Parvanagi maagane
"Badon se poochhna zaroori nahi samajhte aap?" Amma was distraught
Mamaji looked at him sternly
"Amma baat to sunen aap" Neel begged
"Rehne dein beta, sabse baat ho gayi hai, salaah kar ke bataya aapko, ki aap Goa ho aayen" Amma mumbled
"Kyon beta?" Mamaji asked worried
"Hamey aur unko dono ko laga ki ab jaana shaayad sahi nahi hoga" Neel mumbled
"Ab shaadi ho gayi, to honeymoon mein kya hai" Mamiji was baffled
Amma nodded
"Shaadi mein ruk jaate aap to baat bhi thi" Amma spoke firmly
Neel looked shocked
"Chat mangni pat byaag ho chala" Amma continued
"Amma hamey PR agency mein kaam hai lautkar" Neel explained
Amma leaned back
"Aap ho aayen" Mamiji coaxed
"Jee zaroor jaayenge, pehle Nihar se woh thoda baat cheet karna chahti hain" he explained
"Shaadi samjhauta to nahi na?" Mamaji asked rustling the paper as he lowered it, looking at Neel piercingly
"Jee nahi... bilqul nahi... jee nahi, Mamaji" Neel blushed
"To phir sair se kya dushmani beta?" Mamiji pressed
"Aap log itna pareshaan na hon" Neel explained
"shaadi kal hui, aaj Ruchi ke saath nashta karne chale aaye aap" Amma questioned
"Amma koi badi naat nahi hai, hamara waada tha unse jab NOIDA baat hoti thi" Neel smiled happily
"Bahu ko le jaate" Amma asked
"Woh so rahin thi" Neel explained
"NOIDA jaane ka iraada kab hai phir?" Amma asked
"Bas 2 din baad" "Jan Ruchi nikal padengi Scotland" he nodded
"Pushkar ki baat ki Ruchi se?" Amma whispered
Neel swallowed, looked scared and composed himself quick "Amma sab theek hai, aap ab doosri chinta mein na lag jaayen" he said sternly
"Hum to karenge chinta, haq hai bhai hamara" Amma giggled
"Jeeji adrak waali chai laate hain, peekar so jaayen" Mamiji ordered
"Chai peekar kaun sota hai?" Neel winked
"Bus wohi bachpana shuru" Amma waved her hand proudly
"Woh Gajanan bhaisaab ki flight 4 baje ki hai, aap chhod aayenge airport?" Mamiji asked
"Jee pakka" Neel nodded proudly
Gajanan being Mamiji's bro
"amma Ruchi shopping ka keh rahin thi, Aabha bhabhi aur Suvechha ko bhi le chalenge?" Neel asked
"Dekh lo, abhi sar aise hila rahe they jaise airport ke siwai koi aur kaam nahi, agyakaari, aur do minat mein dekho, patni ke saath ghoomne niklenge" Amma laughed loud
Neel turned red
Suvi texted
"Sweet both mast bana hey" she texted a giant besan laddoo pic"
"Hamare liye bachayiyega nahi kya?" he asked
"nakko" she said
"Theek hai aapke mooh se taste kar lenge" he typed as his heart hammered
"neel" she texted, nervously
Ruchi stood near him
"Bhai aapne kuch kaha nahi na?" she whispered
Amma and Mamiji were looking at Ruchi's saree shopping from before the wedding
Mamaji was back to his paper
"Umm... Ruchi" he scolded
"Bhai" Ruchi sat by him
Neel put his phone away and hugged her
"Chaliye aapko Bandra lekar chalte hain" he whispered
"Amma... dekh lein inko... yaha Chembur mann nahi lagta ab" Ruchi screeched
Amma smiled fondly at her kids
"Teeno saath baithe hotey to baat alag hoti, woh to bhaag gaye, pheron ke baad" Amma mumbled about her other son
"Buaji Sulu aur Sunanda ko bhi le jaayen na shopping hamne bhabhi ko kaha ki ghaghra dilayenge par shaadi se pehle mauka mila nahi" Ruchi was joyous
Mamiji nodded happily
Pushkar peeked from the adjacent apartment
"Kharcha sochkar karen aap, yaha aane jaane ka... kaafi bhaari hai..." "Zara baat kar lein humse pehle, aap"he said bluntly