the poem...to NP
~deewani~
main ...!!! kya kahoon..main hoon unki deewani...
kab se !!! yah na pochu...shayad jab se main hoon..shayad tabse...
kuch ajeebse baat haina...actually kuch aise hi lagta hain mujhe...
kyun ki shayad unhe jaan ne se pehle tho main sirf 19 saal ki, aapne, papa-mama ki
pyari si beti...aur apni didi ki baby sis...lekin..abhi tho main deewani hoon
sirf unki deewani!!!
har ajnabi chehre mein uski jhalak dikhayi deti thi kabhi!!!
chalti thi deewani jab, to nazar jhukaye rehti hai
na jane kab kaise ban gaye main unki deewani!!
na kabhi mili unse, na kabhi baat ho payee!!!
lekin phir bhi yeh dil sirf unhi ko chane laga hain...kah kar sharma bhi jati yah deewani
meri kahani kuch is kadhar suro hoti hain...
main thi ek khani ki deewani...har pal har lamha..usi main khoyai rahthi
na din ki khabr na raat ka hosh..
yanha taak ki facebook main ghantoo..uski updates, comments padthi, likthi...
phir unhi main kho jathi!!! itna dost milian ki kyan kanhoon
pyare se, kabi kuch khafa khafa se..tho kabhi bilkul meri hi tarah khani main khoyain huwain
meri subha facebook ke page se hone lagi..raat usse main dhal ne lagi..
ek hi scene ko na jane kitne baar youtube main dehkthi...pehle lagta ki shayad main hi
pagli hoon...jab facebook aur IF main chupe deewaniyon se rubo ro huwai tho pata chala
sab ka yahi haal tha...najane kaise khashish thi un main..jo hum sab ..aapni har lamho main
unhe jeena lage the...is kadar khoya rahte ki na pucho...studies was becoming tuff!!!
no time actually!!lectuers were interesting!!! suprised...yah thats the time..when I could
pretend to listen to the lectuer but actually think about my fav new found fantacy
kuch din yunhi deewangi main aache kat rahe the...facebook main unke bare main pada!!!
unki khyaal ke baren main, unki avlokan ke bare main, unke vicharan k bare main...
kya kahoon... main tho aapni sud bud kho beti!!! din raat jo uss khani main kat the the..
aab us khani main unhe khojthe hain... sab us khani ke deewane the.. aur main unki deewani
meri deewangi..kuch is haad tak ho chali ki mera khud pe zor na raha!!!
na jaane kya kya pad dala unke bare main...
har ek article, har ek news, unki har ek tasveer...unki hi cherche...
kuch is kadhar chah ne lagi hoon... har ek scene main mujhe woh hi nazar aathen hain
khabhi aapni hi khyal se jhukjati thi nazaren...yun maan ko geet ke kareeb dehk...
main unhe aapne kareeb pani lagi...yeh kaisa ehsaas unho ne mujh main jaga diya!!!
main tho unki deewani hone lagi!!!
aab tho paani ki lehron mein bhi jannat dikhayi deti hai
chalti hai deewani jab to nazar jhukaye rehti hai..cell phone main jo khoye rahthi hain...
unki khabar kuch mil jayen tho dil bechain ho jatha hain
nazarein phir jhuk jaati hain, pagal mann kho jaata hai
main ne tho sharmo haya ke sare bandan hi tho dale the...yanha thak ki..sab maan ki photo
ki farmaish karte aur main unki... meri friend deepti...shayad unhe jaanti hain!!!
kabhi kabhi cupid ban jathi hain... usne unke photos bhi meri liyan upload kiya!!!
hayai..woh photo na ho tho main !!! shayad jina chod dethi...
aab tho har masoom main unhe hi khojti hain deewani
barkha ki pehli boonde jab dharti par pad jaati hain
is pagli deewani ko phir yaad unhi ki aati hai
nazrein phir jhuk jaati hain, pagal mann kho jaata hai
muskurahat ka lamha phir se wapas aata hai
yun hi beta beta unki khayalon main chera par muskurahat cha jaathi hain
mamane tho ek bar pakad bhi liya..najane kyun yunhi has rahi thi dinning table par
shayad maan ke shirtless scene main unhe dehkliya tha ...na poocho mera dil kaise
bechain ho chala tha us khayal main..
facebook ke friend ne unhe khaha bhi shayad ...
zaroor kuch tho lali unki chare par chahi hogi..
warna yah dil yunhi nahi bechain hota unke khayalon main
aab tho kuch yun ho chala hain
main apni deewangi se jaane jathi hoon
Wo apni rachnavoon se pehchaane jaate hain
roz miltey tho hain khayaloon main lekin, kuch Kehte sunte nahi
mere saamne wo meri dharkan bane jaa rahain hain
Shab-Bhar Intzaar mai hum taare dekha karte hai
Sawera hone se pehle wo chand bujhane bhi nahi aate hain
Bas ek nazar ke liye hum din-bhar taraste hain
wo yun hi hasani main humain tala karte hain
ban ke lahoo rag rag main baheni lagi hain unka har ek avlokan
khani main unki vicharon ko mehsoos karni lagi hoon
unhi ki tarah sochne bhi laghi hoon shayad... na jane kaise gehraai hain unki
avlokan main..main tho unmain samane laghi hoon
ek pal ko bhi meri nazron se door nahi hoti hain woh
najane kyun mujhe har cheez ab aap hi nazar aate ho?
yeh meri deewangi hain yah ki unki chahat ka asar koi
ki abto neend bhi nahi aati aur raat guzur jaati hain
bechani hain, dard hain, tadap hain, bus ek aap hi nahi hain
aur aise main aapki behruki humain sata rahi hain...
dil is kadar bekaboo ho chala hain..chaha kabhi kuch kahdoon aapse...
kaise kahti.. main koi kavi tho nahi
phir socha ki kuch aaraz hi kardoon unke naam
kaise karti main koi lekhak tho nahi
main tho sirf aapne nassir ki deewani...
meri iss deewangi ko aap taak kaise aarz karon!!!
chaha ki aapna dil aap pe nizar kar doon...
issi intzaar main..ki aap aab tho behruki chod mera ehsaas kabool karen!!!
main...main hoon nissar ki sonia!!!
~by muskan~
GUYS PLEASE POST UR VIEWS TO NISSAR HERE TO ATLEAST READ WHAT SONIA FEELS FOR HIM
TRULY ..NISSAR KI DEEWANI!!!
Edited by muskanp - 13 years ago
708