Next day mng as Radhika woke up... Radhika saw Chaya standing there all worried...
Radhika looked at time and it was 11:00...
"Arey aunty, I am sorry, How come I am so late"
Chaya:How are u Radhika...
Radhika:Main thik hoon aunty... Aapki safar kaise hua..
Chaya: Acha hua...
Radhika:Hari sir ghar mein hain, yaan kahi baahar gaye
Chaya:Nahi wo ghar mein hain.
Radhika: Aunty, agar sir free ho toh, mujhe vun se baat karna hain, please vunhe ek baar bhula dijiye na
Chaya;Lekin wo so raha hain Radhu...
Radhika:Aunty please...
Chaya listening to the serious ness in Radhika's voice and went and called Hari to come here. Hari didn't understand what was happening, but when he came to know that Radhika was damn serious he went, thinking what might be the reason. But as he went to Radhika, Radhika was helping her self to sit properly. Chaya helped her and Hari asked her "Kya hua Radhu"
Radhika:I need to talk to u.
Hari found it strange and looked at Chaya... Chaya was about to go out, but Radhika stopped it and said "Aunty ko kahi bhi jaane ki jaroorat nahi hain, Aunty also need to listen this matter"
Hari looked at Radhika asking what and Radhika said "Uncle, aapko aaj se 1 maheena tak college [ar leave lena padega"
Hari:What's happening.
Radhika:Aur kal hum bombay nikhal rahe hain.
Hari:Hua kya hain beta
Radhika: Uncle I know everything, that how u need to get a surgery done in brain, and how serious the situation is.
Hari looked at Radhika shocked... and Chaya who didn't understand any thing was asked Radhika what's happening. Radhika:Aunty, uncle ko ek saal se subdural blood clot hain, u know its in brain. If ever its not removed properly, its located near brain stem, so it will affect the whole body, and also its growing in size, he need to be operated.
Chaya looked at Hari with shock... "Why didn't u say me'
Radhika remained silent and went out for a moment leaving them alone... as she came back she saw Chaya with a serious face ... "Radhika how do u know this?"
Radhika: Uncle ko Vrindavan mein ek baar, chest mein pain aaya tha. Ye baat mujhe Rohan ne bataya tha, mujhe doubt aaya, isliye two days back when sir got a small injury on the head, I insisted and got all the tests done... and in those tests I cam to know of it. I was shocked, but I was hell lot shocked when I came to know that sir knows it.
Chaya looked at Hari and asked "Kyun aap mujhe nahi bataya"
Hari remained silent... Chaya who was furious hold him by collar and asked him.. He mumbled silently "The whole package cost, with the hospital bill would be 50 lakhs"
Chaya felt silent and gasped "%0 lakhs..."
Radhika: Uncle its final kal aap aur aunty bomba jaa rahe hain mere saath
Chaya:Lekin 50 lakhs.
Radhika: Aap paise ki chinta nahi karenge, Paise mujh pe chodiye'
Hari looked seriously at radhika and said "I am truly happy that u took such care for me, but I can't use ur money"
Radhika crossed her hands and said "Mere paas aapko dene ke liye paise bhi nahi hain. Vo mere paise nahi hain... Aapka hi paise hain uncle.."
Hari and Chaya looked at her frowning...
Radhika smiled and said "Aap ko shayad bakhi sab log yaad nahi rakh paate hain lekin Chaya Harinath Purohith aur Harinath Purohith ko meri maa kabhi nahi bhul sakthi"
Hari looked at Radhika shocked and asked "How do u know my name?"
Radhika:Shayad aap hul rahe ki, aapki college mein Vishaka Bharadwaj naam ki ek ladki padti hain, jo mere sabse ache dost hain, aur jiska papa aunty ki behen ka pati hain"
Hari: Toh tumhe RB ne bataya.
Radhika:Kuch aise hi socho.. Mujhe Rishikesh ji ne hi bataya.
Hari: Lekin main vun paison ka isthamaal nahi kar sakthe ho.
Radhika: Uncle... Aap jaante hain aapka bade beta aapko kitna miss karte hain. Aur aapki baakhi bachein hain, in sab ke liye toh aap treatment karvaayiye. Please uncle... Wo aapka hi paise hain, aur vun paison par aapka poora hak hain. Please maan lijiye na"
Hari looked at Chaya and Chaya said "Always I accepted with u. But please for this one time listen to me, and agree with what Radhika is saying"
Radhika: Aapka saara ilaaj Rishikesh ji karwaadega,aur wo purohithi ka ek paise bhi isthamaal nahi karega. Please uncle... aap rishikesh ji ko apni bhai ki tarah maante hain na.. please vuske liye toh maan lijiye.
Hari looked at Radhika and asked "Koun ho tum. Rb kisi se bhi itni freely baatein nahi karte hain. "
Radhika smiled and said " Aise kuch nahi uncle, bas RB ko mujh se bahut pyaar hain isliye"
Hari; Hmmm tum hain aise..
Radhika: Uncle aapko ek baat bata do, Rohan bhi abhi RB ke ghhar mein reh raha hain.
Hari: Sach mein
Radhika:Haan, agar aap log waha jaayenge toh, kuch pal vun se bhi bita sakte hain
Hari:Lekin yaha jo bache hain
Radhika:U don't fear for them... I am there, Dev is there, we will take care of them
Hari:Lekin Dev ko kya batayenge
Radhika:Uncle, Dev ko bhi sach jaan na hi hoga
Hari:Nahi Radhu... Dev is very repulsive, he always likes that Purohithi and all. I just don't want him to spoil his career.
Radhika:Par
Hari:I will definitely say him, but not now. When I get a confidence that he knows everything about the inner loop holes in it, and how disoriented the system is.
Radhika nodded... "Toh Dev ko kya batayenge aap"
Hari: bas yehi ki, kuch conference pe jaa rahe ho.
Radhika nodded and Hari smiled to her and said "Seeing u I remember my friendfriend a lot." and kissed her on fore head and left.
Chaya also smiled and said " jaante ho, I heard about my Bhabhi from some one else. and seeing u I am thinking how can there be such a resemblance between u and her. "
Radhika thought in her mind "Kyun ki main aapki bhabhi ki beit hoon. " But didn't say a word and smiled.
--------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Radhika was resting on the bed reading some novel , when she saw some one kissing her on forehead, Radhika saw it was Dev.
Radhika tried to sit and Dev helped her.
Radhika:So hows college today
Dev: Its really very nice. But haan I forgot Viraat bhaiyya asked u
Radhika:Sir... Hmm kya kuch khaas baat hain
Dev:Bas yuhi
Radhika: Tera rehearsal kahaan tak aaya
dev:Tere bina mera rehearsal kahaan tak aayega
Radhika smiled and said "Classes ke baarein bhi toh batao"
Dev:Normal, nothing important.
Radhika:Hmm... tera responsibilities bad raha hain jahaapana
Dev: Jaanta hoon, lekin jab tum mere saath ho, koi bhi responsibility main ache se nibhavunga.
Radhika smiled and said "Dev.."
Dev:Haan
Radhika;Kuch nahi, bas yuhi... Jaante ho, kabhi maine ye socha nahi ki meri zindagi ek din mein badal jaaogi.
dev: Common Princess believe it.
Radhika:Acha princuu.. then fine
Dev:Ye princuu kya hain
Radhika:Then ye princess kya hain
Dev:Tum hain hi ek princess
Radhika:Acha toh tum mere prince ho
Dev: Ahem ahem, I would be very lucky to take a birth like that
Radhika; sach bolooo, its the most vulnerable thing a person can get. Never ever wish for it
Dev: Ter saath aisa ua, toh har kisi ke saath bhi aisa hi hoga kya
Radhika:U know nothing about that, try to know of it properly and then speak
Dev: Hmmm, now hows ur health
Radhika:I am fit and fine, U should have wake me up for college
Dev:No way, u will take rest. Thodi der ke liye so jaao, main jaakar apna kaa khatam arke aavunga
Radhika: Pari asked u for a help in some topic, pleas her her first you can come to me later
Dev smiled and went out.
---------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Radhika smiled and taking her phone called for Viraat, but Viraat didn't pick up. She doesn't understand what happened, she tried two more times but he didn't pick up. Feeling tensed she tried for his house number, but it was also busy. She didn't understand and tried to get up, but her leg was still paining. she sat there praying nothing should happen for him
Then she felt soem one knocking the door... She asked them to come in and it was Virat.
Radhika gave a sigh of relief seeing him normal, but he was looking so sad, Radhika didn't understand what happened to him... "Sir, what happened"
Virat: U didn't even bother to tell me, that u got injuries
Radhika:I didn't wanna trouble u
Virat;Just shut up... How can u think that u will trouble me, atleast do ur parents know it
Radhika nodded her head in no'
Virat: U are truly mad
Radhika smiled and said "Of course I am"
Virat: So tera notes ka kya
Radhika:Dev kar raha hain
Viraat:Hmm, toh kya keh rahe hain tera Dev babu
Radhika:Kuch nahi
Virat: Aaj mng college mein Dev bahut upset hain, now I think he won't practice till u come
Radhika:I will come from tomorrow
Virat:U need to take rest dear
Radhika:Its k..
Virat: No u are taking rest thats it.
Radhika:Hmm...
Virat: Toh Dev was..
Radhika;Abhi vuska ghar gaya
Virat: Hmm,,, shall i stay here till he comes
Radhika:Urs wish
Virat sat there and they both chatted for time unknown'... Just then Radhika got a call from RV... Radhika frowning answered it and RV knows that Radhika got accident and was very much worried for her. Radhika looked at Virat who was giving a surprised expression and spoke normally with RV but she can feel his over concern for her. Radhika disconnected the call and Viraat asked Radhika, that if RV knows the truth, Radhika denied it.. but seeing RV's concern make her too feel fishy,
-----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
Chaya speaking with Hari...
Chaya: Radhika bahut achi hain na
Hari:Hmm
Chaya:Lagta hain ki Dev Radhika ko pyaar karte hain
Hari looked at Chaya and said "Lekin, vo pyaar kabhi successful nahi hoga"
Chaya:Lekin kyun,,, Radhika mein kuch kami hain
Hari:Nahi...
Hari:Lekin mera wada jo main apni saheli se kiya
Chaya: Aap vusko itna serious le rahe hain
Hari:Haan
Chaya: Humaara teen beta hain ji, sirf dev ek hi nahi
Hari:Lekin Rohan par mujhe koi adhikaar nahi hain, aur jaha tak nandu was concerned wo chota hain
Chaya: Lekin aap jaanti tak bhi nahi ki, aapki saheli ki beti kaha hain
Hari:Lekin RV will find her for sure
Chaya:Lekin, wo bhai ke ghar kabhi nahi jaaogi
Hari:isliye, mujhe vus ladki se itni lagaav hain, vo bilkul mere behen par gayi hain
Chaya: Lekin Dev agar Radhika se pyaar kar rahe ho toh..
Hari: Mujhe kuch samajh mein nahi aa raha hain. Mujhe lagta ki main is baat ke baarein mein Dev se baat karoo
Chaya: Lekin, is se Dev ko ghussa hoga, Pehle vus ladki ko milne do, vuske baad hum baat karenge
Hari nodded in acceptance and lost into his thoughts..
----------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------------
317