At evening.
Chotu's Mother: Riya beta zara dekhna chotu tyar huwa ya nahi.
Riya: theek hai Aunty mei dekhti hun.
In Chotu's room>
Riya: wah kiya khoob lag rhay ho, kaisa nikhar aaya hai tumharay chehray par.
Chotu: riya tu bus bhi kar , jab teri baari aaey gi toh mei tujh say pochun ga.
Riya: Poch lena but for now aap nichay chalen sab aapka intezar kar rhen hai.
Chotu: Riya mei theek toh lag raha hun na.
Riya: ha buhat achay lag rhay ho.
Chotu: sachi.
Riya: kiya likj k dun.
Chotu: Thankd Riya.
Riya: Thanks bad mei kar lena filhal nechay chalo.
Chotu: Ha chalo.
Girls dancing on the music.
Chotu's Mother: Simar Riya tum log bhi inka sath do na.
Simar: hum nahi aunty .
Shree, Shiza, Sameer joins the party, while Arjun come by holding Roshni's hand.
Riya runs towards Roshni: Roshni ji kiya huwa aap theek toh hai na.
Roshni: ha Riya mei theek hun.
Riya: par aap toh sahi say chal bhi nahi paa rahen hai huwa kiya hai, kuch bataen bhi.
Roshni: Holi k din meii Sam k ghar par stay kiya tha, wo actually jab mei dosray din subha jab mei stairs say utar rhen the toh slip ho gai jis ki wajah say pairon mei mocha a gai.
Riya: aaen mei aapki help karti hun.
Roshni give her hand in riya's hand.
Riya : Roshni ji aap yahen bethen, aur enjoy Karen.
Chotus Mother: Beta aaj chotu ki sangeet hai , aur sangeet nach ganay k bina na mukamal hai, mujhe khushi ho gi agar tum log sangeet mei apna rang jama k char chand laga do.
Sameer: ha aunty kyun nahi.
Shree: Chotu say mei nay promise kiya tha iski shadi mei mei khub nachun ga , kyun Chotu.
Chotu: ha, phir dyar kis baat ki.
The lights going off and Music starts playing.
Shree cupped Shiza face and hit her noce by his index fingers.
Baliye te mukhde pe dil lalchave
Laungda pe laskara jaanle na jaave
Sameer pulls Simar's hand , and hit their face with each other
Baliye te mukhde pe dil lalchave
Laungda pe laskara jaanle na jaave
Roshni pushes Arjun towards Riya and allow him to dance with Riya.
Riya lowers her gaze, Arjun put his hand on her face she walks away from him
Dekhe bina dekhe tenu raha bhi na jave
Roop saloona tere sono changda
Arjun pulls Riya Duptta
Duppatta Tera..
Haye Duppatta Tera..
Duppatta Tera..Nau rang da haye ni mera dil mangda 3
Duppatta Tera..Duppatta Tera..
Haye Duppatta Tera..
Duppatta Tera..Nau rang da haye ni mera dil mangda 3
Then songs changed.
"O Ladke Deewane
Kahan Se Aaya Tu
Dulhan Ko Le Jaane
Kahan Se Aaya Tu
O Ladke Deewane
Kahan Se Aaya Tu
Dulhan Ko Le Jaane
Kahan Se Aaya Tu
Arjun : Chal Pyaar Karegi
Riya: Haan Ji Haan Ji
Arjun: Mere Saath Chalegi
Riya: Naa Ji Naa Ji
shree : Oh Chal Pyaar Karegi
Shiza: Haan Ji Haan Ji
Shree: O Mere Saath Chalegi
Shiza: Naa Ji Naa Ji
Sameer:
Are Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Teri Marzi Soniyee
Hum Tujhko Utha Kar Le Jayenge
Doli Mein Bitha Kar Le Jayenge
Simar:
Hum Ghar Mein Kahin Chup Jayenge
Sang Tere Nahin Hum Jayenge
Sameer:O Gorey Gorey Mukhde Waali
O Kaale Kaale Nainoon Waali
Maan Mera Aihsaan
Ke Maine Haan Kar Di
Tu Warna Kunwari Reh Jaati
Ye Shaadi Humari Reh Jaati
Shree, Sameer and Arjun Together.
Tu Warna Kunwari Reh Jaati
Ye Shaadi Humari Rehjaati
shree: Chal Pyaar Karegi
ShizaHaan Ji Haan Ji
Arjun: Mere Saath Chalegi
Riya: Naa Ji Naa Ji
Boys Together.
Hoo Hoo Hoo
Girls Together:
Aa Ahaa Ahaa Aa Ahaa
Simar:
Jaa Main Nahin Karti Shaadi Waadi
Mujhko Pyaari Hai Ye Aazaadi
Main To Apne Babul Ke Bahon Ki Bulbul Hoon
Bas Tujhse Mujhe Ye Kehna Hai
Pinjare Mein Mujhe Nahin Rehna Hai
Girls Together:
Bas Tujhse Mujhe Ye Kehna Hai
Pinjare Mein Mujhe Nahin Rehna Hai
Arjun:: Chal Pyaar Karegi
Riya: Haan Ji Haan Ji
Arjun: Oh Mere Saath Chalegi
Riya:
Naa Ji Naa Ji
Shree:
Aankhoon Se Kajal Le Jayenge
Sameer:
Zulfoon Ke Badal Le Jayenge
Arjun:
AAre Hum Aaye Hain Door Se
Yoon Waapas Na Jayenge
Sameer:
Hum Apni Sajaniya Le Jayenge
Arjun:
Are Hum Apni Dulhaniya Le Jayenge
All together:
Hum Apni Sajaniya Le Jayenge
Are Hum Apni Dulhaniya Le Jayenge
Sameer:Chal Pyaar Karegi
Simar: Haan Ji Haan Ji
shree: Mere Saath Chalegi
Shiza: Naa Ji Naa Ji
Arjun:
Are Tu Haan Kar Ya Naa Kar
Teri Marzi Soniyee
Hum Tujhko Utha Kar Le Jayenge
Are Doli Mein Bitha Kar Le Jayenge
Arjun picks Riya in his Arms:
Hum Apni Sajaniya Le Jayenge
Hum Apni Dulhaniya Le Jayenge
Together:
Hum Apni Sajaniya Le Jayenge
Are Hum Apni Dulhaniya Le Jayenge...
They all clapping.
Chotu's Mother: wah beta tum logon nay char chand laga diya.
Sameer: kyun nahi humara faraz tha.
Shree: waisay Chotu tu sari umar ghulami karnay k liay tyar hoja.
Sameer: abhi bhi waqt hai chotu sambhal ja.
Arjun: ha chotu bad mei pachtanay say aacha hai k abhi na kar day warna sari umar pachtana ho ga.
Riya: kiya kaha aap logon nay.
Simar: ab hum bataatay hain aapko.
"Now you can do it like this
Take it to the level, you can do it like that
Shake it to the right
All my ladies and my man and my man's and my ladies ..
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Yeh hai udaasi, jaan ki pyaasi
Shaadi se achcha tum le lo faansi
Laakhon dukhon ki hoti hai ye wajah, haan wajah
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga
Shaadi ban gayi umarqaid ki saza, haan saza
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Jiski shaadi par jaana, usko itna samjhana
Na kar shaadi, yeh barbaadi, phir na pacchtaana
Haan mauka hai pagle, shaadi se bachle
Samjha le dil ko yeh shaadi ko machle
Shaadi ke mandap se tu khud ko bhaga, haan baga
Zor ka jhatka haye zoron se laga, haan laga"
Sameer: dekha chotu ye haal hota hai shadi k bad abhi bhi waqt hai bhag ja.
Chotu: sir agar pachtana hi hai toh kyun na shadi ka laddo kha k hi pachtaun.
Arjun: ye hui na baat ( He whispers in Sameer's ear) : jaisay mei pachta raha hun, but Riya hears .
Riya: Arjun Sir zara yahan aaen.
Arjun: ha Riya bolo kiya baat hai.
Riya: aap kiya keh rhay thay Bhaiya say,
Arjun: kuch bhi toh nahi.
Riya: aacha.. Theek hai agar aap mujh say shadi kar k apchta rhay hain toh theek hai aap is shadi ko tor saktay hai.
Arjun: Riyu mera wo matlab nahi tha, meri baat toh suno.
Shree: Sir usay janay dyn aaj raat hum nay ek bachelors party rakhi hai, ye larkiyan toh Mehindi laganay mei busy hungi aur hum enjoy Karen gay, Sameer and Chotu joins.
Sameer: ha buhat maza aaey ga.
Arjun: nahi mei nahi aa rha.
Shree: kyun Sir.
Arjun: ye bechlor party mere liay nahi hai
Chotu: kyun Sir aap bechlor nahi hai kiya.
Sameer: Arjun tu zid nahi kar buhat maza aaey ga.
Arjun: theek hai.
330