heres the next part
recap-nimmo shifts to another hotel and kunal realises that aarsh is his daughter
k-(he was going through a gush of emotions at once, he felt immensly happy and at the same time sad that all the 3yrs he hadn't been their for aarsh and also angry on immo that she didn't even tell him)
he was lost in his own thoughts
d-kahan kho gaya
k-huh kuch nahi
d-chal yaar samman shift karna hai
k-yeah okay
(in the car)
d-yaar ek baat bata tu itna change kaise ho gaya
k-matalb
d-matalab yeh ki tu kabse itna soch ne laga jabse aya hoon tujhe khoya khoya dekh raha hoon koi problem hai
k-(in his mind ek problem ho toh batao yaha toh pura mount everest tut pada hai)
d-kya hua wapas kho gaya
k-nahi yaar koi problem nahi hai bas kam ka thoda stress hai no biggie
d-waise itna bhi kam nahi karna chahiye
k-uhmm
(after moving into hotel)
d-chal yaar office chalte hai nimmo fresh hoke aa jaegii
k-yeah(he didn't want to go at all he wanted to stay back and get answers of all his questios)
(after dev and kunal left nimmo,kb, aarsh arrived)
kb-waah nimmo maan gaye dev ki choice ko hotel toh bahut acha hai
n-massi dev ki choice phele se achi hai
kb-tu uski side maat leh huh,acha yeh bata anand ko milne kab ja rahe hai
n-masi aaj toh mujhe office jana pedega app aarsh ko leke chali jaye mein directly waha aa jaongi
m-nimmo aaj itne sallon mein tune pheli baar yeh word use kiya hai
n-kaunsa
kb-'jana padega', tu kabhi bhi office jaane ke liye itni dukhi nahi thi, kunal se mili kya
n-huh
kb-nimmo tu abhibhi ussse bhul nahi payi hai
n-aisa kuch nahi hai kantamasi
kb-acha tujhe nahi batana hai mat bata, acha ek baat bata tujhe office jaane mein kitni der hai
n-bas mein ek do ghante mein nikal rahi hoon
kb-acha toh mein apne chawl jake aaon
n-thik hai
(she started playing with aarsh)
(in the office0k-yaar devmujhe ek zaroori kam aa gaya baki ki procedure natasha samjha degi
nats- aisa kya zaroori kam hai kunal jo tumitna important kam chod ke ja rahe ho
k-kam hai natasha, ake batata hoon
in the car he was getting restless, to get his answers he couldn't wait anymore to see her
he reached the hotel and went straigtht to nimmo's room
the door was opened he wanted to bang inside but just stopped at the sight of aarsh , she looked like an angel, with dark brown hair, she had got his green big eyes, one look at her and even a stone would melt
he just stood their in silence and watched nimmo play with herafter a while he went inside
n- saw him and a sudden fear grew in her mind, she hated this type of feeling she didn't want to lie anymore but she ahd to otherwise everything she ahd done for kunal-natasha would be in ruins
n-kunal tum haan mein
k-nimmo tumne bataya nahi tumhari beti bhi hai
n-woh kunal humari zyada baat kaha hui isiliye,aur tumhe kisne bataya
k-dev neh, waise aarsh kitne saal ki hai
n-woh one and half yrs
k-lagti toh nahi
n-huh
k-waise yeh thoda thoda chalti bhi hai tumhe nahi lagta yeh 2 and a half yrs ki hai
n-nahi kunal
k-per devne toh mujhse yehi kaha
n(she knew what was coming that kunal had figured it out, she coukdn;t lie anymore but if she doesn't then she will betray natasha andafterall natasha had waited all these yrs)woh dev ko confusion ho gaya hoga
k-per woh toh tumhara bahut acha dost haina
n-haan per
k-acha yeh chodo, wos the father
n-woh,huhu huuuhmm woh
k-kunal sehgal rihgt
n-uhhhhhhhhmmmmm
k-how could u nimmo, how could you do this to me
n-wohh
k-tumne itni badi baat mujse chupai aur isiliye tum banglore chali gayi,mujhe mera jawab chahiye nimmo why did u do this
n-woh kunal
k-batao nimmo i'm listenning
n-kunal mein batane hii wali thi per phir tum aur natasha
k-mein aur natsah kya nimmo. rishte jhoot ki buniyaas pe nahi bante
n- kunal mein pyar karti hoon
k(these were the words he wanted to here from her since agesd) kya
n-(she was scared, that her feelings might leak out)haan mein pyar karti hoon dev se
oright guys tell me how it was
55