Part 5
Shree & Chotu followd Riya to the kitchen area.
Shree: Riyaa!
Ri: what???
Chotu: kya what?
Shree: haan..haan...kya what what? Kya zarurat thi tujhe mahan banne ki? Agar Rathod sir uss khadus ko sorry bolne ke liye order de raha tha to kehne deti na sorry! Rokne ki kya zarurat thi? Akhir hume bhi zindegi me pehli baar ussko sorry kehte hue dekhne ka mauka milta!
Riya: nehi, mujhe pata hai ke unhe kisi ko sorry kehne ki adat nehi hai. To mai unhe aise karne se kaise dekh sakti hu jo unhe pasand na ho?
Chotu: uff ri! Teri ye mahanta se mai to taang aa chuka hu. Agar mai tere jagah hota aur koi mujhse iss tarha bartav karte, to mai usske liye kabhi ye sab nehi karta jo to karti hai. In fact mai to usska shakal tak nehi dekhta.
Shree: tu jitni pyaaar se uss khadus ke liye chai le ja rahi hai na, agar mai teri jagah hoti to utni hi pyaaar se uss chai me zeher mila deta...! Huuuhh...!!
Chotu: chod na shree, iss Riya ki bachchi ka kuch nehi ho sakta.
Saying this chotu left. All the time, Riya was silent.
Shree: evabe r koto din Ri? ( kab taak aisa chalega Ri?)
Riya: toto din, joto din amar pran ache.(tab tak jab tak meri jaan hai)
Shree: wo tujhe itna daant ta hai, tujhe bura kyun nehi lagti Ri?
Riya: kyun ki daant ne ke bahane hi sehi, par wo mujhse baat to karta hai! Mai to itni se hi khush hu...mujhe zyada kuch to nehi chahiye.
Shree: grow up ri! Wo tujhe kabhi apne pas nehi jane dega.
Riya: mai to kabhi unke pas jane ka khwab bhi nehi dekhti hu shree! Bhagwan ko puja ki jati hai, unki paas jane ki tamanna nehi kiya jata hai... Waise hi mai unhe pujti hu shree, unhe to mai itni izzat karti hu ke unke qareeb jane ke dua bhi nehi karti! Aur unke patni ke liye unke be-intehan pyar mere dil me unke jagah aur bhi uchi kar di. Mai to bass, dur se hi unhe pyar karke khush hu...chahe mujhe mere pyar ke badle me unke pyar mile, ya na mile...
~Flashback ends~
Arjun was still standing near the window. Riya's those words were now echoing in his ear. Caz that day, Arjun heard all the convo between shree-riya. And now he was thinking about sameer's words...
'Kahi aisa na ho Arjun ke jo nehi hai usski yadon ke piche bhagte bhagte jo hai ussko bhi kho do'...
Arjun was in a great fix. But his chain of thoughts broke at some noises outside his cabin. So he went out to look out the matter.
Shree: aare, Ri ke phone bandh aa raha hai chotu.
Chotu: kya baat kar raha hai? Jab wo yaha se nikla taab uski tabiyat bhi thik nehi thi...kahi kuch...
Rathod: kya hua?
Shree: sir, Riya ki cell off aa raha hai. Wo to kabhi apna cell off nehi karta. Aur aaj jab wo office se jaa rahi thi, tab usski bartaav kuch alag lag raha tha. Mujhe bohot tention ho raha hai sir...
Arjun was listening everything. He couldn't think anymore. A sudden fear surrounded his mind. So without wasting any time, he rushed toward the SUV. Rathod, shree, chotu also followd him. In no time, they reachd in front of Riya's apartment. 'Gusse me kya mai usse kuch zyada hi bol diya? Kya khudko right prove karne ke chakkar me maine usse hurt to nehi kar diya? Wo kya bhasha thi usski ankho me jo mai padh nehi saka uss waqt...' Arjun was talking in his mind. Shree was continuously pressing the bell. But there was no respons. Arjun couldn't hold it anymore. He braked the door. Even Rathod didn't say anything. Caz he knew that his best buddy was hell worried about her. But after entering her apartment, the sight in front of them made all of them shockd.
They enterd Riya's room in search of her. But she was not there. But the walls of her room lookd like a big picture gallary. There was a huge picture of Riya and a gay. Riya was in her teen age and the man's age was near about 27-28. Riya was smiling and hugging that person in the photo. There r also so many photos in her room...with that person. Some sweet cute capturd moments.
Shree: aare yaar ye kaun hai? Riya ne kabhi iss ke zikr nehi ki.
Chotu: haan yaar. Lekin ye bhi to ho sakta hai ke iss ke zindegi me wo koi special ho.
Rathod was also shockd.
Rathod: kyun, tum dono kabhi usski ghar nehi aaya?
Shree: sir aaya to sehi, par bedroom pe to nehi aaya na!
Rathod glared at him. But in mind he was now worried for his frnd. In his mind, he was thinking...'Agar Riya ke zindegi me koi aur hai to...' but he stoppd there.
Arjun felt a pain in his heart after listening the word 'special'. He didn't know why, he couldn't even imagin other man in her life.
'par Riya hai kaha?' Rathod's voice made Arjun to come out of his thought.
Arjun: shree usski phone track karo. Jab hi usski cell on hoga to pata chal jayega wo kaha hai.
He kept aside the thought of that man and just wanted to know where she was. In that moment nothing was more important to him than her safety. But WHY?????
He just kept the ques in his mind to answer it later...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hey, frnds!Ye part zyada pakao wala ho gaya na? Par kya kare...story ke liye zaruri tha. But frnds, u still have time! Tell me if u r liking d track or not.
Edited by BDCTG - 12 years ago