Part.4
Karan - Hello Shubhankar..
Shubhankar - Namaste papa...
Karan - jeete raho... Shubhankar vo Armaan khush hain is rishte se... Riddhima ne kya kaha...
Shubhankar - vo bhi raazi hain papa...
Karan - ye toh bahut aachi baat hain beta...
Shubhankar - hain papa... par papa mera khayal se humein un dono ke liya ek meeting arrange kar deni chaiye... dono ek dusre ko jaanenge samjhenga...
Karan - hain ye sahi kaha tumne beta... mein aaj hi Riddhima beti ko chutti de deta hun... aur Armaan ko tum Riddhima na no send kar do.. dekhte hain tumhara bacha kya karta hain...
Shubhankar smiled knowing that what Armaan will do ...
Shubhankar - theek hain papa mein aabhi karta hun... aur hain papa aaj dinner ke liya dono ko bahar bhej dete hain ...
Karan - hain time saath mein spend karenga toh acha rahega... aur hum aaj hi pandit ji ko bula lete hain... dono ne hain toh kar hi di hain... Tum aur Keerti aa jana ghar aaj dinner par...
Shubhankar - ji papa .. hum aa jaenga...
After sometime...
Armaan's phone beep and he Opened his eyes..
Taking his iPhone in his hand saw there is Business Card (contact) which caused disturbance to his beautiful Imaginations...
He soon opened that and saw it was Riddhima's no attached with her photo with it... Armaan looked at it and smiled widely...
Armaan immediately saved the number in his Contact lists and then he debated with himself over to call her or not... would it be appropriate or not... but then thinking in positive way Armaan dialed her no...
But to his Disappointment she didn't responded the call...
While on other side...
After talking to Shubhankar Karan called Riddhima in his cabin... Riddhima went in Karan's cabin on his call leaving her phone in her cabin.
Riddhima - May i come in sir...
Karan - yes Riddhima aaoo..
Riddhima came in and thanked Karan...
Riddhima - sir aapne bulaya tha...
Karan - hain vo Riddhima aaj tumhe chutti mili hain meri side se...
Riddhima - par sir mein ne toh koi leave ke liya apply nahi kiya tha...
Karan *smiled - jaanta hun tumne nahi apply kiya par vo kya hain mujhe aabhi Mr.Shubhankar ke side se message mila hain ki koi kaam hain toh vo aapko ghar bula rahe the..
Riddhima *to herself - jeej...
Karan - kya hua Riddhima...
Riddhima - kuch nahi sir...
Karan - confused ho ki achanak kya hua...
Riddhima - ji sir... vo achanak se jeej ne...
Karan - confuse maat ho Riddhima... tumhare jeeja ji ne tumhe isliya bulaya hai taaki vo tumhe us ladke se milwa sake jiske sath tumhara rishta judne wala hain...
Riddhima - aapko kaise pata,
karna *smile and moving out of his chair moving towards Riddhima and putting his hand over her head - kyun ki mein hi us nalayak ladke ka father hun jisse tumhare rishta judne wala hain...
Riddhima looked at Karan shocked...
Riddhima - aap...
Karan - hain mein... aur mein bahut khush hun ki tumne hain kar di... jaanti ho mera nalayak beta ke liya tumse aachi jeevan sathi humein kahin nahi mil sakti thi.. aur phir mein hamesha se ek beti chahata tha par bhagwan ne ye wish bhi puri kar di tum jaise bahu milne wali hain jo meri beti se kaam nahi hain...
Riddhima - par sir.. mein...
Karan - sir nehi ... aab papa kehne ki adat dal lo beta... mein tumhe bahu ke hasiyat se toh launga par rahogi tum hamari beti baan kar...
Riddhima - par mujhe jeej ne bataya nahi na hi didi ne ki vo aap...
Karan - kyun ki mein ne hi mana kiya tha... mein jaanta hun tum kitni mehanati ho mein nahi chahata tha ki tum ye sun kar ki mera beta hain toh kisi pressure mein decision lo.. toh mein ne tab mana kar diya tha... par aab tumhe hain kar diya hain toh mein bahut khush hun... aur ek aur baat... tumhare Shubhankar bhaiya jisi papa kehte hain vo bhi mein hi hun...
Riddhima - kya... sach...
Karan nodded his head...
Riddhima - aap hi hain ... didi aapki bahut tarif karti hain.. aur mein bahut samay se milna chahati thi aapse...
Karan smiled... - lo toh aab mil lo... hahhaha
Riddhima - sir mein...
Karan - sir nahi... Aab bus papa... ya dad jo unhe suit kare...
Riddhima - ji si... i mean papa...
Karan - ye Hui na bata... chalo tum ghar jaao tumhare jeej tumhe aur mera nalayak beta ko milwa denga...
Riddhima nodded her head and then moved towards her cabin with a smile...
Reaching the cabin she was a couple of miss call from same unknown no. Riddhima thought for a while and then called back at the no..
Armaan who have thrown his phone carelessly somewhere on the bed Looked at his phone and seeing the caller his lips covered with a beautiful smile... Armaan received the call...
Riddhima - Hello...
Armaan - Hello Riddhima ji...
Riddhima - ji aap koun... mein ne pehchana nahi...
Armaan - VO mein... Armaan...
Riddhima - Armaan...!!!
Armaan - hmm...
Riddhima - aap... aap kaise hain...
Armaan - mein acha hun... aap...
Riddhima - mein bhi aachi hun... kuch kaam tha...
Armaan - ji vo mein soch raha tha ki kya hum kahin mil sakte hain...
Riddhima - ji...
Armaan - aapko kab free hongi jab aap kahein...
Riddhima - ji vo mein free hun...
Armaan - Great toh mein aapko pick kar lun Office se...
Riddhima - aap kyun taklif...
Armaan - nahi... is mein taklif kaise.. Mein 15 min mein aapko office ke parking mein milunga...
Riddhima - okay... mein aapko parking mein milungi...
Armaan - theek hain mein bus thodi der mein aaya... Good day... Riddhima...
Saying so Armaan disconnected the call...
Riddhima smiled after cutting the call... Thinking Armaan seems a good man from his talking ways...
After 5 min...
Armaan received a call from Shubhankar.
Shubhankar - Hello Armaan...
Armaan - ji bhaiya...
Shubhankar - bacha aap mujhe direct petter's Restro mein milo... Riddhima ko mein aapne sath hi le aaunga... theek hain na bacha...
Armaan - okay bhaiya jaise aap kaho... mein 10 min mein aapko Petter's Restro mein milta hun...
Shubhankar - dhayan se drive karna bacha...
Armaan *smile - ji bhaiya...
Shubhankar informed the same thing to Riddhima too... and asked her to meet him in the parking lot to which she agreed...
After Few Min Riddhima was about to move from her cabin collecting her stuffs.. When her mobile beeps... Indicating arrival of the message...
Riddhima opened the message before stepping out of the cabin.
---> Message.
Riddhima ji... aapko lena aapke jija ji aa rahe hain.
bhaiya ki call aai thi toh mein aapse petter's restro
mein hi milunga...
Armaan..
Riddhima Smile reading the Message... He really seems caring and great person at heart to her...
!()!()!()!()!()!()!()!()!()! !()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!
Riddhima was there in parking when a car came and stopped in-front of her and the door of Driver seat got opened. And Ridhima watched Shubhankar stepping down from the car and coming towards her he said...
Shubhankar - kaise hain meri angel...
Ridhima - mein aachi hun jeej. Aap kaise ho... Aur didi...
Shubhankar - hum dono bahut aache hain...
Shubhankar - Toh chalein... Raste mein baat karte hain...
Ridhima - Ji bilkul...
And soon both the jeej and saali where sitting in the car while Shubhankar was driving...
Shubhankar - So angel nervous...
Ridhima - A little... Pehli baar kaise se Is dhang se mil rahi hun...
Shubhankar - Hahahha I Know.. hota hain u know what armaan mein har vo cheej hain jo tu chahti hain par tujhe khud nahi pata ki tujhe kya kya chaiye aapne life partner mein... Bacha bahut hi aacha hain... Dikhne mein toh hero hai par Dil Toh uska Sona nahi Sone ki Godam (Storage House) hain...
Janti hain angel... Vo Jisse bhi pyaar karta hain ya jisse aapna maan leta hain toh uske liya vo kuch bhi karne ko taiyar rahta hain... Phir vo ye bhi nahi dikhta ki vo khud us baat se hurt hoga.. bus sane wale ki khushi chahata hain... aur sahi galat ki puri samajh hain bacha mein... vo dil se pura bacha hi hain... Jahan samjhdari ki baat aati hain toh usse jayada mature aur samjhdar bhi koi nahi hoga... bahar se toh thoda majbut dikhta hain... par dil se bahut hi naram hain vo.. aaj tak kisi ne usko kamjor padhte nahi dekha par u know Jaise har insaan ki life mein up down aate hain vaise hi uski life mein bhi aye the par vo kabhi tuta nahi...
Shubhankar - Janti ho angel... Vo aapni Life partner mein bus ek khubbi chahata hain...
Ridhima was listening all this while looking in her hands which were playing with the dupatta's Corner Since shubhankar have started saying about armaan...
Shubhankar who have been noticing ridhima all this while Driving... Looked at her and looking at her anxious face Shubhankar continued...
Shubhankar - Vo chahta hain ki uski Life partner aisi ho ki sab 2 hi pal mein pyaar karne lage.. aur jo usse samjhe aur Jisse vo bhi pura dil se samjh paye...
Ridhima smiled hearing all this... He surly seems Great Guy That came All of sudden in her life bringing New lights in her life... It's just her who has to open the door to let him enter with bright light then these partial lights coming from an open window...
!()!()!()!()!()!()!()!()!()! !()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!()!
Shubhankar and Ridhima enter the Petter's Restro...
They Saw Armaan Sitting in a corner table wearing a Black Jeans and white T-shirt with goggles and keys kept on the table beside him... And he was flipping the menu mindlessly... and was waiting for ridhima and shubhankar...
Shubhankar start walking with ridhima following him towards armaan. Meanwhile a worker approached armaan and asked him for the order. Armaan looked at the worker and spoke up.
Armaan - hey ... can I order after a moment my guests are coming...
Worker smiled at his gentle request...
Worker - sure sir... aapko jab bhi order karna ho tab bus awaz de Dena...
Armaan - sure buddy... Thank you...
And worker left from there with smile...On other hand ridhima have been observing this little scene with small smile...
And next moment shubhankar, ridhima reached near armaan.
Armaan looked towards them and stood up to greet them...
Armaan -hey bhaiya... and hugged shubhankar warmly from side.
And the acknowledging Ridhima's presence
Armaan - hello ridhima...
Ridhima - hi armaan ji ...
46