Part 37 (b) special haithiyaar for Sweety singh
pritesh- (whispers) shishir, mitesh bhaiya,grishma chalo abhi yaha sab senior citizen ghum ghum chakri babu laao bakri karne waale hai...
grishma- par pritesh yaha toh kisine gadbad nahi ki aur nahi kisis ne ghotala kiya hai toh phir kyu sab ghum jaayenge..
shishir- haan pritesh abhi toh humne koi galti nahi hoti.. ab toh sabko patah ki hum abdi door se aaye hai..toh phir ghum jaao ghum jaao bhi nahi hota...
pritesh-(dramatically) shishir...ab mujeh phir se tujeh thode insaan banne ke tuitions dene padenge.. chalo mere saath..
kids except hemant leaves...
ghotalas doesn't understand what does hobaadad means and asks the meaning of it...
bhavna aunty- aree hoobaada matalb.. woh aise jo hulchal mach jaati hai woh...
vasant- haan par mein kya karu bhavna aunty ab yeh dekhiye na hemant monalisa ko annalisa keh raha ab aisa thodi ne chalta hai...
hemant- nai nai papa who toh paralysis hai jisko dekhne log duniya ke bahut kone kone se aate hai..aur photo bhi kichvaate hai...
vasant- nai hemant ...aise nahi chalta beta... Who monalisa hai aur haan paralysis mein bhi log dekh ne toh aate hai...aur bolte hai... Lo bolo intne bhale che insaan ko paralysis hogaya.. kal tak toh ache khaase chalte phirte te...
bhavna aunty( clapping hands) oo ghotala bhai have halo halo jaldi samjhaao hemant ko abhi baat ko ghumaao mat.. kabhi bhi rajasthan express ki tarah ulti patri pe chadh jaate hai...
ohja uncle-(clapping hands) k eke ke keh rahi hai bhavna bhabhi .. ki mein ulti patri pe lejaata hoon?
Bhavna aunty- haas toh wadi...
Lajo off ho.. bas kijiye sab.. sab kya baat ko dusri patri pe lejaarahe hai.. hum jitni der karenge uthna hi late hogaa 2015 ko dhoodhne mein.. vasant bhai aap hemant ko samjhaaye ...
Vasant- haan... haan... (to hemant) beta woh monalisa hai... monalisa ..woh jo aise muskuraata chehra hai paris mein woh monalisa hai..aur paralysis matalb ki ek insaani bimaari hai...jismein aise insaan ka ek bhaag ka sharir statue hojaata hai...
Hemant- haan.. haan wohi wohi.. na papa jiss mein insaan statue hojaata hai... aur uss mein bhi sab doctor annalisa karte hai na..
Vasant (facepalms) phir se... (opens board) hemant... who monalisa hai... Annalisa nahi...hai beta ..
Hemant- nai nai papa woh annalisa hai ...
Vasant-aeee gende... mein kya keh raha hon aur tu kya samjh raha hai...
Hemant- hawww(hemant starts doing hafu hafu and stumping his foot on ground)
Bhadresh- (sleepy) aeee hemant jaraa shaanti se kar meri nind bigad rahi hai...
Sharad-bhaiya realx realx ...logically mujeh hemant ki baat sahi lag rahi bhaiya ..dekhiye woh comssioner sweety singh ko monalisa kyu dekhne ko kahnege.. isse torture kaha hoga...yeh hemant kuch aur kehna chahta hai ...
Hemant haan papa wohi toh mein annalisa.. keh raha hoon..woh jo report aati hai. Uski...
Ronnie-(suddenly)(loudly) aeee mere ko patah hai man... hemant tum kya bolna chaha raha hai ...hemant tum analysis keh raha hai na...who analysis hai..
Hemant- heeein..
Ronnie- dekha... dekha.. mera hindi kitna kaam aaya...
Liza- Ronnie itna khush hone ka nahi man.. tumhara sirf ek baar hi kaam aaya hai... ab chalo chalo zyaada khush mat ho tum.. vasant bhai tum continue karo ...man
Ohja uncle- (laughs) areee baapre iska matalb sweety singh ka toh bahut bura haal hoga Ronnie tu samjha ke nahi...vasant ghoatala maan na padega kya paasa phenka hain tune...
Vasant- nai ohja uncle mere paas paasa kaha hai.. mein toh laaya bhi nahi hoon..sharad tere paas hai paasa..
Sharad-0(checking his pockets) nai bhaiya nahi hai shayad bag mein hoga...
Ohja uncle- areee ooo jhallaro... maareh kehne ka matalb hai ki kya idea socha hai.. isse toh sweety singh phat se dhoodh nikaalega who dono chor ko... hooon?
Vasant and sharad- hooon.
Ronnie-okay man chalo ab rakhta hai.. phir baat karte hai..
After the call...
Lajo- chalo yeh acha hua vasant bhai ne bahut hi acha idea socha hai...
Kuku enters ghotala house..and hears lajo ..
Kuku- konsa idea lajo ji?
All are surprised with kuku's question...
All stares her for a minute...
Kuku- areee kya hua aap sab mujeh ghur kar kyu dekh rahe kuch galat pucha mein ne?
Bhadresh- areee kukuji... who toh hum sab bas aise hi discuss kar rahe the...
Bhadresh stands up and asks kuku to sit ...
Bhairavi- haan aaye na kukuji baithye...
Bhavna aunty- (whisper) chakudi tu kya kuku ko baithne ko keh rahi... aur zyada bhaav mat de ..
Bhairavi- toh barobar...
Bhadresh- aree kitni pyaas lag rahi hogi... mein paani leke aata hoon...
Kuku- no no thank you its okay bhadreshji aap itni mehnat mat kijiye...
Bhadresh quickly seats besides kuku..
Bhavna aunty and others are surprised ... they give deadly glare to bhadresh.. he stands up and stands next to jacky...
kuku- kya hua vasant ji kya idea dekar gaye hai?
Hemant- kukuji papa ne idea diya hai ki mein aur bhiaravi didi sweety singh uncle ke thane ek do din ke liye rehne jaaye agar sweety singh uncle ne who do chor ko nahi pakda toh...
Kuku- (surprised) oh my god really??? (murmurres) bichare sweety singhji...
Liza- kya kaha sunnai nahi diya..
Kuku- who... kuch kuch nai mein toh bas soch rahi thi ki aise kaise chor hai jo pakde nahi jaa rahe..
Jacky- wohi toh bade shaatir chor hai...kukuji aap patah lagaa sakte hai?
Kuku-mein? Mein ? mein kaise patah lagaa sakti hoon?
Bhavna aunty- who kya hai na kukujii...ab jyada bholi banne ki jaroorat nahi hai.. hame patah hai kit um ek part time detective ho... aur pichli baar bhi tum aayi thi toh jasoosi karne aayi thi.. ab who hame kaise patah chala who baad mein batayenge
Varsha- (whispers) bhavna aunty aapko patah hai ki kuku jasoos hai?
Bhavna aunty- (whispers) pakka nahi patah hai mujeh aur jacky ko doubt hai uspe thode din se uspar nazar rakh rahe hai
Varsha- oh!!!..
Kuku- (in mind) oh god.. yeh sab inhe kaise patah..acha yahi hoga ki abhi inki baat maan loon.. phir patah karti hoon ki kaise patah chala unhe..(to bhavn aunty) dekhiye haan mein part time detective hoon toh patah karti hoon ki who chor ke barre mein...par aap please mujeh colony se mat nikaalye.
Liza- thik thik hum nahi nikaalenge ttumhe par tumko hamara kaam karna hoga.
Kuku okay..
After kuku leaves...
@ next day...
In police station...
Hemant and Bhairavi are chit chatting with jailers and criminals from outside...
Sweety Singh is weeping silently in corner..and his aids are trying to pacifying him...
Constable- nai sahab roye mat..areee ulta aaapka kaam Kam hojaayega...
Sweety singh- (crying)nai Pandey .. areee nai re mein issliye nahi to Raha hoon ki Bhairavi parjaai aur Hemant yaha aaye hai areee yeh toh khushi ke aasoon hai indono ke aane se Sab log thik se kaam karne Lage hai..
Pandey- Haan sahabji... Sab log har ek case Ko jaldi jaldi solve kar rahe hai...
Sweety singh- Haan chalo chalo Abhi woh do chor Ko pakdna hai warna mere par shaamat aajayegi...
Sweety Singh and constable Pandey leaves...
Here a criminal is crying and asks jailer to take away Hemant and Bhairavi.
Criminal- areee jailer Saheb mein Apne mummy ki Kasam khata hoon mein aajke baad kisi ladki Ko nahi chedunga ..saamne se jaake ISS seher ki saari ladkio Ko apni behen banaunga...raakhi bandhvaa UNGA..bas aAP Mujeh jaane do.
Jailer- nahi..tumhari Sajaa puri nahi Hui...
Criminal- areee Saheb bhaav kyu khaate ho..bas yeh lijiye aapka batwaa(taking out wallet from near bed ) bas yeh lijiye aapka batwaa mmujeh jaane do
Jailer-(checks his pocket) kya ..? Mera batwaa maar Liya ab toh aur ladi Sajaa milegi...
Jailer calls out to bhairavi and Hemant...
Jailer- Bhairavi bhabhi ...areee yeh waale bhai Sahab ne mera batwaa maar Liya AAP ..unhone samjhaaye ki Aisa nahi karna chahiye...
Bhairavi- kya batwaa maar Liya ..very bad... Very bad...aapko Aisa nahi karna chahi..chori karna paap hai... Areee acha kuch kaam dhandha kar lete ..mein aapko business ke tips deti hoon...sunn Lena ache se...
Hemant - Haan Haan ..aaghori karna paap hai bolo 10 Baar...
Criminal- ghori?? Aaghori kya hai ? Mein aaghori nahi hoon...
Hemant- hawww kitna jute Bolte hai uncle..
Criminal- hawww mein kaha jhut bol Raha hoon ...
Hemant-(starts to cry) Bhairavi...didi...Bhairavi didi unhone mera copy cat kiya... ..aaa ...aaa
Bhairavi gets angry...
Bhairavi- OOO criminal bhaisahab aapne mere bhai Ko kyu rulaaya kyu uska copy cat kiya...
Hemant starts to cry harder ..some havaldaars gather around Hemant asks him about what happened..
Bhairavi and Hemant narrates them the matter.
Other constables then start scolding that criminal...
Stay tuned to know more
63