|Arshi OS : A Weak Student|

ArshiRaiguptha thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#1
|OS: A Weak Student |
"Shut up and get out of here !! "
Now, this wasn't something new in Shantivan. Roaring male voices- in fact voice-was a usual thing. But this time there was a difference.The voice belonged to Akash Singh Raizada who was known for his polite,humble behaviour and tone.

"Dekhiye, aap hamari baath tho suniye "
"Enough Payal. Bahuth sun li aapki baath. Kabhi kabhi tho hamein lagtha hei aap voh paya hei hi nahi jinse hamne pyaar kiya tha. Aap..."
"Aur aap? Aap AkashJi ? Aap voh Akash kaham hein jinse hamne pyar kiye the ? Jinhone hamse saath janmom ka saath nibhane ka vaada kiye the?Aur jinse ham ... ham... ham apni hone vale bachche ki khushi baatne aye the."
"Kya !!"
"Ji haan. Par ab ham yaham nahi ruk sakthe Akash. Hamein jana hei. "
"Payal. Dekho, am sorry. Rona band karo Payal. Mera thumhe chot pahunchana ka koi irada nahi tha. Gusse mein shayad kuch zyada bol gaya.. Par.. "
"Shayad? Wah Akash.. ham nahi janthe the ki aap.. "
"JiJi? Jijaji ? aap log lad rahe ho ? aur thum ro kyom rahe ho Jiji ?"
"Ha KhushiJi.. aap samjhayiye na Inhe.. Yeh maa banne vali hein. Inhe rona nahi chahiye.Par.. "
"Kya?? Sachch JiJi ? Ham maazi... wah ! Par thum ro kyom rahe ho?"
"Khushi. Mujhe ghar ki yaad aa rahi hein.Mujhe Laxmi Nagar jaani hein. "
"Par Jiji... "
"Please Khushi.."
"Teekh hein.. Pehle ham neeche jaakke sabko yeh khush khabri deke aaye?"
"Teekh hein Khushi. Chalo.."
" Arey.. aap bhi aayiye na jijaji .."
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Khayal rakhna bitiya.. Phone karthe rehna.. Theekh hei ?"
"Ji. NaniJi. "
"Jaldi vapis aana Jiji. Hamein Nannu-Munnu Ki yaad ayegi. "
"Nauntanki kahiki.. Khayal rakhna Khushi."
Payal left.
"Jijaji. Hamein aapse baath karni hei. Andar chalein ? "
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Hey Devi Maiyyah !! Iska mathlab ham sahi soch rahe the. Aap bhi na Jijaji ! Aapko aisa nahi karna chahiye tha. Bechari Jiji. Kya beethi hogi uspe jab aapne... Dekhiye...Hamein patha hei ki aapne yeh sab jaan-boochkar nahi kiya. Par phir bhi.. Koi baath nahi.. Aap pareshan math hoyiye.. Ham kuch sochthe hei.. "
"Teekh hei KhushiJi.. Par jaldi se Payal ko vapis layiyega.. "
"Ji.."
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
"ArnavJi ! Aap sun rahe ho ? "
"Haa.. Par mei kyo karoo thumhari madath? "
"Kyonki Jijaji aapke Bhai hein . Hei na? "
" Theek hei. Par Don't think that.. "
"Kya? Ham nahi.. Aap Daant think.. Aap yeh math sochne ki hamne aapko maaf kar diya.. Cheh mahine khatha tho ham vapis laxmi nagar. Samjhe aap ?"
"Yeah. I know. Baar baar yaad dilaana zaroori hei kya ?"
"Ji ArnavJi bahuth zaroori hei. "
"Par khushi.. "
"Rehne deejiya na? Hamin Iss barein me koi baath nahi karni. "
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
Zaroori hei ArnavJi. Aapke liye nahi, Par hamre liye yeh bilkul zaroori hei. Kyonki ham nahi chahthe ki ham yeh bhool jaye ki ham iss ghar mei sirf ek mehmaan hei. Aur kuch nahi. Ham bhi aapse bahuth pyaar karthe hei ArnavJi. Par bharose ke bina pyaar adhoora hei. Ham majboor hei ArnavJi. Khushi slept , putting her thoughts to rest.
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
" Tho ? "
" Tho ? Tho kya ArnavJi "
" Kya karne vali ho thum ? Akash aur Payal... you know.."
"Ji. Aap baithiye, ham bathathe hei. "
-------
-------
"Do you really think ki Isse kaam ho jayega ?"
"Kyo nahi ho jayega? Bilkul ho jayega . Aap bas Jijaji ka madath kijiyega. "
"OK.Lets see."
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Haa Jiji. Thumhe bhi ani hogi. Varna ham bhi nahi jayenge. "
"Yeh kya naya pagalpan hei khushi. Shadi thumhari dosth ki hei. Ham kya karenge vaham pe? "
"Dekho Jiji , zyada savaal javab math karo. Thum aaogi na? "
"Par Khushi.. "
"Acha theekh hei. Math aao. Phir hamse baath bhi math karna. "
"Acha baba theekh hei. Aa jaongi mein. Khush? "
"Meri pyaari Jiji. Thum kithni achi ho. "
"Bas bas. Theekh hei. Zyada nautanki math karo. "
"Acha Jiji. Ham phone rakhthe hei. Hamein kuch kaam hei. Apna khayal rakhna.. aur nannu-munna ka bhi. "
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Hello? ArnavJi,Jiji ko hamne samjha liya. Aap Akash Ji ke saath hei na? Unki madath...Rehne deejiye.Pyaar ka mamla hei.Aapse kuch nahi hoga. Aap bas unke saath rahiye.Bye"
"He... "
beep beep beep.
Aise math karo na Khushi. Ek baar maaf nahi kar sakthe mujhe? Sirf ek baar. Hmm.. Vaise thum sahi kehthi ho. Mei pyar ke mamle mein bahuth kamzor hoon Khushi.Bahuth kamzor.
------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
"Khushi? Yeh thum mujhe kaham pe le ayi ho? yahaam pe tho koi nahi hei.Aur yeh andhera? Thumhe pakka patha hei ki shadi yahi hei aur aaj hi hei?Card tho teekh se padhi thi na?"
"Thum andar tho chalo Jiji. Andar chalke dekhthe hei na. "
"Par khushi...Khushi? Khushii.. Kaham chali gayi. Dekho mazak nahi . huh? Mujhe sach mein dar lag rahi hei Khushi. Khushiii.."
"Payal.."
"Akash? aap. Acha tho yeh aap logom ka plan tha. Khushi vapis aao. Mujhe khar jana hei. "
"Baath tho suno na Payal. Acha.. math suno. Par khar ke andar chalke tho dekho. Please?"
---------------------------------------------------------------------------------------------------------
" Kitna pyar hei na in donom mein? Jijaji ne tho mujhe bhi surprise kar diya. Ithna bada ghar. Aur vahm pe dekhiye na? Us diwar pe. Kithni pyari lag rahi hei Jiji un tasweerom mein. Aur un bachom ki tasweere..Jiji sach mein bahuth lucky hei. Hei na ArnavJi ? "
"Mmm.. "
"Sabke nazeeb mein nahi hotha yeh sab. "
"Khushi ?"
"Ji. "
Tring Tring..
"Ek minute.Akash ka call hei"
"Jijaji?Ham baath karthe hei."
"Yeh lo phone. "
"he..?"
"Thanks Bhai. Aap nahi hothe tho..hmm.. Aapne hamare liye ithna kuch kiya.Yeh ghar.yeh sare tasweere.Aur yeh posters?Bahuth sundar hei bhai.Thank You so much."
"Yeh aap kya keh rahe ho Jijaji ?"
"KhushiJi?Aap ? bhai ne kuch bathay nahi? "
"Kya?"
"Voh darasal baath yeh hei ki ham tho bas kuch phool aur chocolates lekar aane vale the Payal ke liye. Par bhai ne tho hamare liye yeh ghar gift karke mujhe surprise kar diya. unse kahiyega ki Payal ko bahuth achcha laga.."
"Ji. Par.."
"Ham baad mein baath karthe hei KhushiJi. Bye."
"Ji.Namasthe."

"Aap aise kyo ho ?"
"Kaise?"
"Kabhi ithna gussa aur nafrath ki hamei aapse dar lagne lagthe hei .Aur kabhi .. "
"Kabhi?"
"Kabhi ithnei ache ho ki hamei aapse... "
"Thumhe myjhse kya Khushi?"
"Bas.. Kuch nahi. "
"Kya karoo Khushi, Pyar karna tho meine bahuth deri se seekha hei.Aur Pehla shabd seekhthe hi kisi ne mujhse meri book cheen li. Fir patha chala ki Book tho mere samne hi the.Bas mei dekh nahi paa rahe the. Lekin thab thak bahuth der ho chuki thi."
He paused for a while.
"Kyo Khushi? Ek mauka nahi de sakthi mujhe? Sirf ek mauka? Iss baar koi galthi nahi hogi khushi . Pyaar ke vishay mein bahuth kamzor hoon mei. Lekin agar thum saath ho tho.. "
"Ghar chale ArnavJi?"
"Hmm.. Chalo.."
"Aise nahi.. "She took his hand in hers"Aise.. "
"Eh?"
"Ji. Yeh hei pyaar ka agla paadh .. Seekhna nahi hei aapko? Hamare saath? Voh kya hei na, Ham apne kamzor chathrom ke haath aise nahi chodthe. "
"I Love You Khushi."
"Ham bhi ,ArnavJi."
"Thum Bhi? Thum Bhi kya Khushi?"
"Ghar chaliye na?"
"Arey ! Yeh kaisi teacher hei ?Bachche doubt poochthe hei tho javab nahi dethe?"
"Ham.. Ham bhi aapse... Kuch nahi..Chaliye na?"
"This is not fair Khushi!"
She moved a bit more closer to him and placed a soft kiss on his cheeks.
"Aap kamzor nahi..Shaithan ho."
"Acha teacher Ji? Abhi.. yeh jo aapne kiya na? hamein kuch samach mein nahi aaya. Agar ek baar phirse... "
"This is naat phair ArnavJi. !! "

He couldn't help but laugh loudly and wrap her into a tight hug.
===========================================================
Phew!! My second OS.
Few days back i thought i would never in my life write an OS.
Then i wrote Where are you? and thought "This would be my first and last one."
But no.I ended up writing the second one.

So now, its your turn to leave comments- good / bad.
Do like this if you feel its good.

lOvE,
.aNaMiKa.
===========================================================

Edited by ArshiRaiguptha - 13 years ago

Created

Last reply

Replies

14

Views

9.5k

Users

9

Likes

32

Frequent Posters

ArshiRaiguptha thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#2
Sorry for the horrible hindi.
Really Sorry.
I am weak student , in Hindi. :P
Edited by ArshiRaiguptha - 13 years ago
ArshiRaiguptha thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#3

Originally posted by: jnfrjnfr

Update soon!!
nce one!!


hey,
completed updating. hope you read it!
thnx for the comment.
love,
Anamika

LivingInPajamas thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#4
--Edited--

Anamika!!🤗
Truly WOW!
Right on from the name of the OS to the whole concept-everything was just so different about it!Loved it from the first word to the last: Arnav buying a house 😆 so like him...and YOU call yourself bad at hindi? I have never seen any OS with such beautiful hindi dialogues as yours👏Infact you are the first person to type down those dialogues so perfectly that I almost felt like I was standing right there...it was beautiful😳 You girl need to write more 😍
Edited by Risha_ipkknd - 13 years ago
Tia.0 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail + 6
Posted: 13 years ago
#5
Awww..Qw. Khushi's dhasu line from 3 idiots... 👏
arshifreak2711 thumbnail
Engager Level 1 Thumbnail Groupbie Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 13 years ago
#6
Hey naicee...u r no doubt getting better with each OS...great job...keep writing,..!!!!
😊
jnfrjnfr thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 13 years ago
#7

Originally posted by: ArshiRaiguptha



hey,
completed updating. hope you read it!
thnx for the comment.
love,
Anamika


Hey i luvd it vry mch!!
it ws so swt of arnav.
-BarunKiMeera- thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#8
Nice start, update soon, thnx for pm :)
iluvarshi15 thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail + 2
Posted: 13 years ago
#9
OMG I would love to read it but I don't understand Hindi !
shabriya thumbnail
13th Anniversary Thumbnail Engager Level 2 Thumbnail + 3
Posted: 13 years ago
#10
wooww i loved it,,and i realy think u deserve a hug for the verse AAP KAMZOOR NAHI SHAITHAN HO realy sweet n cute n naughty too HUGIEEESS<greatn i loved t to the core

Related Topics

Fan Fictions thumbnail

Posted by: Aleyamma47 · 6 months ago

Author's Note: Based on the Prompt by @JasmineRahul in Submit Writing Prompt Thread who requested for writing: The alternative version of the...

Expand ▼
Fan Fictions thumbnail

Posted by: desidillse · 5 months ago

ArShi OS : Pyaar Ka Naghma {Completed}

[NOCOPY] P Y A A R. K A. N A G H M A. "Friends?" a little boy extended his hand towards a girl which she responded. They smiled and embraced...

Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".