Thanks for your love and support dear friends. Here is the next part I hope u will like it
For all those who have not read the note let me once again make it clear that I AM NOT GOING TO END ANY OF MY FFS I WILL CONTINUE UPDATING AS WELL AS I WILL CONTINUE SENDING PMS
Kindly do not worry
love-Piya
PART 14
The officials take Arjun along with them
The entire college staff and the students were still in a state of shock
Geet excused herself for sometime and left from there
Meanwhile,
Arjun: Ye aap logh mujhe kaha lekar aaye ho ye toh police station nahi lagta
Person 1: Sahi kaha tumne ye police station iss liye nahi lagta kyunki ye police station hai hi nahi
Arjun: Kya matlab hai aap logo ka?
Person 1: Matlab puch raha hai chal chottu matlab samjha de isse
Chottu: Ye police station nahi hai kyunki hum khud police officers nahi hai aur naa hi hum koi miltary officials hai
Arjun: Toh ye sab kya hai aur tum log mujhe yaha kiske kehne par pakadkar laaye ho?
Geet: Unse kya puchthe ho mujhe se puchho
Arjun: Geet tum?
Geet: Haan wahi Geet jisse tumne maarne ki koshish ki thi
Arjun: Toh ye sab
Geet: Ye jo kuch bhi drama huana uske peeche ki mastermind main hoon
Geet: Ye logh jine tum officers samaj rahe the wo darasal Pakiya bhai k gang k members hai
Arjun: Tumne ye sab naatak kyun kiya?
Geet: Tumhe sabak shikhane k liye main sirf tumhe ye batana chahthi thi k Geet se dushmani tumhe kitni mehngi pad sakthi hai
Geet: Iss baar toh ye sab naatak tha par agar tumne dubara mere khilaf koi bhi shaajish rachne ki koshish ki toh kya pata agli baar ye drama haqeekat ka rukh apnale
Arjun: Mujhe maaf kar doh main dubara aisa nahi karunga
Geet: Aur karna bhi nahi chahiye Arjun warna tumhe kaafi mehga inaam milega
Chottu: Ab isska kya karna hai Madam?
Geet: Mujhe bus isse warning deni thi jo maine de diya hai ab aap log phir se ek baar college chaliye aur Principal Sir k saamne ye kahiye k aap logo se galthi ho gayi thi Arjun begunaah hai aur wo koi terrorist nahi hai
Person 1: Par iski kya zarurat hai samaj ne doh logo ko isse terrorist apna kya jaata hai
Geet: Ye bhale hi mera dushman hai par Geet bhi apne uslulo ki pakki hai terrorism ek bahut hi bada problem hai aur Geet kabhi bhi jaane ya anjaane tareeke se aise gunaah ka hissa nahi banegi issliye chalkar iski begunahi Principal aur pure college k saamne bayan kar doh main nahi chahthi k meri wajah se kisi ka pariwaar bhikre
Person 1: Okay Madam
One of the gang member calls the Principal and informs him to assemble on the college ground along with the entire staff and students
Geet leaves for college
After some time the gang members bring Arjun along with them to the college
Principal: Aap log phir se yaha?
Official: Principal Sir wo hum logo se ek bahut badi galthi ho gayi darasal Arjun nirdosh hai uska iss mamle mein koi bhi haath nahi hai wo toh hume galatfaimi ho gayi thi. Arjun is not a terrorist he is innocent
Principal: Main toh pehle hi keh raha tha humare college k bachhe aisa kar hi nahi sakthe. Arjun tum thik toh na?
Arjun: Ji Sir mere liye itna hi kaafi hai k meri begunahi saabit ho gayi
Official: I am really sorry Sir humari wajah se aap logo ko kafi problem hui aur Arjun hum aapse bhi maafi maangte hai
Arjun: That's okay officer
Official: Ok Sir hum chalthe hai
The gang members leave
Principal: Ok students get back to your work yun samaj lijiye yaha kuch hua hi nahi tha
Students and the staff members go back to their individual work
Geet gives a warning look to Arjun and she also leaves from there
Meanwhile,
Maan rushes to the college Adi had informed him about the entire incident
Maan: Adi yaha sab thik toh haina aur Geet kaha hai?
Adi: Bro wo actually yaha jo kuch bhi hua wo ek galatfaimi thi ab saara mamla sulaj chukha hai
Maan: Par Geet kaha hai?
Meera: Aap fikr mat kijiye Sir Geet ka iss mamle se koi lena dena nahi tha she is fine
Maan: Tum kaun ho?
Adi: Bro ye Meera hai meri friend
Meera: Hello Sir
Maan: Tum Adi ki friend ho toh mujhe Sir kyun bula rahi ho tum mujhe mere naam se pukar sakthi ho
Meera: Par aap mujhse bade ho aur main aapko aapke naam se kaise bula sakthi hoon
Maan: Toh thik hai tum mujhe Maan bhai kehkar bula sakthi ho
Meera: Thik hai toh main aapko aajse bhai kehkar hi pukarungi
Geet was passing from there Maan rushes to meet her
Maan: Geet tum thik toh hona?
Geet: Maan tum yaha kya kar rahe ho aur mujhe kya hua hai jo tum aise sawal puch rahe ho?
Adi: Wo darasal Bro ko college mein jo incident hua uske baare mein pata lag gaya tha toh wo ussi ko lekar pareshan the
Geet: Adi tum bhi issi college mein ho?
Adi: Haan main yahi par padtha hoon par iski asli wajah kuch aur hi hai
Geet: Kya wajah hai?
Maan: Koi wajah nahi hai haina Adi?
Adi: Haan main toh yuhi keh raha tha
Geet: Waise Maan main tumse kuch puchna chahti thi
Maan: Puchho Geet
Geet: Maan kya tum mujhse dosti karoge?
Maan: Ek sharth par mujhe tumhari dosti manzoor hai
Adi: (thinking) Ofho Bro bhina itne mushkil se toh bhabhine dosti ka haath aage badaya hai aur wo hai k sharthbaazi par utar aaye
Geet: Kaisi sharth?
Maan: Sharth ye hai k humari dosti bina kisi sharth ki hogi mera matlab hai humara dosti ka rishtha kuch aisa hoga jaha pe hum ek dusare se har baat chahe wo kitni badi ya kitni chothi kyun na ho share karenge. Hum ek dusare se sirf apni khushiyaan hi nahi balki apne saare problems bhi baatenge
Maan: Humari dosti ka rishtha itna mazboot hoga jo koi chahkar bhi tod na paaye agar tum bhi meri iss baat se sehmat ho toh mujhe ye dosti manzoor hai
Geet: Hmm...waise Geet koi ghate ka sauda nahi karti aur mujhe lagta hai k tumhare saath dosti ka ye sauda Geet ko kabhi bhi mehnga nahi padega
Maan: Friends?
Geet: Hmm... Friends
Adi: Toh ab nayi nayi friendship hui hai toh kyun na isse celebrate kiya jaaye?
Maan: Wo kaise?
Meera: Bhai kyun na hum sab milkar kahi bahar jaaye aur kuch time ek saath milkar enjoy kare
Geet: Not a bad idea par kya Maan ko enjoy karna aata hai
Adi: Mere Bro ka toh andaaz hi niraala hai aapko pata hai k mere Bro kitna achha gaate hai
Geet: Are waah toh chalo aaj k program mein Maan humhe ek gaana sunayega zara main bhi toh jaanu k janaab sachmuch gaa sakthe hai ya yuhi phek rahe hai
Maan: Thik hai toh chalo issi waqt chalthe hai
All four of them leave
Meera suggested a particular place and the remaining 3 liked her idea so they decided to go to that place
Geet: Hmm...toh ab Maan hume gaana sunayega waise kaunse movie ka song gaane jaa rahe ho?
Maan: Ye koi movie ka song nahi hai jo main gaane jaa raha hoon wo toh mere dil ki aawaz hai jise main bachpan se sabse chupakar apne dil mein kaid karke baitha hoon
Meera: Bhai jaldi se sunaiyena ab aur raha nahi jaata
PLS LISTEN TO THIS SONG
Music
Maan looks lovingly at Geet as if dedicating this song to her
Ghar se nikalthe hi kuch dur chalthe hi raste mein hai uska ghar
As soon as Geet hears this song she looks at Maan as if she just remembered something
Kal subah dekha toh baal banathi wo khidki mein aayi nazar
Maan was constantly looking at geet. Geet gets up and goes and stands besides a tree and gets lost in her own thoughts
Ghar se nikathe hi kuch dur chalthe hi raste mein hai uska ghar
Geet was recollecting her childhood days.
Kal subah dekha toh baal banathi wo khidki mein aayi nazar
Maan always used to recite the first two lines of this song in front of Geet during their childhood and Geet always used to tease him that he never goes ahead of these two lines
Ghar se nikalthe hi... Music
She was remembering the sweet and bitter relationship that they shared. Their world was always full of their cute fights and their innocent love
Maasum chehra neechi nighahein bhooli si ladki bholi aadayein
She started smiling as she recollected how once Maan had gifted her some roses by saving his pocket money and that one gift of his made her feel so special that she was blushing the entire day
Na apsara hai na wo Pari hai lekin ye uski jaadugari hai
From that day onwards Maan started calling her Shehzadi. His princess who was like an innocent angel of his life
Deewana kar de wo ek rang bhar de wo sharmake dekhe jidar
Their relationship was so pure in a very small age they had dedicated their entire life to each other
Ghar se nikalthe hi kuch dur chalthe hi raste mein hai uska ghar...Music
There was not a single moment when they were not together.
Karta hoon uske ghar k main phere hasne lage hai ab dost mere
But one day Maan left her and went away. She was shattered completly Maan was her strength and she was helpless she couldn't stop him.
Sach keh raha hoon uski kasam hai main phir bhi khush hoon bus ek gum hai
This thought brought her back to reality she looked at Maan as if asking him why did u leave me why?
Jisse pyar karta hoon main jispe marta hoon usko nahi hai khabar
Maan read her eyes and was trying to tell her that I had no other option I had to go but tha doesn't mean that I forgot u I always remembered you I always cherished your memories
Ghar se nikalthe hi kuch dur chalthe hi raste mein hai uska ghar
Give me one more chance I promise I will stand by your side till my last breath
Ghar se nikalthe hi...
Geet wanted to trust him but she was still scared what if you leave me again...Maan knew her dilemma I will rewin your trust oneday and I will go to any extent to get u back in my life
PRECAP: Geet takes the key and opens the box
PLS PRESS D LIKE BUTTON N DO COMMENT
ALL THOSE WHO WANT A PM ADD ME TO YOUR BUDDY LIST
Love-Piya
Edited by piya- - 13 years ago
29