ARFF Kaisa Yeh Pyaar Hai..(Completed)

desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#1
Heyy guyss...!! i m back with another fanfiction written by Anika..!!
Its for both kash & kajen fans..!! hope u will like it..!!
INDEX
.part 1 : page 1
.part 2 :page 1
. part 3: page 2
part 3-4 : page 3
Part 6-8 : page 4
. Part 9 : page 6
. part 10 : page 12
Part 11-12 : page 18
PART 13-14 : PAGE 20
PART 15-16 :Page 23
PART 17-18: PAGE 26
PM BOX : PAGE 26
part 19-20: page 30
PART 21-23 : PAGE 33
PART 24-27 : PAGE 37

so here is the trailor & Part 1...!!



TRAILOR

Armaan - kisi ne kaha hai..hum jeete ek baar hai..marte bhi ek baar hai..aur PYAAR vo bhi ek baar hi hota hai...Aur yeh pyaar to mujhe tumse hogya hai shilpa ab yeh pyaar dobara kisise nhi ho sakta... ...i love you..Shilpa...

Shilpa - I love you 2 armaan. ..aaj hamara roka hai...aur aaj hum hamesha ke liye ek bandhan me band chuke hai...ab hume koi nhi juda kar sakta hai..koi bhi nhi...

1 YEAR LATER

Armaan- I LOVE YOU RIDDHIMA GUPTA...I LOVE YOU...me tumse boht pyaar karta hu...boht zyada...

Riddhima- I love you 2 armaan... Pta nhi kab kaise...but I love you

PART 1

( shashank aur padma gupta house me enter hote hai..padma saari decoration dekhkar confuse ho jaati hai..)
Padma- yeh kya shashank...sab jagah orchids hi orchids...
Shashank- or kya padma...tum jaanti nhi ho tumhari beti SHILPA ko orchids kitne pasand hai...
Padma-ha..me jaanti hu...par kya tum bhool gaye..ki yeh sirf shilpa ka hi roka nhi hai...armaan ka bhi hai...uski bhi to kuch pasand honi chahiye na...
Shashank- ha mujhe pta hai...par yeh sab armaan ke kehne par hi hua hai...vo chahta hai...ki sab shilpa ki pasand ka ho vo yeh din uske liye special banana chahta hai...
Padma- kitni khushnaseeb hai na hamari shilpa...armaan usse kitna pyaar karta hai...
Shahank- vese armaan bhi kuch kam khushnaseeb nhi hai...hamari shilpa bhi to usse kitna pyaar karti hai...mene to soch liya hai...ab jab inka medical college khatam ho hi gaya hai...ab inki sanjeevni me internship start ho jayegi...aaj roka kar lete hai...kuch din baad sagaai..phir kuch mahino baad...shilpa aur armaan ki shaadi kar denge...aur mene to soch liya hai...ki shilpa ki shaadi me bhi...orchids hi honge...kyuki shilpa ko orchids boht pasand hai...
Padma(emotional ho jaati hai)- orchids to use bhi boht pasand the...shashank..agar aaj vo yha hoti to meri life bilkul perfect hoti...tumhe yaad hai shilpa aur use hamesha ek hi chiz pasand aati thi aur dono kitna lada karti thi...haina...
Shashank- padma...please sambhalo...apne aapko aur ab past ke baare me sochne ka koi matlab nhi hai...hum to yeh bhi nhi jaante hai...ki vo kaisi hai kha hai... zinda hai..ya...
Padma- nhi shashank aisa mat kaho...please ...
Shashank- hmmm...Pehle tum rona band karo agar shilpa aur anjali ne dekh liya na...
Padma- hmmm..acha shilpa kha hai ...mujhe usse baat karni hai...
Shashank- kya baat karni hai...
Padma- yeh maa beti ke beech ki baat hai..acha chlo ab jaao...tayyariya dekho armaan abhi kuch hi ghanto me aa jayega...
(yeh kehkar padma shilpa ke room me jaati hai..vha pehle se hi anjali muskaan hoti hai...)
Anjali- kya baat hai..meri choti behen aaj to boht khoobsurat lag rahi hai..
Muskaan- armaan to.ise dekhkar faint hi ho jayega...
(padma piche se kehti hai..)
Padma- or kya.. Meri beti hai hi itni sundar...kyu shilpa
(shilpa bludh karti hai..)
Muskaan- ha dekhiye na..aunty shilpa blush kar rhi. Hai...dekhlo.humne kha hai..to.itni laal.ho gyi.hai..agar armaam yeh baat kahega to...yeh to puri tamatar hi ban jayengi...
Padma- acha.. Chlo...ab tum dono meri beti ko.chidaana band karo aur anjali...yeh atul kha hai...itni tayyariya karni hai..aur tumhara mangetar abhi tak nhi aaya...
Anjali- mom...aap mere atul ko yha..kaam karne ke liye.bulaogi...?
Padma- are is ghar ka hone waala damaad hai...itna to karna hi chahiye...na...
Anjali- ok..ok...me abhi phone karti hu...vo sayad rahul ke saath hi aa rha tha...me phone karkr pta karti hu kha tak pohche...(padma vhase chali jaati hai.)
Muskaan- anjali.. Tu ruk na...me rahul ko...i mean atul ko phone karkar pta karti hu vo kha tak pohche ok...
Anjali- ohh...tu atul ke bare me pta karne ke liye phone kar rahi hai...ya rahul ke liye...
Muskaan- pagal..hai me use kyu phone karungi...
Shilpa - bas kar muskaan..hame sab pta hai...paas hota hai vo to ladti rehti hai..aur agar pass nhi hota to usi ko dhoondti rehti...hai..pyaar karti hai to bta kyu nhi deti..
Muskaan- pagal hai..kya khi usne na kardi to..me to tut hi jaungi...me usse nhi keh sakti...
Anjali- are don't worry vo na nhi kahega..i think vo bhi tujhse pyar karta hai..
Muskaan- sach..? Tujhe kaise pta?
Shilpa- kyuki humne dekha hai..use tujhe chup chupke dekhte huye..jab tu class me pad rahi hoti thi na...to vo tujhe.chupkar.dehta tha...jiska matlab hai vo bhi tujhe pasand karta hai...
(tabhi vo window.se rahul,atul ko enter hote huye dekhte hai muskaan rahul ko dekhkar kehti hai...
Muskaan- pasand karta hai to ladta kyu hai..?
Anjali- apna pyaar chupaane ke liye...jaise tu karti hai..
Muskaan- acha... Ab tum dono chup kro or shilpa aaj sagaai teri hai..tu armaan aur apne baare me.soch...vese hai kha tera hero...nazar nhi aa rha rahul atul to aa gaye..jiska roka hai vhi gayab hai..tu use phone kar hum niche hai...chal anji...
(muskaan anjali ko lekar niche chali jaati hai...shilpa armaan ko phone karti hai..armaan phone pick karta hai..)
Shilpa- hello...armaan kha ho tum...sab tumhara kabse wait kar rahe hai...
Armaan- jhut kyu bolti ho madam...yeh kyu nhi kehti ki tum mera kabse wait kar rahi ho..
Shilpa- ok f9...me tumhara kabse wait kar rahi hu... Tumhe pta hai..me puri tayyar hokar tumhara kabse wait kar rahi..hu..aur tum abhi tak nhi aaye...tum ho kha...
Armaan- are..yaar saans to lelo...or madam me bhi tayyar hu..aur bas gaari me bethme hi jaa rha hu..aur agle 15 mint me ...me tumhare paas hunga..
Shilpa- promise na...
Armaan- pakka wala promise aur tumhe pta hai na...tumhara armaan kabhi tumhe diya hua promise nhi.todta hai...
Shilpa- hmm vo to hai..armaan hamari shaadi ke baad bhi tum mujhse aise hi pyaar karoge..na..
Armaan-are jab tak meri saanse chalegi na..me sirf aur sirf tumse pyaar karunga..ab phone rakho..kyuki mujhe apna promise nibhaana hai..aur 15 mint me vha pohchna hai...bye..
Shilpa- bye...

1HOUR LATER

(sab gupta house me pareshaan hote hai aur shilpa ro rhi hoti..hai..)
Shilpa- papa pta nhi armaan kha hoga usne mujhse promise kiya tha..ki vo 15 mint me pohchega..aur ab pura 1 ghanta ho.chuka hai..abhi tak armaan nhi aaya papa kuch kariye na..
Padma- shilpa.. Beta shant hoja...armaan bas aata hi hoga..traffic me phas gaya hoga...
(tabhi shilpa ka phone ring hota hai.. Vo dekhti hai..to armaan ka call hota hai..vo khush ho jaati hai...)
Shilpa- hello...armaan kha ho tum me kabse wait kar rhi hu...tumne mujhse promise kiya tha...aur..t..(isse pehle shilpa kich bolti... Dusri side se koi aur aadmi kehta hai..)
Man- hello...madam dekhiye me inpector bol rha hu...yha gaadi k paas hume yeh mobile mila jisme last call aapki thi..dekhiye yha mg road par is gaadi ka boht bura accident hua..hai...aap please yha aa jaiyye...
(shilpa yeh sunkar shock ho jaati hai..aur uske haath se mobile niche sofe par gir jaata hai...)...!!! thanku and do tell me how u like it..!!
Edited by desire_nikki - 10 years ago

Created

Last reply

Replies

247

Views

33.5k

Users

36

Likes

572

Frequent Posters

sweetgirl555 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 11 years ago
#2
Nice part nd concept
Cont soon
desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#3

Originally posted by: sweetgirl555

Nice part nd concept
Cont soon


thanku nd will continue soon...!!
tc.!😊
desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#4

Originally posted by: sara.dmg

nice concept
continue soon


thanku...!!
will post soon...!!😊
tc..!!😊
sara.dmg thumbnail
12th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 11 years ago
#5

Originally posted by: desire_nikki



<font face="Geneva, Arial, Helvetica, sans-serif" size="4">thanku...!!</font>
<font face="Geneva, Arial, Helvetica, sans-serif" size="4">will post soon...!!😊</font>
<font face="Geneva, Arial, Helvetica, sans-serif" size="4">tc..!!😊</font>


I'll be waiting
desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#6
Part2



(shilpa yeh sunkar shock ho jaati hai..aur uske haath se mobile niche sofe par gir jaata hai... Sab shilpa ko aise dekhkr shock hote hai...aur puchte hai...)

Rahul- shilpa kya hua armaan ka phone tha... Na kya kha usne. Shilpa...

(shilpa kuch jawaab nhi deti hai to rahul sofe par gira phone uthakar baat karta hai.aur dusri side se sunkar vo bhi shock ho jaata hai aur sabko batata hai...)

Rahul- armaan..vo...armaan .ka accident ho gya hai...

(sab yeh sunkar boht shock ho jate hai...)

Rahul- hume abhi mg road pohchna hai...

Shashank- ha...chlo...

Atul- sir me gadi niklta hu...

(shilpa shock se bahar akar kehti hai...)

Shilpa- papa me bhi chlungi aapke saath...mujhe bhi armaan se milna hai..pta nhi kaisa hoga woh chliye...

Shashank- par..beta..

Padma- nhi sashank... Shilpa shi keh rhi hai.. Shilpa bhi tum logo ke saath jayegi...

(sab gaadi me bethkar mg road pohchta hai...aur vha police ko dekhkar shilpa unke paas jaati hai..sab shilpa ke piche jaate hai.)

Shilpa- inspector...armaan mera armaan kha hai..vo btaiye na..kha hai vo...

Inspector- koun armaan madam ji...aap ho koun...

Atul- sir aapne...phone kiya tha..na...vo..armaan ki gadi ka accident..

Inspector- ohhh...to aap us car ke relatives hai...i am sorry par mujhe nhi lagta ki us car me jo bhi hoga vo bacha hoga...aap khud hi dekh lijiye gaadi ki haalat khai me gir chuki hai..puri tarha damage ho chuki hai gaadi... To us insaan ki kya haalat hogi...

Shilpa(rote huye chillati hai.)- yeh kya keh rhe hai..aap... Aap hote koun hai aisa kehne wale...mere armaan ko kuch nhi ho sakta samjhe aap kuch nhi ho sakta.

(shashank shilpa ko sambhalta hai..)

Shashank- shilpa beta sambhal apne aapko...

Shilpa- par papa aap dekhiye na...yeh kya keh rhe hai..armaan ko kuch nhi ho sakta papa...use kuch nhi ho sakta...na

Shanshank- ha beta use kuch nhi hoga...(phir inpector ki taraf dekhte huye..)inspector aap zra mere saath side me ayenge...(atul se kehta hai)atul tum shilpa ko smabhalo...

(atul shilpa ko sambhalta hai...aur shashank aur rahul inpector ko side me lekar jaakar kehte hai..)

Shashank- inspector aap please dekhiye na..armaan vhi hoga...

Inspector- dekhiye sir humne vha apni puri team bheji thi...vha koi insaan nhi mila...aur me to aapse kehta hu...itni umeed mat rakhiye...itni gehri khayi me gaadi giri hai...gaari ki itni buri halat ho gyi hai...jal ke raakh ho chuki hai..yeh car...aur vese bhi hum yha adhe ghante pehle hi pohche hai...aur yeh accident pure dedh ghante pehle hua tha...vo jo bhi insaan tha uski laash to jal ke raakh ban chuki hogi ab tak...tabhi to koi laash nhi mili hai...

(yeh sunkar rahul aur shashank ki ankhon me aansu aa jaate hai...is baat se anjaan ki shilpa bhi vhi khadi unki baate sun rhi hai..shilpa yeh sunkar zor se rone lagti hai..aur vhi zameen par beth jati hai..aur rote huye kehti hai..)

Shilpa- nhiii...aisa nhi ho skaa hai...armaan ne mujhse promise kiya ta vo ayega...vo mujhe chodkar nhi jaa sakta hai...armaaannn...please..vapas aa jao..armaan me tumhare bina nhi jee sakti please vapas aa jao...armaaan...

In city hospital Mumbai

(stretcher par armaan ko ek uncle lekar aate hai...aur doctors armaan ko Operation Theatre me lejaate hai... 2 ghante baad Operation theatre se ek doctor bahar aata hai...aur kehta hai..)

Doctor- dekhiye operation succesfull hua..ab unki jaan ko koi khatra nhi hai..par unke sir me chot ki wajah se abhi kuch nhi keh sakte..hai...vese aap unke kya lagte hai...

Uncle- ji me..to koi nhi lagta..mujhe is ladke ki gaadi khaayi me latki huyi mili thi mene kisi tarha is ladke ko gaadi se baahar nikal liya par iski gaadi vhi khayi me gir gyi...isko boht chot lagi thi to me is ladke ko yhi liyaya...

Doctor- ohh matlab aap inke koi.relative nhi hai... Its okay...aap jaa sakte hai...aap fikr mat kariye..inka ilaaj boht acchi tarah hoga..hamare hospital me free service.. Hai...

Uncle- ok doctor..mene to insaaniyat ke naate is ladke ki madad ki... Me chalta hu...

5hours later in hospital

(armaan ko hosh aa jaata hai...doctors armaan ke paas aate hai.)

Armaan- me yhaa..hospital me kaise...

Doctor- aap bilkul tension mat lijiye vo aap ka accident hua tha..

Armaan- kya accident..

Doctor - ha.. Par ab aap bilkul thik hai...ab me aap se kuch sawaal puchunga...aap uske jawab dijiye..ha to pehla sawaal..aapka naam kya hai..

Armaan- armaan..

Doctor- aapki birth place

Armaan- Delhi

Doctor- aapki age

Armaan-21

Doctor - ye kounsa year chal raha hai..

Armaan- 2012

Doctor( kuch sochte huye..) ok...
Dekhiye armaan me ab jo aapko btaane jaa rha hu..aap use sunkar bilkul hyper nhi hona...ye 2012 nhi 2014 hai...

Armaan- what? How can be it possible...i mean...

Doctor- hyper mat hoye aap..me sab btata hu...aap accident ki wajah se sab bhool chuke hai..aap apni zindagi ke 2 saal bhool.chuke hai...

Armaan- but...aisa kaise ho sakta hai..mai..

Doctor- dekhiye armaan ab jo hona tha vo ho chuka hai...ab aaap apni zindagi ki nyi shuruwaat kijiye...aapke koi relatives ho jinhe me phone karkar aapke baare me btau..

Armaan- nhi doctor... Me delhi me orpphanage me bda hua hu...aur vhi meri dad ki propertys hai...kya me vapas delhi jaa sakta hu...

Doctor - ofcourse...but I suggest aap do din yhi rest kare...

Armaan- ji doctor...

After 2 days

(shashank aur padma shilpa ko shoondte huye terrace ki taraf aate hai..aur dekhte hai..shilpa armaan ko yaad karkar ro rahi hoti hai..)

Shashank- kya halat bnali hai shilpa ne apni...hume kuch karna hoga...

Padma- ha shashank...me ise aise nhi dekh sakti hu...ek ko kho chuki hu..ab mujhme itni himmat nhi hai...ki me shilpa ko khodu...

Shashank- me usse baat karunga...padma..par abhi nhi..kal subah baat karenge...

(vo dono vha se chale jaate hai)

Shilpa (rote huye kehti hai...)- armaan mujhe yakeen hai tumhe kuch nhi hua hai...please vapas aa jao mere paas.. Pta nhi kyu aisa lag rha hai...tum mujhse door ho rhe ho...

IN MUMBAI AIRPORT

(armaan plane me bethta hai..aur plane take off ho jaata hai...armaan kehta hai..)

Armaan- I AM COMING BACK DELHI...

PRECAP- ARMAAN RIDDHIMA FIRST MEET

Thanku & do leave ur comments...
Love Nikita,,...<3
desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#7

m Glad u liked it...!!!
thanku.!
tc..!!
desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#8

Thanku di..!! 😊
take care..!
desire_nikki thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 4
Posted: 11 years ago
#9


Part3

(armaan delhi airport se bahar nikalta hai..)
Armaan- finally pohch gya delhi...thankgod...sabse pehle orphanage jaakar aunty se milta hu...

(armaan orphanage pohchta hai...aur dekhta hai..ek lady baccho ko padha rhi hoti hai...armaan use awaaz deta hai)
Armaan(smile karte huye..) - miss briganza...
(miss briganza armaan ki taraf dekhti hai..aur khush hokaar armaan ki taraf badti hai..)
Briganza- armaan...my.child...tum aa gye...mumbai se..par mumbai jaakar to tum mujhe bhool hi gaye the pichle 2 saalo me na koi phone kiya...
Armaan- I am sorry miss..miss me mumbai gya kyu tha...
Briganza- naughty boy...mazaak karne ki aadat abhi bhi nhi gayi na...hmmm...humse puchte ho mumbai kyu gaye the...
Armaan- seriously miss briganza..actually..mera memory loss hua hai..mujhe pichle2 saalo ka kuch bhi yaad nhi hai...
Briganza- what?? Oh my child I am sorry...but iska matlab tum apni puri studys bhi bhool ho...
Armaan- studies..
Briganza- ya ...tum mumbai medical studies ke liye gye the..kya tum sab bhool gye...
Armaan- really..? Me to.sab bhul gya hu..iska matlab mujhe phir se medical college join karna padega...
Briganza- ya child...vese bhi tumhari age abhi itni nhi hai..you can ..tumhari mom dad ka sapna tha tumhe doctor bante huye dekhna vo to ab yha hai nhi...tumhe unka sapna pura karna chahiye...
Armaan- offcourse miss I will but is baar yhi delhi me..miss jab tak mujhe kisi college me admission nhi mil jaata can I stay here...actaully admission milte hi me hostel me shift ho jaunga..
Briganza- ya..sure child..yeh bhi tumhara hi home hai..

Next Morning

(armaan bhaagte huye miss briganza ke paas aata hai aur unhe hug kar leta hai..)
Briganza- are..kya baat hai...aaj boht happy lag rhe ho..
Armaan- happy hone ki baat hai miss... Mera admission ho gya hai..aur aapko pta hai kha..delhi ke sabse bade medical college me..sanjeevni medical college.. Aur me abhi yha se shift kar rha hu... College hostel me bhi mujhe room mil gya hai...vese aapko.btadu...us hostel me.girls.bhi.hongi...mze ayenge..
Briganza- naughty boy..tum abhi bhi nhi sudhre na..
Armaan- sorry miss is baat pe me sudharna bhi nhi chahta hu... chlo mujhe ab jaana..hai..bye
Brigamza - bye...
(armaan apna.saara samaan lekar hostel aata hai...vha receptionist kisi se phone par chilla raha hota hai..)
Receptionist - are bhai...4 rooms khaali.hai..abhi..kya hua sunai nhi de raha me..keh rha hu..4 rooms khaali.hai..4..
(armaan ko dekhkar vo phone apne kaan par lagaye huye hi armaan se puchta hai)
Receptionist- ha..bolo kya kaam hai..
Armaan - mera room no. kounsa hai...
Receptionists- nam btao naam...(phone parr )are nhi tumse nhi keh rha..
Armaan- armaan malik
(receptionist. Armaan ka room no dhoondkta hai or vo dekhta hai..ki room no 328 hai...usse kehta hai..)
Receptionist - 32(par usse pehle hi phone par chillane lagta hai..)4...4 ...
(armaan 324 samjhkar vha se chala jaata hai..aur vo receptionist phone par hi bolta rehta hai...armaan 324 room me enter hota hai..aur dekhta hai..vha pehle.se hi kisi ka bag rakha hota hai...)
Armaan- are mujhe to lga single room hoga yha to pehle.se hi kisi ka bag hai...chl me bhi fresh ho leta hu...
(armaan bathroom ka door kholne hi.wala hota hai...ki bathroom ka door andar se khud hi khul jaata hai armaan ki taraf...aur armaan neeche zameen par gir jaata hai...andar se jisne door khola hota hai..vo bhi armaan ki legs se atakkar armaan ke upar gir jaati hai...vo dono ek dusre ki ankho me dekhte rehte hai...phir kuch der baad dono uthte hai..aur vo ladki armaan par gussa hoti hai..)
Girl- how dare you...tumhari himmat kaise huyi mere room me aane ki tum jaante nhi ho me koun hu...yha india me yeh sab hota hai..kya...dekho me london se aayi hu iska matlab yeh nhi hai...ki me koi aisi vaisi ladki hu smjhe..
Armaan- oh.. Hello mis london return...yeh tumhara room nhi hai..yeh mera room hai..samjhi...
Girl- what.. Dimaag kharab ho gya hai kya tumhara.. Yeh mere room hai..niklo yha se...
Armaan- me kyu jaau..dekho tum ladki ho...isliye araam se keh rha hu...yeh mera room hai..
(yeh kehkar armaan bed par let jaata hai)
Girl- oye hello mr. Kya mera mera lga rakha hai...aur mere bed se niche utro..abhiii...
Armaan- nhi utrumga..kya karlogi.
Girl- abhi btati hu... Kya kar sakti hu me..(vo ladki chillane lagti hai.)
Watchman...watchman...
( armaan bed se uth jaata hai...watchman bhaagkar vha aa jaata hai.. Aur receptionist bhi aa jaata hai..)
Watchman - ji madam
Girl- dekho is ladke ko mere room.me ghus aaya hai..ise bahar feko...yha se..
Armaan- aise kaise feko...is room se agar koi.bahar jayega to vo tum jaogi...samjhi miss london return...
Girl- abhi pta chal jayega koun jayega is room se bahar...watchman ise is room se bahar nikalo...
Armaan(watchman ko dekhta hai) haath to lgakar dikhaye..yeh room mera hai..
Girl - mera hai..
Armaan - mera hai..
receptionist - stop...aapka naam kya hai..mr
Armaan- armaan malik..
Receptionist - armaan malik...phir aapka room to.saamne wala hai..328
Armaan - what?? Par aapne hi to kha tha...324
Receptionist- maine?? Maine kab kaha...324 to miss riddhima ka hai..
Armaan- are...aap hi to keh rhe the cheekh cheekh kar 3244...
Receptionist- lagta hai..koi.galatfemi.ho gyi hai...ab aap apne room me jaaiye mr. Yeh room miss riddhima ka hai..
(yeh kehkar watchman aur receptionist dono vha se chale jaate hai..aur riddhima armaan ko teasing smile.se kehti hai..)

Riddhima- kitna sure the na..tum..ki yeh room tumhara hai..bechaare...
Armaan- dekho zyada khush mat ho...abhi to shuruwat hai aage aage dekho koun jeetta hai..or koun haarta hai..( yeh kehkar armaan apna bag uthakar gate ki taraf jaata hai..aur riddhima uske piche piche jaati hai gate band karne..aur kehti hai..)
Riddhima- shuruwat me hi haar gye...matlab aage bhi haroge...i am sure..
Armaan- tum mujhe jaanti nhi ho miss london return armaan malik kabhi harta nhi hai...
Riddhima( chidhate huye)- haww...dekha abhi mene kuch der pehle..
Armaan- yeh chote moti baat thi ab to asli game shuru hua hai..madam ab dekho me kya kya karta hu...tum mujhe abhi tak.jaanti nhi ho...
Riddhima(armaan ki taraf ungli karte huye)ohh really... boht smart samjhte ho apne ap ko..
Armaan- samjhta nhi hu...hoon...
Riddhima- huh...shakal dekhi kabhi apni...
Armaan- ha...roz dekhta hu..i know kaafi gud looking hoon...
Riddhima- good looking aur tum? Lagta boht galatfemi hai tumhe...
Armaan(flirt karta hAi) tum hona..saari gakatfemi tum door kar dena miss london return
Riddhima- yeh kya.?? London return london return lga rakha hai..naam hai mera RIDDHIMA ..
Armaan- ok fine...RI...Miss london return (kehkar bhaag jaata hai..aur riddhima gusse me gate band kar leti hai..aur kehti hai...)
Riddhima- stupid, idiot..huh...

In Gupta house
(shilpa room me armaan ki photo ko apne seene se lgaaye ro rhi.hoti hai...ki.shashank vha aate hai..shilpa unhe dekhkar rona band kar deti hai..shashank shilpa ke paas bethkar usse kehte hai)
Shashank- me jaanta hu beta.. Tum kis daur se guzar rahi ho...samjh sakta hu jisse pyaar karo jab vo chala jaaye to boht takleef hoti hai...par beta zindagi isi ka naam hai..log jaate hai..par zindagi.chalti rehti hai..
Shilpa- aap aiss kyu keh rhe hai..papa...koun gya hai..koi nhi gya hai...sab thik hai..mai maanti hu armaan ka abhi kuch pta nhi chal rha hai..lekin iska matlab yeh nhi hai ki vo hamesha ke liye chala gya hai..mujhe pura yakeen hai vo ayega..me uska intezaar karungi papa...mujhe pta hai vo zarur ayega...
Shashank- thik hai shilpa... Par kya aise intezaar karogi armaan ka...aise ek kamre me band rehkar ro ro kar...agar yakeen hai ki vo ayega...to intezaar kro beta...par aise nhi... Hum tumhare maa baap hai hum tumhe aise nhi dekh sakte hai...plzz hamare liye kal sanjeevmi.aajana.hum tumhe force nhi karenge...par agar tumhe lage...ki hum shi hai..to kal sanjeevni aa jaaana..
(yeh kehkar shashank vha se chala jaata hai...aur shilpa.vhi sochti rehti.hai..)


Thanku

do leave ur comments...!! 😊

sweetgirl555 thumbnail
11th Anniversary Thumbnail Explorer Thumbnail
Posted: 11 years ago
#10
Very nice part...
Thanks for pm

Related Topics

Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

26 days ago

The Unending Dream OS [Completed]

In Every Birth, Find Me The night air in Mathura was thick with monsoon rains. In her small room lit only by a flickering diya, Radhika drifted...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

27 days ago

Moh-Maya ~ MayRa OS [Completed]

Whispers of Maya The glass towers of Delhi glittered under the cold moonlight, but inside the corner office of Ruan Publications, darkness...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

2 months ago

Pyaar Ya Rebound? ~ Rumya SS [Completed]

Intro: Rudra fakes a relationship with his best friend Soumya to impress glamorous Bhavya-but ends up falling for the one girl who truly knew...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: desidillse

4 months ago

ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed} ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed}

[NOCOPY] P Y A A R. K A. N A G H M A. "Friends?" a little boy extended his hand towards a girl which she responded. They smiled and embraced...

Expand ▼
Fan Fictions Thumbnail

Posted by: Aleyamma47

5 months ago

Student of the Year: When Love Lost Its Way [Completed]

Author's Note: Based on the Prompt by @JasmineRahul in Submit Writing Prompt Thread who requested for writing: The alternative version of the...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".