Ri:unhone ne aisa kyo kiya armaan kyo wo ek baap hote hue apni beti ki zindagi apne hatho se se hi kharab karna chahte the...
Ar:pata nhi riddhima bas unki bato se ye lag rha tha wo apni beti se bilkul pyaar nhi karte shilpa unke liye sirf bhoj hai...jab maine puri baat ka pata lagaya toh pata chala ki wo...
Ri:wo wo kya armaan...
Ar:wo adopted hai...(and that time a purse fallen down from the stairs)
flashback...
(jab wo maid shilpa ko uske room tak lekar ja rhi thi tab use yaad aaya k usne gas par milk boil karne k liye rakha hua hai...toh usne shilpa ko fingure point karke guest room dikha diya lekin jab wo aage badne lagi toh use chikne ki awaze aai usne niche dekha toh riddhima ne armaan ka collar pakda hua tha aur fir shilpa ko laga k use unki baat sunni chaiye toh wo sunne lagi)
now come in present:
a purse fallen down from the stairs...when they look upwards they found shilpa who is crying badly and run towards the room and lock her inside the room...
rahul came near the armaan
Ra:shilpa ne sab sun liya armaan...
Ar:kuch nhi hota rahul ek din use ye sab pata chalna hi tha toh acha hai abhi pata chal gya...(riddhima look at him in shock)
Ri:bas armaan bas...tum itne heartless kabse hogye kabse...us masoom ladki ki kya galti thi jo use sehna pad raha hai...armaan ain shilpa k dad ko koss rhi thi ki koi itna heartless kaise ho sakta hai sirf apni beti se chutkara pane k liye unhone tumse uski shaddi karwadi...main bahar walo ko koss rhi thi aur yahan mere ghar main mera armaan hi sabse bada heartless insaan hai...us ladki k baare main toh ek baar socha hota uspar kya beet rhi hogi apne dad ki sachai jaankar aur apne so called pati ki sachai jaankar wo bechari toh tut hi gyi hogi...
Ar:riddhima tum ye kaise...
Ri:armaan bohot dukh ho rha hai tumhara ye roop dekhkar mera armaan toh khushiyan batne main yakeen rakhhta tha kisi se kushiyan chinne main nhi...
Ar:riddhima ismain meri kya galti hai jab uske dad hi use khush nhi dekhna chahte the...wo use apne ghar se use nikal dena chahte the chutkara chahte the usse aur mujhe wo jameen chaiye thi...riddhima main nhi toh kisi aur se unhone shilpa ki shaddi karwani hi thi...
Ri:ha aur tumne usse shaddi kar k unka kaam easy kar diya...haina yahi kehna chahte ho na
Ar:nhi riddhima...
Ri:bas armaan maine aur kuch nhi sunna tumhe kya laga tha main bohot khush hongi ye jaankar ki mere sapne k liye tumne shaddi ka contract kiya shaddi jaise pavita rishte ka majak bana k rakh diya...aur us ladki ki zindagi barbaad kar fir main bhi main bohot khush hongi aur aur zameen par orphanage banwana shuru karwa dungi...agar tumne aisa socha tha na armaan tumne bohot galat socha jis zamin ki wajha se kisi ladki ki zindagi barbad ho gyi us zamin par main sanjeevni orphanage kabhi nhi banwaungi kabhi nhi chahe mere papa ka sapna kyo na todna pade main orphanage nhi banvaungi (and she ran towards the stairs and crinf she turns and)...tum mere armaan ho hi nhi sakte you are not my armaan...(and she ran towards her room while crying)
Ar:riddhima plzz riddhimaa plzzz ek baar meri baat toh suno...(rahul from back..)
Ra:abhi use akela rehne de armaan gusse main hai abhi use samjahayega toh nhi samajh payegi...use thoda waqt de...sab theek ho jaayega aur wo tujhe samjhegi ki tune ye kadam kyo uthaya abhi filhal tu use akela rehnne de...
Ar:.pata nhi riddhima meri shakal bhi dekhna pasand karegi ya nhi...bohot dukh diya hai...hai maine use...kaash teri baat sach ho aur wo meri baat samajh jaaye...chal tu abhi ja muskaan tera intezaar kar rhi hogi...
Rahul nodded...
Ra:chal bye...(hug)...aur khud ko sambhal (armaan nodded and rahul leaves)
In AR's Room
Armaan enter's in room and see riddhima who is lying on bed and his back is facing armaan (riddhima look at door and found armaan on door she stand and take her pillow nad blanket and leave from room when she's leaving armaan hold her hand
Ar:tum kahi nhi jaogi...ye room tumhara hai...main jaata hu yahan se...and he leaves...
Ri:(to herself)ek din main kitni duri aagyi hai armaan humare beech jo room humara hua karta tha us room k liye tumhara word use hua...kyo kiya armaan kyo tumne humari zindagi itni badal di hai armaan kyo...(she's crying and sit on ground with the help of bed and cries and cries badly)
In shilpa room:(she sit on the marble floor beside the bed)
she's cries and cries badly...uski toh ek dum se saari duniya hi ujad gyi hai jinhe wo apna pita samajhti thi unhone ne toh use insaan bhi nhi samjha unke liye toh wo ek bhoj thi jise uski maa road se uthakar lai thi...aur pati usne usse se shaddi sirf sirf ek zamin k tukde k liye ki aur wo toh kisi aur se pyaar karta hai aur wo uske bache ki maa bhi banne wali hai...
Armaan:
he come ouside the house and roaming on streets while thinking
'jiske liye usne ye kadam uthaya wo us par vishwas hi hi karti...aur toh aur wo uske saath ek kamre main bhi nhi reh sakti...uski shakal nhi dekhna chati'
in logo ki is situation par sirf ek gana hi suit karta hai...
main taan jiyaan'
na maraan'
haye ve, dass main ki karaan'
(shilpa is sitting in the floor and her head rest on her knee's and she's crying...)
dil jude bina hi tutt gaye(shilpa touch her mangalsutra)
hathh mile bina hi chutt gaye(see her mehndi and tear drop on mehndi)
ki likhe ne lekh kismat ne
baar baar ronn akhiyaan
tainu jo naa vekh sakiyaan
kho leya hai yaar khud rabb ne
kattaan main kiven din
teri saun tere bin
main taan jiyaan na maraan
(riddhima is also sitting on the floor and see the photograph of Ar and crying...wo na ab armaan k saath reh sakti hai na uske bina uski situation ab aisi ho gyi hai)
chann se jo toote koi sapna
jag soona soona lage
jag soona soona lage
koi rahe na jab apna
jag soona soona lage
jag soona soona -
hai to' ye kyun hota hai'
jab ye dil rota hai'
koi sisak sisak ke hawayein jag soona lage
(armaan roaming on streets and tear's rolling down on cheeks)
chann se jo toote koi sapna
jag soona soona lage
jag soona soona lage
koi rahe na jab apna
jag soona soona lage
jag soona soona lage re'
soona laage'(shilpa see her mangalsutra and mehndi and remember's her marriage and cring loudly)
roothi roothi' saari raatein'
pheeke pheeke' saare din..
viraani si viraani hai
tanhai si tanhai hai
aur ek hum hai..
pyaar ke bin
har palchhin
(armaan roaming on street and the car comes's behind him but he is not in hosh and driver of the car puts the break and armaan said sorry to driver and move on)
chann se jo toote koi sapna
jag soona soona lage
jag soona soona lage
koi rahe na jab apna
jag soona soona lage
jag soona soona lage re'
(riddhima sitting on the window and remembering her old days with armaan and tears roll down from the eyes)
tune:
(shilpa decide's to not to live in dis house and she ran towards the door but when she reach near the door her's ma's words came in her mind "shilpa beta ek ladki ki uske mayke se doli uthti hai aur uske pati k ghar se uske sasural se uski arthi" and she stops she's break down on the entrence and crying like badly...
pathharron ki' is nagri mein'
pathhar chehre' pathhar dil'
firta hai maara maara
kyun raahon mein tu awara
yahaan na hoga
kuch haasil
mere dil
(she's see the whole house make her way back towards her room and cries)
chann se jo toote koi sapna
jag soona soona lage
jag soona soona lage
koi rahe na jab apna
jag soona soona lage
jag soona soona -
hai to' ye kyun hota hai'
jab ye dil rota hai'
koi sisak sisak ke hawayein jage soona lage
chann se jo toote koi sapna
jag soona soona lage
jag soona soona lage
koi rahe na jab apna
jag soona soona lage
jag soona soona lage re'
soona' laage .. mohe'
(see the whole condition of armaan who is roaming on streets like mad,riddhima who is crying in her room and see her and armaan's photographs & shilpa who reach in her room and totally break down on the floor)
finally completed😊...I hope u like it.😍...plzzz click like tabs and post your comments its really mean alot to me...😃
and one question...
agar aap riddhima ki jagha hote toh aapka kya reaction hota...??🤣
plzzz replyy
and only some hours left to come 2012🥳...enjoy the last hours of 2011 and party hard🥳...bohot mushkil se time nikalkar part update karne aai hu...and guyzz
Happy New Year
41