So the story starts from the last episode. NA is going to post Ishu's pictures all over Amritsar. She decides to call Preeto to let her know about her sister's destruction. NA phones Preeto- hello
Preeto- hello
NA- tumhe meine kaha tha na key Rajbeer se door raho lekin nahi' nahi tumhari samhaj mein toh kuch nahi aya. Ab tum dekho apni behen ki barbadi ko. Kal subha hote hue hi mein tumhari behen key woh pictures poore Amritsar mein laja dongi.
Preeto- nahi ap aisah kuch nahi karengi
NA- o mein yeh karney wali hon
Preeto- ap jo kaha who meine kiya' Rajbeer ke riste ko reject kardiya' yaha tak key shaadi bhi kardi.
NA- so yeh sab Simran ki khushi key liye karwa rahi thi mein lekin Simran khush nahi hai issi liye tumhe ab tadap na hoga.
Preeto- nahi aunty nahi agar apne Ishu di key pictures kissi ko bhi dekhae toh fir mein Rajbeer se apni jhooti shaadi ka raaz baata dongi aur fir meine saath mein yeh bhi baata dongi key mein unse kitna pyaar karti hon. Ishu di pictures ko expose kiya toh fir mere pas aur kuch nahi hai koh ney key liye. I have nothing else to loose. Aur agar mein Rajbeer ko yeh baata don key mein unse pyaar karti hon toh fir woh Simran ko choudkey mere paas chale aengay.
NA- tumne Sunny se jhooti shaadi ki unbelievable apni behen key liye
Preeto cuts her off- toh kya apne apni betti ki khushi key liye kisi aur ki zindagi dao pey nahi lagae
NA- just shut up
Preeto- takleef ho rahi hai na lekin yeh socho key agar Ishu di aur Dhruv jiju ka divorce hua toh Dhruv jiju ko takleef toh hogi na aur agar unka divorce hue toh fir mein aur Rajbeer ek hojaengay. Aur agar hum ek hu a toh Simran ko bhi bhaut takleef hogi na.
NA- u wouldn't dare
Preeto- o u watch me
NA- thik hai mein aisa nahi karongi.
Preeto- u better not kyunki agar Dhruv jiju ka pehle ek divorce ho chukka hai yeh jaan key koi bhi ladki itni asani se unse shaadi nahi karegi.
NA- u know what tum mujhe abhi Moher place pey milo abhi issi waqt
Preeto- kyun koi kam hai
NA- han ek bhaut important baat hai jo mein tumhe phone pey nahi baata sakti.
Preeto- thik hai a rahi hon
NA- wahi pey milte hai.
286