sending a fax to you. All details are in that fax. After reading the fax, meet me tomorrow.
Raj- all right sir, when will I get that fax?
Colonel- In two hours.
Raj went to his room and waited for the fax. After two hours, he received the fax. He started to read it and as soon as he read the contents, he was totally shocked.
------------------------------------------------------------ ------------------------
------------------------------------------------------------ ------------------------