Home ff part 19
At colony garden..
Bhavna was shocked.. on seeing the person...
Bhadresh- aur yeh hain mitesh sabse bada hain..
Person-( looking towards mitesh) aree tu toh bilkul apne papa pe gaya hain..
Though mitesh and pritesh didn't knew the person..but they didn't liked him ...
Bhavna thought...all these years she tried to keep away her past...from her family...and today her past was in front of her...
Bhavna holds bhairavi hands tightly...as she ..almost gets fainted..
Bhavna- ( holding bhairu hands) - chakudi...
Bhairavi - baa..aap thik toh hain..aap ander chaliye..baa..
Shanav sees and goes towards bhairavi to help her..
They were confused ...
Manav- bhairavi didi .bhavna kaki ko ander le chalte hain...mein aur sharad unhe leke aate hain..aap jald se jald ander jaaye..
Sharad- haan bhairavi didi.aap jaldi ander jaaye ...hum bhavna aunty ke saath aate hain. .
Bhavna- mein thik hoon manav aur sharad bas woh thode se chakkar aagaye the..
Sharad- bhadresh bhaiya aap doctor ko ...
Bhadresh and that person leaves for bhatt house without listening ...
Shanav and Bhavna were shocked...
Manav diverts topic...
Manav- nahi bhavna aunty aap. Thik nahi hain ..aapko kitni baar kaha hain ki apni sehat ka dhyan rakha kare par aap baat maanti nahi..kitni baar kaha ki Bhairavi didi pe na chilaaye aapka bp badh jaayega...par aap sunte nahi..
Pritesh mitesh and hemant follows shanav and Bhavna..
At bhatt house ,
Bhairavi gives water to bhavna ...and some medicine...
Varsha and lajo were present too...
Sharad contacts varsha ..
Hemant sees these and does heeein
Sharad - (in mind) bhabhi ..mujeh kuch gadbad lag rahi hain..kuch baat jaroor hain bhabhi...
Varsha- ( in mind) haan tu sahi keh raha hain.kuch gadbad lag rahi..kyuki aise insaan ki tabiyat kharab hojaana kisi ko dekh ke matalb kuch toh gadbad hain yaad hain humne aise hi dekha tha woh insaani movie...
Sharad- (in mind) haan haan bhabhi yaad aaya wohi movie na Jo humne megha ke saath dekhi thi aur woh movie dekh ke kitna ro rahi thi aur usko dekh ke mujeh bhi Rona aagaya tha...yayayayayayaya
Varsha-(in mind) sharad!!! yayayayaya karna bandh kar...vasant ki tarah tu kya baat ko ghumna start kar deta hain.. junior professor ghotala..
Sharad - (in mind) sorry ..sorry bhabhi woh thodi yaad aagayi megha ki...bhabhi mein Bhavna aunty ka Mann padhu ?
Varsha-(in mind) haan aur jaan ne ki koshish kar ki kon hain woh insaan hoon?
Sharad- -(in mind)hoon
Sharad tries to read bhavna aunty mind...
Bhavna- (in mind)( crying) kyu bhagwan kar rahe hain mere saath... aaj tak mein ne apne parivaar ko uss insaan..se
Sharad mind power contact tut jaata hain.
Sharad - kya???
All looks at sharad...
Manav- kya hua sharad..??
Hemant - heeein manav bhaiya woh chacha na aankhe bandh kar ke patah kar rahe...the..
Manav- hemant tum kya kehna chahte ho?
Before hemant could say further..
Varsha- aeee hemant...tu kya bol raha hain ... manav hemant ke kehne ka matalb tha ki.sharad soch raha hain ki achanak Bhavna aunty ko kya ho gaya ..Hai na sharad?
Sharad- haan ..haan ..bhabhi...
Bhavna- (in mind) nahi mein uss insaan ko apna ghar phir se barbaad nahi karne doongi...mein uss insaan ki parchai bhi apne parivaar pe nahi aane doongi...
Bhavna getting up from bed..
Bhairavi - baa aap kaha jaa rahi hain baa..
Lajo- bhavna bhabhi kaha jaa rahe ho rukiye..bhavna bhabhi...
Bhavna comes down and saw bhadresh and that old person chatting...
Bhavna - ( angrily) Niklo abhi mere ghar se nikalo...himmat kaise hui yaha aane ki...
Bhadresh - baa ..yeh tu kya bol rahi hain...yeh kahin nahi jaa rahe hain..Aaj se yeh yahi rahenge..yeh ghar inka bhi hain..
Bhavna - baba chup hojaa..tu jaanta nahi yeh insaan ko..issliye tu chup hojaa..aur yeh ghar inka nahi mera hain Tere dada ne mere naam kiya hain.. ..
Bhadresh - nahi yeh yahi rahenge..aur kahi nahi jaayenge yeh...
Bhavna- nahi yeh yahaa nahi rahenge (looking towards that old person ) aur aap yahaa kar rahe nikal jaaye mere ghar se abhi ke abhi...aapko aakhri baar keh rahi hoon nikal jaaye mere ghar aur wapas yaha aana bhi mat...
All these while ..lajo ,manav , ghotala's were shocked too..
Bhadresh looks towards them...
Bhadresh- yeh hamara ghar ka Mamla hain lajo kaki aur varsha ghotala toh aap sab please yaha se jaaye..
All were going when hemant whispers something to bhairavi...
Varsha - hemant beta chal...
All leaves..
Bhavna - baba tujeh Jo baate nahi patah uss mein bolne ki jaroorat nahi hain..mein ne kaha na yeh yahaa nahi rahenge...
Bhadresh - baa mujeh sab baat patah hain kab kya hua tha .. aur kya hua hain...
Person- ( acting ) baba rehne de mein chala jaata hoon ghar se mein Tere ghar ko todna nahi chahta..mein meri wajah se tujeh pareshan nahi karna chahta..
Bhadresh comes in words of that person and gets emotional..
Bhadresh - nahi papa... aap nahi jaayenge yahaa se mein aapko nahi jaane doonga aap nahi jaayenge..aap apne bte ki baat zaroor maanege...
Person- (in mind) yahi toh mein chahta hoon bhadresh.. mein ne kaha tha bhavna mein wapas aaunga aur badla loonga..toh..dekho Ab aage aage kya hota hain...
Bhavna- ( angry tone) bhadresh..mein ne kaha na yeh insaan yahaa nahi rahega...tu nahi jaanta iss ne kitna bada dhokha kiya hain mere saath..
Bhadresh - kisne kisse dhokha diya hain woh mujeh sab patah chal gaya baa. ...
At ohja house,
In kitchen...
Lajo tells what happened at bhatt house to ohja..Ohja uncle gets worried...
Manav- Maa batayein na woh insaan kon tha..aur kis baat ka jhgada ho raha hain waha Bhavna aunty ke ghar.
Lajo- (ignoring) taareh ko kitni baar kahu manav maareh ko patah nahi..woh insaan kon tha.. tu jaa yahaa se mujeh pareshan mat kar .
Manav- Maa mein kaha pareshan kar raha hoon. Mein sirf...
Ohja speaks In between..
Ohja- reee jhallar .. ..taareh ko baat samjh mein nahi aati ...kaha na lajo ne ke usse nahi patah aur na hi maareh ko patah hain...jaa Ab yaha se.apni exercise kar jaa.
.ohja pushes manav out of kitchen
Manav - areee par papa..aap mein ne subha hi exercise ki hain.
Ohja- reee jhallar!!! Apne papa ke saamne bolta hain ...kaha na jaa exercise karne jaa ...
Manav- jaa raha hoon ..jaa raha hoon...
Manav was shocked ..for few moments he didn't believe ..his dad was taking his ma side without any arguments...
In manav room..
Manav- kuch baat toh jaroor hain warna ma- papa aise kabhi koi baat nahi chupaate aur toh aur Aaj papa ne bina koi jhagda kiye ma ka saath diya...
At ghotala house...
Varsha tells everything to vasant that happened at bhatt house ...
Varsha -sharad..sharad..kaha hai niche aa ..jaldi...aa..
Sharad comes down doing yayayayayaya
Jacky - isse kya hogaya abhi toh thik tha aur abhi..
Vasant -aeee baniyan lehrana bandh kar ...baniyan...
Sharad- (looking towards vasant) yayaya..yayaya..(doing ishaara of coming down)yayaya...
Hemant- papa lagta hain megha chachi se baat karke aa rahe chacha...
Vasant- aeee baniyan lehrana bandh kar..sharad.. sharad...lehrana bandh kar aur bata kya hua ...
Sharad - ( sharmaoing)woh bhaiya kya hua na ki abhi mein ne abhi abhi megha se baat ki aur sab bataya woh patharwale bhagwan ki hint..aur abhi jo kuch hua woh sab bataya ..aur patah hain megha ne mujeh intelligent kaha aur logical ho aisa bhi 'Kahaa. Yayayayaya.
Vasant -(to varsha) yeh dekho sharad...ko mein puch kya raha hoon aur woh bata kya raha hain..
Vasant-- ooo hemant chacha mein ne tujeh yeh nahi pucha ki megha ne kya kaha..mein tujeh yeh puch raha hoon ki Bhavna aunty ka dimaag tune padha na uske baare mein puch raha hoon...
Sharad- ooo Bhaiya ,,yeh pucha tha aapne mujeh lagaa aapne megha ne kya kaha bola uske baare mein pucha...
Vasant- haan Ab samjhana tu ..toh bolna kya bhavna aunty kya soch rahe the..
Sharad- bhaiya , bhavna aunty yeh soch rahe the ki
" kyu bhagwan kar rahe hain mere saath... aaj tak mein ne apne parivaar ko uss insaan. ..se"
Vasant- yeh Jo bhi insaan hai..yeh toh pakka hain ki Bhavna aunty yeh insaan ko jaanti hain ..
Ab ek aur baat suno hum apne powers Ab tabhi use karenge jab hame bahut jaroorat.hogi..kyuki Ab khatra badhne wala hain ..varsha..
Varsha- vasant aap achanak aisa kya keh rahe hain. ?
Vasant- Aaj woh bair agents aaye the...woh karthik ke shop pe..jab hum waha se nikal rahe the..
Sharad- bhaiya kahi unki yaadaasht wapas toh nahi aagayi na ..bhaiya kya hua...waha.. shop pe..
Vasant - sharad hum woh karthik ke shop se nikal rahe the tab ..
.woh agents aaye the karthik ke dukaan par ..aur hum toh bahaar nikal gaye par woh log karthik se alien ke baare mein puch rahe the..
Sharad- bhaiya Ab hame aur sambhal ke rehna hoga..
Vasant- haan sharad...
Here at ohja house..
Manav was talking with karthik.. on phone
Manav- kya?? Karthik kahi woh agents ne tumhe pechan na toh nahi na
Karthik- nahi par mujeh dar hai ki kahin woh log wapas na aajaye..
Manav- karthik tumhe Ab alert rehna hoga..woh
.. woh agents ko jaanta hoon bahut hi shaatir hain.. woh agent q ko chodke dono agents x and agent z(imagine agent z as raju of khicdi serial) bahut hi khatarnaak hain ...
Karthik - haan manav ...tumne sahi kaha woh do agents se sambhal na hoga.. mujeh .
At bhatt house ..fight between bhavna and bhadresh was getting worse.
Bhairavi -(on verge of crying) mitesh pritesh ke papa baa sahi keh rahi hain aap baa ki baat par vishwas kijiye...mein jaanti hoon.baa aisa nahi kar sakti..
Bhadresh - bhairu tu abhi baa pe vishwas karti hain itna kuch patah chala phir bhi..tu baa ka paksh le rahi..hain...
Bhairavi - mitesh pritesh ke papa aap kyu inki baat mein rahe . Aap hi sochiye kya aap ko lagta hain baa dhokha degi kisiko?
At ghotala house. .
Manav - vasant bhaiya ..yeh insaan Jo koi bhi hain ..usse ma papa jaante hain ..
Vasant- kya??? Toh manav pucho na unse ki woh kon hain woh...
Manav- vasant bhaiya mein ne bahut pucha par ma ne toh baat taaldi ..
Varsha- haan toh ohja uncle se pucho na manav ?
Manav- varsha bhabhi papa ne Aaj toh ma ki side li woh bhi bina koi jhgada kiye aur toh aur jabarsdasti mujeh ghar ke bahaar bhej diya.
Vasant- kya..??? Ohja uncle ne lajo aunty ki side li??.I really don't believe this manav..
Manav- believe toh mujh bhi nahi ho raha vasant Bhaiya ..
Hemant -( doing hafu ,hafu) papa...papa..
Sharad- hemant kya hua tu ro kyu raha hai...hemant..
Vasant- hemant kya hua ..bolna kyu ro raha hain..
Hemant-( doing hafu hafu) papa.. bhairavi didi ka Phone aaya tha aur unhone kaha ki..bhavna aunty aur bhadresh uncle ke bich bahut ragda badh gaya hain... aur..bhavna aunty ne bhadresh uncle aur unke papa ko ghar chodne ko kaha hain.
Vasant - unke papa??
Hemant- haan papa bhairavi didi ne kaha ki woh uncle Jinki wajah se itna bada ragda hua woh bhadresh uncle ke papa hain. .
Sharad- yaani yeh bhavna aunty ke husband hain aur kahi yehi yeh woh insaan nahi Jinki tasvir humne kal dekhi thi kyuki tab bhi bhavna aunty ka behaviour change hogaya tha ..
Manav- haan sharad ..tum sahi keh rahe ho hume jald se jald se Bhavna aunty ke yahaa jaana hoga isse pehle ki jhagda aur bade.
Vasant- haan haan chalo..lekin ek min.. haan mein hemant ko samjha doon ...areee hemant ragda kya hota hain..haan woh ragda nahi jhagda hota hain.. jhadga ..
Hemant-nai nai papa woh ragda hota hain ragda.
Vasant - kya nai nai kar raha hain hemant..beta woh ragda nahi jhagda hota hain ...
Varsha- vasant aap kya yeh sab lekar abhi baithe gaye chaliye na...jaldi bhavna aunty ke yahaa..
Vasant - haan..haan chalo..aur hemant mere saath chal tu..
All in were going towards colony garden...
Shanav and Jacky were going..towads bhatt house followed by vasant and hemant .
Vasant- nai nai hemant aise nahi chalta.. manav isse samjhao na.aise nahi chalta...beta abhi kya ander sab ek dusre ko ragda maar rahe hoge kya aise chamch se..haan..
Manav- vasant bhaiya..vasant bhaiya aap baad mein apni paathshala mein padhna hemant ko abhi chaliye ...
Vasant - haan ...haan chalo ..aur hemant Ab finally mein bata raha hoon woh jhagda hota hain jhagda mein 'jh' hota hain aur ragda mein 'r' hota hain ..hoon?
Hemant- hoon
Sharad- offo. Ho bhaiya logically chaliye ander ...aap baad mein padhna hemant ko..
All enters bhatt house..
Colonywala tries to calm down matters between Bhavna and bhadresh...
Bhavna- thik hain baba tu unke saath rehna chahta hain toh thik hain. Ab tu aur yeh insaan abhi ke abhi mere ghar se nikal jaao.. agar tujeh unke saath hi rehna hain na toh thik hain abhi ke abhi mere ghar se nikalo...
All were shocked at bhavna's statement...
Edited by Krish58 - 9 years ago
258