PART 3A
After a while Party ended & all went back to their places happily. Al-thou Shaurya wanted to return back the bracelet but something stopped him from inside he decided if she won't recall he will keep this as a remembrance with him as they would hardly meet or talk after she would return back to Karachi.
Shaurya chain of thoughts broke when Kanika entered the room with glass of Milk & said "Shaurya Bhaisa kya baat kya sooch rahe hai aap?"
Shaurya replied getting out of his trance "Nahi Bhabhi sa kuch nahi bas yu hi..."
Kanika said cutting him short taking a bracelet from the table "Ye dekh ke to lagta hai ki kuch serious sooch rahe the?" & burst into laughter.
Shaurya gets embarrassed & says "Nahin Bhabhi sa wo to Neelima ke haath se dance karte waqt gir gaya tha to bas main kal lautaane waala tha usko"
Kanika smiles & says "waise bahut acchi Neelima usse milke laga jaise insaaniyat aaj bhi logo main zinda hai"
Shaurya nods with a smile & Kanika keeps the glass on the table & says "Chalo ab doodh pee loo aur rest karo raat kaafi ho gayi hai" after she walks out of the room to take rest.
Shaurya glanced at the bracelet one more time puts it back in the drawer of his table & after finishing his milk he lay down & went to sleep. Next morning Shaurya quickly got up and after having breakfast went to office in a huff as he got an urgent call from his office regarding some urgent findings.
He reported to the office & CO said instructing him & Karan "Look Officers ye plane jo hijack hote hote reh gaya tha ye isse related kuch information pata chali hai jin 7 logo main se 1 ko humne zinda pakda hai usne khud maana hai ki ye militant group ke saath kuch high profile loog bhi shamil hai filhaal humne use hand over kar diya hai baaki ki investigation department se jaari hai maine bas aap logo ko ye kehne bulaya tha ki yadi zaroorat hui to aapko bhi investigation main help karna hoga"
Shaurya & Karan nodded and started their day activity & Karan said "Kaise Kaise loog hote hai duniya main jinhe sirf apna swarth dikhta aur kuch nahi"
Shaurya looked at his irritated friend & said "Karan ye sach hai kuch logo ko sirf apna swarth dikhta hai...wona apne desh ki taraaki dekhte hai na waha ke logo ki shanty aur ekta ko ... aur hum chah kar bhi is sacchayi se bhag nahin sakte par mujhe inki sooch pe taras aata hai yaar"
Karan said "haan par kya kar sakte hai aise logo ko unki bhasha main hi jawaab dena padta hai"
Shaurya said shaking his head "Pata hai Dadu kehte hai padoosiyo ke dukh sukh main kaam aana , unke yaha khushi main mithai bhejna ye to suna tha par jo aaj kal hota hai wo nahi suna"
Karan smiles & said "Kaash dono jagah Dadu jaisa soochne waale hoo to ye sab ho hi naa"
Shaurya smiled & said "Haan par ab kaam kare warna us murge ki bang main nahi sunuga"
Karan smiled & both resumed their works. Later in the evening at 6PM at Rathore mansion there is knock Kanika opens the door & sees nervous Neelima standing at the door.
She welcomes her inside & says "aao Neelima what a pleasant surprise...kaise hoo"
Neelima with a smile says "Thanks Bhabhi ...hum maafi chahte hai hum aise yaha aa gaye actually kal hamara bracelet party main gir gaya tha aur..."
Cutting her short with a smile Kanika replies "Haan wo Shaurya ko mila tha par tab tak tum nikal chuki thi...tumhe kaise pata chala?"
Neelima replied "Ye bracelet hame hamare Dada jaan ne gift kiya tha hamare birthday pe isliye iska pata karne hum party ki jagah gaye the wahi pata chala ki Shaurya ji ko mila hai aur wo is waqt apne kaam main busy hai to hum yaha aa gaye ...I am sorry par hamare liye wo bracelet bahut keemti hai"
Kanika smiled & said "isme sorry waali kya baat hai ruko main dekhti hoon wo keh to raha tha lautaane ke liye"
Kanika made Neelima sit on the couch & went inside the room & checks his table where she saw her bracelet last night & found it in the drawer of his table she hands over the bracelet back to Neelima.
Neelima with smile says "Thanks a lot Bhabhi ... hum aapke bahut shukraguzaar hai aap nahi jaanti ye bracelet hamare liye kya maayne rakhta hai" she took the bracelet & let out a sigh of relief.
(Thanks a lot Bhabhi ... I will be highly obliged you don't know that what this bracelet means to me)
Neelima wrapped the bracelet & put it back in her purse. Suddenly Sangram came in the hall & saw Neelima she wished Sangram & Sangram said with a smile "Kaise ho beta? Aur yaha kaise aana hua?"
Neelima said with a smile "hum theek bas hamara bracelet choot gaya tha wahi lene aaye hai ... wo khaas Dada jaan ne hame diya tha warna hum jaane dete"
Sangram said "tumhare Dada jaan bade kushnaseeb hai jotum unki chooti se chooti nishani bhi sambhaal ke rakhti hoo...aur tumhare Ghar main kaun kaun hai?"
Neelima replied "ammi hai abbu hai Bhai jaan hai aur Dada jaan hai ... aur wo hame sabse zayada pyar karte hai"
(Mummy, Daddy my brother & my Grand Father ... & he love me the most)
Sangram smiled & started chatting with her & Kanika brought some tea & snacks for Neelima. Neelima said apologizing "Maaf Kariye Bhabhi hame deer ho rahi hai hum chalte hai kaafi waqt ho gaya hai"
(I sorry it's getting late I take your leave it's quite a time now)
Kanika said "are Neelima aise kaise! Pehli baar aayi hoo hamare yaha kuch to loo"
Neelima said "Bhabhi hum zaroor rukte par aazaan ka waqt ho gaya hai aur shyam bhi ho gayi hai hame jaana hooga warna bahut deer ho jaayegi"
(Bhabhi I would have surely stayed but it's time for evening prayers now & it's evening time I need to leave otherwise I would be late)
Sangram said "Neelima beta waise bhi Shaurya aata hi hoga usse mil ke jaao aur rahi Namaaz ki baat to wo tum yaha bhi pad sakti hoo ... waise bhi Shaurya keh raha tha ki jaane se pehle wo tum se milega"
Neelima said with a surprise "par hum yaha kaise aap logo..."
Sangram smiled & said "beta tumhe pata hai mera bachpan Lahore aur Karachi main beeta hai mere har mazhab har Dharam ke dost the aur saare tyohaar hum sab mil ke manaate the ...
main aaj bhi manta hoon ki Ramzaan Ram ke bina aur Diwali Ali ke bina poori nahin hoti ... par batwaare ki us aag ne sab jala diya aaj tak main bas yahi soochta hoon ki kya insaan ki kheechi is sarhad main vakai itni taaqut hai logo ke dilo se pyar mita ke nafrat ka zeher bhar dee" saying this his eyes become moist.
Neelima said with a smile "Dadu aap bilkul sahi keh rahe hai hamare Dada jaan bhi yahi kehte hai aur yahi Tarbiyat aapne apne bachhoo ko di hai tabhi to aapko aaj unpar naaz hai"
(Grand Father you are right even my Grand Father say the same & you have given the same education to your children that's why you are proud of them today)
Sangram smiles & puts his hand on her head to bless her. After a while Neelima hears voice of Azaan & she sits down for prayer draping her dupatta & starts her prayer.
Suddenly Shaurya enters the house & sees Neelima offering prayers. She was engrossed in her prayers & Shaurya was lost in the innocence personified which he could see in front of his eyes. She looked so pure sweet pious like this. She raised her hands for dua & after that opened her eyes & saw Shaurya staring at her.
She draped back her Dupatta on her shoulders & voiced gently "kya hua Shaurya ji?"
Shaurya jerked back from his thoughts & said "Nahi kuch nahi ..."
Neelima said without giving him time "I am sorry shayad aapko hamara aise yaha ... par hame Dadu ne ijaazat di thi isliye hum..."
Shaurya said cutting her short "are aise koi baat nahi hai balki mujhe bahut accha laga ki aapne dadu ki baat maani ... wo pooja paath aur Prathna main bahut vishwaas karte hai"
Neelima asked with a smile "aur aap bhi karte hai?"
Shaurya said "ab tak shayad utna nahi karta tha par ab lagta hai mujhe bhi prathna karni chahiye shayad jo main chahta hoon wo poora ho jaaye"
Neelima with a smile says "zaroor karna chahiye sacche dil se maangi dua wo uparwaala zaroor poori karta hai"
(you must do it as prayers & wishes from pure heart is always accepted by God)
Shaurya said "pata nahi! par yadi aapko itna vishwaas to agli baar jab aap dua kariyega to mere liye bhi maang leejiyega shayad wo uparwaala aapki sun lee"
Neelima smiled & said "Hum hamare saare dosto ke liye dua karte hai aap sabke liye bhi zaroor karenge ...par aap bahut khusnaseeb hai jo Dadu jaise khuli aur acchi sooch waale buzurg hai aapke yaha ... unhe dekh kar hume hamare Dada jaan ki yaad aagayi" Shaurya smiled at Neelima when they heard voice of Kanika calling them to join them.
(I pray for all my friends & will surely pray for you all too...but you are quite lucky to have an elderly person like Dadu at your place having a broad & beautiful thinking...I remembered my Grand Father after meeting him)
SCROLL DOWN FOR PART 3 B 😊
276