Originally posted by: kriyansh24
R: smriti humein Kriya ke bare mein kuch baat krni thi.
S: haan bolo.
So: smriti tumne uske saath kuch zyada hi strict ho gayi thi. Theek hai main maanti hun ki usne tumse jhuth bola lekin iska matlab yeh nhi kit um use aise sab kuch chudvake yahan le aao.
S: baat sirf itni sin hi. Agar usne dance ke liye sirf jhuth bola toh main maanti lekin woh ladka woh cassanova types dikhta hai and uske andaaz bhi ujhe pasandd nhi tha.
N: lekin beta yeh Kriya ki zindagi hai. Use iske bare mein faisla lene do. Vaise bhi kriya un ladkiyon mein se nhi hai jo aise ladkon ke jaal mein fas jaaye aur saath hi woh apni sharton pe jeti hain so seedhi si baat hai usne kuch soch samajh ke hi uss ladke se dosti ki hogi. Aur fir tumhi toh kehti ho ki kitab ko uske cover se nhi judge krna chahiye. Tumhe kaise pata woh ladka galat hi hain. Tum kitni baar mili ho usse.
S: common aunty. Kriya meri beti hain. Main uss ladke se do baar mil chuki hun. Ek baar jail mein aur ghar mein ( narrates the whole incident). Ab aap hi batayiye main kaise maan lun woh sahi hain.
N: beta paristhitiyan bhi toh galat hoti haina. Har insaan se galti hoti hain lekin iska matlab yeh nhi ki hum uss insaan ke bare mein bina jaane ek opinion bana len. Aur tum hi toh kehti ho ki insaan ko ek baar mein aprakhna galat hain.
S: par... ( thinks hether she was right or not in judging Rey. It was true that she never did give Rey a single chance. She already had formulated an opinion about him. the small voice that was inside her that she had constantly subdued was coming up. After all kriya was her daughter and she had taught her to judge people and given kriya bein a headstrong girl she wudn't fall for some1 like Rey so easily. So was she wrong???)
Meanwhile every1 turn to see children playing happily with Rey. Rey was also enjoying to the fullest. He had his back turned towards the 4 so Smriti cudn't actually see him. she asks the trio
S: bachein kitne khush. Maine unhe itna khush kabhi nhi dekha.
So: sahi hain. Reyansh kea ate hi sab itne khush ho jaate hain.
N: vaise woh hain bhi bahut pyaara
R: jab main usse pehli baar mila tha toh laga tha ki bahut arrogant hain lekin use janne ke baad pata chala ki woh kitna accha hain.
Smriti... clear off ur thoughts...
2