Originally posted by: bgargate
Sam mera hero hai... usko to chance dena banta hai ... aur ab to wo uski friend bhi hai 😉
wo to hai... sam ke siva aur koi usko ye baat samjha nahi paata...😊
Riya ka surprise... actually Riya ko surprise mila ... ki Annu ne Nakhre nahi kiye 😉😉
Sam ko thanks mat bolo yaar... wo sab Annu ke liye hi to kar raha hai 😳😳
Shree... ab yahi guitar bajwaa li ussey... 😛
Chhotu apna emotional hai... wo Shree aur Riya se bahut pyaar karta hai... par uska pyaar dikhane ka tareeka thoda alag hai... 😉 emotions mein aakar kuch zyada hi zor se galey laga liye dono ko 😆
ab hum bhi yaha tumko Frooty bulayenge ... FROOTYYY 😊
annu ko laga ki Sam ne ussey jhooth bola jisse ki wo party kharab na karey...
Don't worry... apna hero hai na... wo saari misunderstandings ko door kar dega... 🤗
bas dekhti jao... 😊
Thanks for loving it dear 😊... tum khush ... mere saare readers khush to mai bhi khush 😊
142