On the other hand sanyu too reached her home and was directly going to her room but her mom called her Anju: sanyu itni subah subah kaha se aa rahi ho bina kuch bataae hi chali gayi thi main pareshaan ho gayi thi beta
Sanyu: mom main is waqt koi baat nhi karna chaahti plz dont ask me anything main apne room me jaa rahi plz mujhe breakfast ke liye bhi mat bulaaiyega kisi ka bhi phone aae to kah dijiyega main ghar par nhi hoon
Anju understood that matter is serious cuz sanyu never asked her to lie anyone about her not being at home or something do she didnt asked anything further
Here sanyu reached her room and locked her room . And then she started crying bitterly and throwing her things
Teri khata hai mere jiya
Teri khataa hai mere jiya
Unpe bharosaa kyu tuune kiyaaa
Sanyu: sab meri galati hai meri hi galati hai sab (she shouted and throwed a nearby vase on the wall) mai hi bewakoof thi jo maine uspe bharosa kiya tha uska intezaar karti rahi maine soch bhi kaise liya k wo ek tainted ladki ko except karega
Sab jhute jhute waade the unkee
Chale piche piche aaya tu jinke
Wo piya aae na
Wooo wo piya aae
Sanyu:wo piyaar wo innocence sab jhut tha dikhawa tha sab (agai she shouted) wo bhi baaki mardo ki tarah hi hai jise sirf aurat ke jism se matlab hai aur kisi cheez se nhi wo toh kabhi mujhse pyaar karta hi nhi tha it was just lust o god how can I be that fool main us lust ko pyaar samajh baithi how could I how can I
She again started crying bitterly and fell on her knees
Ab sabhi un khwaabon ki tu dagar chhod dee
Ab sabhi un khwaabon ko tu khud hi tod de
Wo piya aae na
Wooo wo piya na
Hooo wo piya na
Harr khata ki hoti hai koi na koi wajahhh
Gham likhe ho kismat me ban hi jaati sazaa
Ab chalo hum dheere dheere sambhal se gaye
Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye
Wo piya aae na
Wooo piya aae na
Hooo piya naaa
Sanyu: thanku mr shekhawat thanku so much to break me again thanku mujhe sur pstthar dil banane k liye
She calmed herself and eiped her tears .
Is baar main kamzor nhi padne waali suna tumne rd iss baar main kamzor nhi padungi is baar mujhe tum to kya khud bhagwaan bhi nhi tod sakte tumne mere dil me jo nafrat ki aag jalaayi hai na wo main kisi bhi haalat mein nhi bujhne dungi I hate u RSS I hate u to core of my heart
Again she bent down crying
Sanyu: I hate u (she whispered ) nafrat bhi to nhi kar paa rahi tumse why why me why did u do this to me
Then her mom entered her room and got panicked seeing her daughters condition
Anju:sanyu (she ran towards her and hugged her) beta kya haal bana rakha h apna get up and sit here cmon sit here
With great difficulty she made her sit on the bed
She was hell worried for sanyu as after that incident she had never seen sanyukta this much vulnerable. The sanyukta who had emotions who felt pain who used to love was lost somewhere after that incident she became someone who knew only about responsibilities , who dont possess any emotions neither pain nothing only emotion inside her was anger. But today anju was facing the old sanyu who really needs her now
Anju :shhh shaant ho jao beta bataao kya baat h
Sanyu:why me maa why me kya main itni buri hoo that no one loves me humesha main hi kyu in sab se guzarti hu why I m always rejected
Anju:nhi beta kisne kaha tu buri h tu to kitni acchi h aur kaun kehta h koi tujhse pyaar nhi karta mai hu na aur angel bhi hum sab tujhse pyaar karte h
Sanyu: then why dont he loves me ma
Then she realised what she said and then she got up and was going to leave but anju stopped her and said
Anju: tu rd ki baat kar rahi h na beta
Sanyu :maa aapko pata tha
Anju: I m sorry beta but mujhe uske baare me pata tha mujhe ye bhi pata h k aaj tu usse hi milne gayi thi
Sanyu: par kaise
Anju:teri maa sirf kehne k liye hi nhi hu tujhe kya laga mujhe meri beti ki koi khabar nhi rehti wo kaha jaati h kisse milti h mujhe kal hi pata chal gaya tha k rd hi eo ladka h jiske baare me tune mujhe bataya tha tu mujhse zyaada der tak kuch chhupa nhi sakti aur ye baat tu bhi jaanti h
Now sanyu couldnt control her tears and hugged her mom tightly
Sanyu (sobbing): wo bhi un hi logo ki tarah nikla maa he too rejected me he too thinks I m tainted mere saath jo hua usme meri kya galati thi maa . Pehle uncle phir mere frnds phir rd sab ne mujhe reject kiya only cuz I was raped. Jab mujhe un sab ki zaroorat thi tab un sab ne mujhe chhod diya uncle jo mujhe apni beti maante the he left me cuz of his son even after knowing his son was at fault he was at his side , my frnds huh unhe wujhse zyaada unki reputation pyaari thi unki reputationkharaab ho jaati agar wo mere saath hang out karte yaa baat bhi karteceven mere best frnds tak ne mera saath nhi diya . College mei sab mujhpe gande gande comments maarte the , mujhe lustful eyes se dekhte the but no one stood with me . And rd jisse main bina kisi condition k pyaar karti thi jispar maine bharosa kiya he too left me cuz I m used . Where am I at fault maa mere kapde ya mera open behaviour kya in sab ki wajah se mere saath ye hua. Jab bhi aisa kisi bhi ladki k saath hota h log use hi kyu blame karte h jaise k hum chaahte h k humaare saath ye sab ho . Kya hum apni marzi k kapde bhi nhi pehen sakte aajkal to 5 saal ki bacchi ko bhi ye jaanwar nhi chhodte use to na behave karne ki samajh h na kapde pehenne ki to uske saath aisa kyu hota h . Kya kisi ladki ka open behaviour h iska mtlb ye h ki wo easily available h.
Kya hum kewal use hone k liye hi bane aisi duniya dekhne se to paida hote hi mar jaana accha h.
Anju was numb she didnt had answer to her questions she knew she was letting out her frustrations her insecurities through her questions.
Sanyu: bas maa ab main aur kamzor nhi padungi . Main use khud ko affect nhi karne dungi. Jaanti hu usse nafrat nhi kar sakti par main usse pyaar bhi nhi kar sakti . He doesnt mean anything to me now. Now he will face a stronger sanyukta who wont give a damn to him
Anju: agar wo tujhe accept karle to
Sanyu: mujhe uski sympathy ki koi zaroorat nhi h ma uske bina bhi aajtak jeeti aai hu aur aage bhi jee lungi par ab wo chaahe jo karle he cant get me
On the other han renuka has called rd in the hotel
RD : hey mom aapne abhi kyu call kiya sab thik to h na aapki tabiyat to thik h phir se attack aaya kya
RM : sab thik h beta main bhi thik hu bas yu hi call kiya waise baat kya h u seem to be upset
RD : mom dr. Sanyukta hi wo h
RM : Wow thats great to isme upset hone waali kya baat h
Rd explained her everything sanyu has told him.
RM : main jaanti thi iss baare mein ab tum bataao are u ready to accept her
RD : What aap iss baare mein jaanti thi then why didnt u told me?
RM : usne tumhe mana kiya tha use dhoondhne se mujhe nhi maine uske baare mein sab pata lagaaya uske saath jo hua uss baare mein bhi main chaahti thi k tum use khud face karo apni galati realize karo thats why maine apni tabiyat kharaab hone ka naatak karke tumhe waha bheja
RD : what aapne apni tabiyat k baare me jhut kaha
RM : ha beta I m sorry but I didnt had option main jo chaahti thi uske liye mujhe yeh karna pada . Now u answer my question r u ready to accept her , see agar tum yeh soch rahe ho k will I accept her or not then let me tell u I dont hv any problem with that she was not at fault and if u cant accept her then again I dont hv any problem cuz I can understand use accept kar pana tumhaare liye mushkil hoga I mean wo kabhi tumhe us tarah se accept kar paaegi ya nhi ye kehna mushkil h wo jis daur se guzri h shaayad hi eo tumpar completely trust kar paae . Future mein in sab ki wajah se tum logo ko kaafi problems face karne pad sakte h as uski insecurities ki wajah se se ye lag sakta h k tum uspar ehsaan kar rahe ho. Isiliye main chaahti thi k tum usse face to face milo so that tum decide kar lo whether u will be able to handle all this or not and also tum ye realize karlo k tumhaara pyaar itna mazboot h k use uski insecurities aur un sab se jinse wo guzri h usse baahar nikal paaega ya nhi . Isse tum apni aage ki life bhi acche se spend kar paate uske bina ya uske saath.
RD : mom uske bina ab apni life to main spend karne ki soch bhi nhi sakta meri life me agar koi aaega to sirf wo or else no one maine kabhi use accept karne se inkaar nhi kiya mom meri zaroorate mere liye usse important nhi h uska intezaar tab bhi mai kar sakta tha aur asj bhi kar sakta hu aur ab to wo atleast mere saath rahegi na
RM : I knew it beta mera beta itna kamzor nhi h k in sab wajaho se wo kisise pyaar karna chhor de
RD : yes mom but I dunno wo aaj kewal apni story bata k chupchaap chali gayi kahi wo ye to nhi soch rahi na k main bhi unlogi ki tarah hu mujhe usse milkar sab clear karna hoga I will hv win her heart again
RD : get ready miss aggarwal I m coming to get u
HEYA GUYS I M REALLY VERY SORRY FOR THE DELAY I WAS HAVING PROBLEM WITH FUTURE STORY BUT NEXT UPDATE MEIN ITNA DELAY NHI HOGA CUZ I HV SOME IDEA IN MY MIND . I HOPE U LIKE THIS UPDATE TOO PLZ LEAVE UR FEEDBACKS .