Oh God! Arnav ko phir pata nahin chala sach...
I'm sad...
Aur ye Andi isey bhi abhi aa ke natak karna tha thori dair baad nahin aa sakti thi...
I just wish k Arnav ko jaldi se sach pata chal jaye...
Khushi bhi pagalon wali harkatein kar rehi hai...
Saari duniya ki bhalai ka thaika liya hai isne...
I hope k Arnav khud hi jaldi sach ka pata laga le...
Shak tou ho hi gaya hai usey...
Kitna pyaar karta hai Khushi se, kitna khayal rakhta hai aur Khushi ka dimagh khiska hua hai...
Plz thori si akal mil jaye isey...
And plz plz plz update next part soon...
Ab intezar karna mushkil ho gaya hai yar...
59