Pyar Ka Ehsaas
PM will be Send From mishs_FF.UD
NO PMing from this ID
Written By Punam and Anamika
Part 3
Rahul manali keyliye nikal jata hai ...armaan khus tha ki uskey plan ka frst step kamyab raha ...abh uski plan ki dusri step shuru hogayi ...riddhima ek company mey part time job karti thi as a typist frm 4 yrs achank company key boss ney usey bulaya aur termination letter deydiye ...riddhima shock hojati hai vo dekhkey aur puchti hai
"sir mujhsey koi galti hogayi ?
Boss:angrily)nahi mujhsey hogayi galti jo tum jaise ladki ko kaam pey rakha ...
Riddhima:wiz tears)aise maine kya kiya sir ...
Boss:mai tumsey koi baat nahi karna chata bas ... mai tum jaise ladki ko kaam pey rakhkey apni company ki reputation kharab nahi karna cahta ..tum cashier sey apni pending salary lo aur dafa hojaov yeha sey ...
Riddhima:wiz tears)sir kya bol rahey ho app... mujhey kuch samjh mey nahi araha hai ...mai yeha 4 saalon sey kaam kar rahi hun kabhi bhi koi shikayat ka mauka nahi diya maine par abh aise kya kardiay maine jo aap mujhey nikal rahey ho ...
Boss:mai aaj tak tumhey ek achi ghar ki ladki samjhta tha bt ...
Riddhima:wat bt sir ...
Boss: dekho tum jaise giri huyi characterless ladkiyon key saat muh nahi lagna cahta mai ...jo sirf paison keyliye kuch bhi karsakti hai ...tum jaise ladki ko kaam pey rakhunga toh meri reputation kharab hojayegiii ..tum ko toh koi sharam haiya nahi bt me n my comapny have vry gud reputation ...abh gt lost frm my office ...
...
Riddhima rotey huye waha sey nikal jati hai ...aur rotey rotey ghar wapas ati hai muskan riddhima ko rotey huye dekhti hai aur daudhkey uskey pass jati hai aur puchti hai
"kya huva di ...aap ro kyun rahi ho ..kisi ney kuch kaha kya"
Riddhima muskan ko hug karleyti hai dill kholkey roti hai ...muskan ney riddhima ko aise rotey huye kabhi nahi dekha vo daar jati hai aur puchti hai
"kya huva di ...plzz bolo mujhey daar lagraha hai..."
Riddhima rotey huye usey apni boss ki har ek baat batahati hai ..vo sab sunkey muskan bohot gussa hojati hai ...par riddhima ki aise halat dekhey vo chup rehti hai aur vo pehley riddhima ko bhita thi hai ... usey keyliye pani lakey deyti hai ...riddhima pani pileyti hai aur thoda chup hojati hai aur kehti hai
"4 saal unkey yeha kaam kiya ek bhi complan nahi thi mere upar par aaj aise ghatiya batey bolah unhoney ."
Muskan:angrily)mai uss kamine ka muh thod dungi di ..uski himmat kaise huyi apko chracterless bolney ki ...aap chalo abhi mere saat uss office ko aaj aag nah lagayi toh mera naam muskan gupta nahi ...kya samjhta hai vo khud ko ...boss hai toh kuch bhi bakeyga vo ...uski toh aaj
Riddhima:nahi muskan ...hum kahin nahi jayengey ...mujhey apni aur insult nahi karvani waha jakey ...abh uss insan ka face tak nahi dekhna mujhey..abh bas mai koi aur job dhudlungi aur bas 1 month mey mere finals hai ..m.b.a complete hogayi toh mujhey ye chote mote jobs nahi karney padengey ...ek achi post miljayegi mujhey ...abh bas ye sab bhulja aur padhayi pey dhyan dey ...
Muskan:di aise kasie bhul jaun mai ..meri di ki insult ki mai chup nahi rehsakti ...usey sabak sikhana hi hoga di ...aap yehi raho mai jakey uski
Riddhima:nahi muskan tum kahin nahi jaovgi ...
Muskan:bt di
Riddhima:angrily)maine nahi kaha nah muskan ...
Tabhi muskan ki mobile bajhti hai ...muskan uthkar apna mobile leyti hai aur chaunk jati hai screen par naam dekhkar n kehti hai
"principal sir mujhey kyun call kar rahey hai iss waqt"
Riddhima:principal sir...vo toh koi kaam ho toh mujhey call kartey haina phir tum ko kyun call ki ...kahir dekh toh jara ...
Muskan :haan di
Muskan apni principal ko gudmorning kehti hai ..uskey badh vo chup hojati hai ...muskan ka cehra dekhkey riddhima khadi hojati hai aur puchti hai "kya huva muskan sir kya bol rahey hai" muskan ki haath sey mobile gir jata hai n aur uski ankhon sey ansoo nikalney lagtey hai ..ye dekhkey riddhima ghabra jati hai aur uski shoulders pakad key puchti hai
"kya huva bolo ..."
Muskan:while crying)di hum dono ko college sey detain kardiya hai ...
Riddhima:kyaaa
Muskan:haan di ..
Riddhima:detain? par kyun muskan ...tuh rukh mai baat karti hun principal sir sey
Muskan:nahi di koi faida nahi ..vo pata nahi kya kya bakwas kar rahey they aap plzz unsey baat math karo ...
Riddhima:kya bakwas kar rahey they muskan ...
Muskan:hum dono achi ladkiya nahi hai n ...
Uskey agey muskan bool nahi pati aur riddhima samjh jati hai uksey boss ki tarha hi principal sir ney baat ki ...vo tut jati hai aur couch pey bhait jati hai aur apna cehra haton mey chupakey roney lagti hai ...scholr ship ki pasion sey vo kisi bhi tarha m.b.a pura karkey life mey settle hona cahti thi par isey uski sare umeed aur sapney tut jatey hai ...muskan riddhima key pass bhait jati hai aur uski godh mey sir rakhey rone lagti hai aur kehti hai
"di aaj ye kya horaha hai humarey saat ...pehley apki job abh humari studies"
Riddhima apni ansoo pohcnti hai aur muskan key sir pey haath phertey huye kehti hai
"bhagwan humari imtehaan leyrahey hai muskan ..tuh fikr math kar sab kuch thik hojayega ..mai principal sir sey baat karungi akhir kyun humey detain ki ...mujhey jana hai aur wizout any valuble reason vo asie hi humey detain nahi karsakte..."
Tabhi door bell bazta hai,muskan jakar door kholti hai,courier hain.
courier boy : " riddhima koun hai,yahan sign kar dijiye ."
muskan : "di aapka courier hai."
riddhima surprisingly puchti hai..: "mera courier? kisne bheja."
courier boy : "jaldi kijiye,mujhe late ho raha hai."
riddhima sign karke courier leti hai aur jaldi se aakar open karti hai,its a notice...jise padhkar riddhima ladkhadakar gir jati hai.
muskan dourte hue aakar di ko sambhalti hai aur puchti hai: "kya letter hai di?
par riddhima kuch bol nahi pati hai,uske honth kaamp rahe hain,aankhon se aansooyon ki barsaat ho rahi hai.muskan unke hathon se letter leti hai aur padhkar chounk jati hai...its notice from bank...informed that unke papa ne house banane ke liye loan liya tha wo na dene ki wajah se house ab bank ke under chala jayega. agar within 15 days wo loan clear kar saken tabhi is house me reh sakte hain burna bank isey nilaam (auction) kar dega.
riddhima uttered in a trembling voice : "muski,papa ne sarey loan chuka diye they jaisa ki mujhe pata hai.agar nahi tah toh bank itne dino tak kya kar rahi thi?unhone humey pahle koi notice kyon nahi di?
muskan assured riddhima : "di,mai wo papers dhundti hun,jarur ghar me hoga. "
riddhima and muskan bahut dhundhte hain par wo papers nahi milte. abh dono bohot daar jati hai ...
muskan uttered with choked voice : "di,ab hum kahan jayenge? yeh sab kyon ho raha hai?mai rahul ko phone karti hun."
riddhima caught her hand and uttered : "nahi muski,wo beechara paresaan ho jayega,abhi toh uski job lagi hai."
tears flowing down from muskan's eyes...she uttered : "uske siva humara koi nahi di,humey koun is mushibat se bachayega?
just then her mobile rang...
muskan : "hello.
other side: ...
muskan : "koun chahiye?
other side : "muskan..muskan gupta."
muskan : "ji,kahiye, mai muskan hun."
she heard a harsh voice "jine ke liye insaan ko pyar ke siva aur bhi bahut kuch jarurat hoti hai jo ab tumse cheene wali hai...think about it...u want ur love or ur life...
saying zis he cut the phone making muskan go numb!
...
riddhima muskan ko pukarti hai par wah koi jawab nahi deti. achanak apne dono hathon me chehra chupakar rone lagti hai. riddhima dar jati hai.wah dourkar aakar usey hug karte hue puchti hai
" muski kya hua? kiska phone tha? kya keh raha tha?"
muskan : "di.di ...jarur yeh rahul ke bhai ka kaam hoga.wahi yeh sab karva raha hoga."
riddhima : "nahi muski, mai manti hun wo rahul ke barey me bahut possessive hai but wo kyon karega? humne uska kya bigada?"
muskan : "di aap khud jaisa sabko achcha mat samjho,wo insaan nahi haivan hai.uska hi phone tha,keh raha tha apna pyar ya jindagi chahiye"
riddhima jor se muskan ko apne me kheench leti hai aur dari hui awaz me kehti hai "nahi ,tujhe kuch nahi hoga.mai hun na tere sath."
muskan (crying) : "di hum kahin aur chale jayenge...hum wahan jayenge jahan is tarah ke log nahi rehte. lekin di hum kahan jayenge? humara koi bhi toh nahi hai."
riddhima (caressing her hairs) : "muski,mai hun tere liye aur tu mere liye. humey aur kisiki jarurat nahi hai muski. hum ek dusre ke liye kafi hain."
muski (holding riddhima's hand) : "toh chalo di hum kal hi chale jayenge. yahan se kahin dur.bahut dur."
riddhima pressed her hand to assure and thought "pagali,tu kya rahul ke bina reh payegi? mai tujhe rahul se alag nahi kar sakti. mai kal us arman mallik ke pairon pad gir jaungi apni behen ki khushi ke liye...jo kimat ada karna pade karungi par apni behen ke liye...bhagwanji mujhe itni sakti dena."
...
raat ko dono behne paas paas soi hui thi,ek dusre ka hath pakde..mano koi unhe alag kar dega. muskan thodi der me so jati hai par riddhima ki ankhon me need nahi hai. kya karegi,kaise is ghar ko bachayegi,kaise muskan ka pyar bachayegi,ek job chahiye immediately par kaise!" sochte sochte uski aankh lag jati hai.achank uski need khul jati hai,muski was mumbling...
"rahul ,mai tumhe chodkar kaise jiungi? kyon tumne mujhe pyar kiya,kyon sunhare sapne dikhaye?mai mar jaungi tumhare bina...rahul..."
riddhima usey jagane ke liye jaise hi chehre par hath rakhti hai,buri tarah dar jati hai. she was burning with fever...riddhima jaldi se uthkar thermometer lati hai aur uska temparature leti hai.its 104 degree. riddhima jaldi se uske sir par bheegi patti rakhna start karti hai...wah samajh jati hai rahul se bichadne ke dar ne muskan ko tod diya hai. wah apni baat par aur jyada determine hoti hai...
"mujhe us arman mallik se kisi bhi tarah apne behen ki khushi wapas lani hogi...wo jo kimat chahiye i am ready for it."
38